nice
Jasey sawan ki ghata zara si barsey aur dohup nikal aey
Garmiyon ki taweel dupaher main baag ka manzar
Kisi khandar main chutki chandani
Kisi pahaar par khizaan ki amand
jasey kisi pardesi ki alwida muskarahat
Jasey kuch bhuley besrey khatuut
Aey udasi aey udasi tera jawab naheen
Takhlik karon ki umang
Aey shaheron ki mahboba
Aey udasi tu merey jazboon ki ghata hay
Tu merey kalam ki woh ciyahi hay
Jis k samne safa e hasti ki tamam wasteen bhi nakafi hain.
Veryy nice..
Ik Muhabbat ko amar karna tha.....
to ye socha k ..... ab bichar jaye..!!!!
Khoob!
"Relationships Never Die A Natural Death.They R Alwayz Murdered"......
Think About It........!!!