veryy superbb shariin... n veryy beautyful novel...
" Hum zindagi kay imtahani kamrey mai beth kar, pedaish sey moat tak mukhtalif qisam kay test dayney kay alawa kuch nahi kar rahey hotey... Har test ka doraniya alag hota hai, uski type alag hoti hai, baaz ka sawal nama zara asan hota hai, baaz ka khasa mushkil,baaz ka sawal nama Syllabus pay phela huwa hota hai, baaz ka mukhtasir jawabaat magta hai... Baaz paper khubsoorat writing mai kartey hain, baaz gandi writing mai, Magar aik baat tou tay hai kay hum sab dey paper hi rahey hain aor ye papers kesey bhi hon, inka Checker aik hi hota hai... Vo merit par puri diyanatdaari kay saath hamen marks dey deyta hai, aor vo checker Allah hai !!
Kamra-e-imtehan mai aney kay baad shor machaney kay bajaey kay falan ko paper asaan diya gaya hai, falan ko naqal karaey jarahi hai, falan ko kam sawal hal karney hain, falan ko ziyada waqt diya gaya hai, falan ko diya janey vala qalam aor sheet mujhsey behtar hai, falan ko paani aor dusri sahuliat di jarahi hain, falan ko calculator istamal karney ki ijazat hai ya falan ney kitaab kholi huey hai.... Kiya ye behtar nahi hai kay hum sirf aor sirf apney question paper par tawwaja den, usko hal karney ki koshish karen, ye dekhen kay iss mai sey kitney sawal hamen aatey hain aor kitney nahi, aor jo sawal hamen atey hain unka jawab hum kitni achi tarha dey saktey hain.... aor jo nahi aatey unko hal karney kay liye hamen kiya karna chaheye... Kiyonkay hamen khaali paper nahi chhorna khali paper dekh kar hamen marks nahi milengey aor nahi hamar koi uzar mana jaeyga..."
Thora sa Aasmaaan- Umera ahmed
Alhamdullilah
veryy superbb shariin... n veryy beautyful novel...
---------------- -----------------
-------------------------------------------------------------
some people are worth
melting for....!!!
..(olaf)..
------------------------------------------------------------------------
very nys..
buhat umda sharing..
Excellent
bohat hi accha or sacha likha hay
bht zabardast
umdah iqtibass ......
Hum kya hain
Hmari Muhabatayn kya hain
kya chahtay hain
kya patay hain..
-Umera Ahmad (Peer-e-Kamil)
nyc saharing
تیری انگلیاں میرے جسم میںیونÛÛŒ لمس بن Ú©Û’ Ú¯Ú‘ÛŒ رÛیں
ک٠کوزه گر میری مان لےمجھے چاک سے Ù†Û Ø§ØªØ§Ø±Ù†Ø§