voted
Asalam u Alaikum
Is Month ka topic tha "zameer"
sab ki sharings hazir hain
Jin ki sharing behtar lage un ko vote dein..:love2:
Rules
Last date 28th oct hai..
Aik Member aik hi bar vote de sakta hai..:aha:
Winner 50% poll aur 50% Adminz decide karen gye.!! :caring:
~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~
๓เรђคคl
"Mera zameer"
"aaj uska zameer muttmain tha..aj usne woh kiya tha jo uske liye dilli sukoon ka bais bana tha..........."
.................................
Hareem maa baap ki ikloti aulaad thi unhein kabhi kisi cheez ki kami kisi cheez ki pareshaani nahiin thi zindagi mein sa kuch tha..khushi,rishte,izzat ,daultat aur apno ki mohabbat.....magar nahiin tha to sukoon..!
.............
aksar woh sochti is bechaiini ki waja kiya?
woh kya cheez hai jo din raat usko beqaraar rakhti hai..
woh kiya cheez hai jo raton ko sukon se sone nahiin deti? kiya hai woh? mafar ..usey jawaab nahiin mil saka tha..
usey din raat buhut si sochein apne hisaar mein rakhne lagi thein raat dair dair tak jagte rehne se ankhon ke gird gehrey halkey parney lage the...Ghar walon ne uski kayfiyat ko baarhaa note kiya tha....
............................
hareem ! Aye hareem......!!!
kiya hai? kya afat par rahi hai tum dono ko??woh ankhon par bazoo rakhe din charhe bistar par ainth rahi thi..ke apni czns rubab aur abeerah ke disturb karne mein buri tarhan jhunjhulayi........
Hareem ki bachi yeh kambal choro dekho kitna pyara mousam ho raha hai Imaan sey .. ghazab dha raha hai Aur Islamabaad ka mousam tu bhayee sab se juda hota hai khoobsurat aahhh.. chalo shopping par chalte hain.... kiya yaaad karo gi.. mabadolat apne jaib kharch se shopping karwane wale hain..rubaab ne gardan akra kar bari fiyaazi dikhate hue kaha..
nahiiin bhyeee tum log chale jao mujhe sona hain raat bhi neend poorui nahiin hui us ne kambal dobara odhte hue kaha..
lekin abeerah ne foran kambal khench dala ..
"jeeee nahiin aap chal rahi hain...aur kis ne kaha tha ke raat bhar jaago woh bhi cofeee ka big mug le kar bhatki hui rooh ki tarhaan idhar udhar chakraaney ko?
abeerah ne kamar par haath rakh kar achi khaasi uski claas le daali
"hello hello? yeh miss hareem hi hain na/ yeh shopping karne ke liye har dusre roz humein khench kar le jaati thein aur aaj hum inhein raazi karne ke jatan kar rahe hain?? :@ ghalat baat hai hareem..pichle kuch arse se tum aise hi behaave kar rahi ho? kiya baat hai??rubab ne fikermand ho ke poocha..
pata nahiin ...mein..aik dam se..jaise iktaaa si gayi hoon..mera dil nahiin manta..mujhe aisa lagta hai kuch hai jo mujhe pareshaan kar raha hai? kuch bechaini..aisa pehle kabhi nahiin hota tha..kabhi nahiin phir aj kyun? kyun mere andar kuch khataam ho raha hai?hareem dono hathon se chehra chupa kar phoot phoot kar rone lagi..
.............
"hareem yeh showpiece kaisa hai? rubab ne ne nazuk se dil wale khoobsurat show piece ki taraf uski tawajju dilayi..beezvi shakal mein bane hue us crystal ke showpiece ke andar nanhe nanhe laal rang ke khoobsurat chote chote dil oper se neeche ko ate hue behad bhale lag rahe the dil mein utar jane ki had tak khooburat manzar tha...
magar hareem ko bezzaari si hone lagi..
Acha hai na? sirf 10 thousand ka hai chalo le lete hain?rubab ne kaha
nahiin rubab tumhein lena hai to le lo mein nahiin le rahi..mujhe iska kiya karna hai ?aik tu itna expensive dusre meri nazar e karam ke liye tarasta hi rahe ga.. aur mera bilkul aj kal mood nahiin hai...is liye janaab jis eiski sataish karni hogi woh hi khareed le ga
expensive? yeh tum keh rahi ho hareem? woh hareem jo 20,000 ka dress ko bhi sasta aur quality less samajh kar nazar andaaz kar deti hai woh 10 thousand ko expensive keh rahi hai?un believable !!!! Abeerah ka to marey hairat ke bura haal tha rubaab ko bhi sakta sa ho gaya..
khud hareem ka sakta bhi abhi nahiin toot sakka tha..
waqi/ yeh mein hoon??kiya hota ja raha hai mujhe..?
usne sar jhatak kar khud ko mazeed sochne se roka..
aur mall se bahar nikal ayi..
apni hi jhoonk mein woh kisi se takrayi thi................
muqabil ko jharne ke liye usne nazar uthayi hi thi ke usey apni harkat pe afsosshone laga..
woh aik buhut hi zaeef sebuzurg the..jo hareem ki jald baazi ki waja se ab zameen boss the..
ya Allah !! usne kehte saath hi unko uthne mein madad di apne kiye ki maafi mangne ki himmat hi nahiin parahi thi khud mein..uski ankhon mein anasoo agaye usne unke samne haath jjor diye..
baba ji muskuraye..muskurahat mein bhi takleef ka ansar numaya tha...
hareem ne note kiya ke baba jee ki kamar bhi jhuki hui hai..chehray pe zamano ki thakan saaf nazar arahi thi...haath mein lothi emlay se shalwaar kameez mein woh uske samne khare the..unke tan pe aur koi kapra na tha jo is shadeed sardi meinsardi mein tan dhanpne ke kaam ata..
aur sardi ki shiddat ko kam karta..
baba jee se jab usne is baat ka izhaar ki tu woh hans parey
"arey beta..!! hum jaison par yeh mousam asar andaaz nahiin hote..agar hotey tu shayad aj mein zinda nazar nahiin araha hota..baba jee kehne ke sath khanse lage...
hareem unko doct ke paas le gayi kyunke baba jee ki taang mein girne ki waja se shadeed chot ayi thi aur hareem ko khudsha tha ke kahiin yeh fracture na ho...
aur shukar hai waqi koi fracture na tha woh unhein saath liye unhein ghar tak chorne ja rahi thi rubab aur abeerah ne saath jane se inkaar kar diya tha..baqol unke hareem ko aj kal bekhawabi ke saath saath social work ke dorey parna shru ho gaye hain..hareem unko khatir mein na latey hue ab baba je ke ghar ke samne khari thi..
gunjaan basti mein bhala ghar kaise hotey hain???
nahiin? woh ghar nahiin tha..woh tu aik tent tha? boseeda sa? jahan andar aik 7,8 saal ka kamzor sa bacha betha tha..
"yeh kaun hai baba jee"??hareem ne sawalia andaaz mein poocha?
"yeh mera nawasa hai..maa baap iske rahe nahiin agaa peecha iska koi nhi tha jab woh chal base tab yeh 3 saal ka tha phir mere burhe aur naatwaan kandhon par iski zimeydaari aan pari..pait ka dozakh bharne aur is masoom ki parwarish karne ke liye mujhe kuch to karna hi tha..baba jee ne ansoo ponch daale..Gadaagirii ..kaisa bura paisha hai..muashrey mein kis qadar bura samjha jata hai.par mein kiya karon?koi hunar nhi na hathon mein jaan ke mehnat mazdoori kar sakon?mgar karna parta hai is nanhi jaan ka saath hain warna mein bhi mano matti taley ja soya hota" baba jee kie rone mein shiddat agayi ti..hareem ke liye yeh sab kuch naya tha..aik karwi aur dardnaak haqeeqat uske samne thi...
woh buhut oper buhut ouncha urte hue yeh bhool gayi thi ke kuch log hain..kuch log hain jo isi muashre ka hissa hain..aur jinhein humari zarorat hai..!! kuch log hain..jo rukhi sokhi ke liye taraste hain aur usi peshe ko majboori apnate hain jo dunia ki nazar mein buhut bura hai dhatkare jate hain..log unke phele hue haath ko dekh kar usey notanki aur kisi dramay ka hissa samajhte hue side se guzar jate hain..
aaaj aik upper claas ki rehne wali shah kharch larki ne apne se kahiiin neeche rehne wali us majboor admi ko dekha tha..rote karlaatey,balaktey..kanpte phir u bache ko dekha tha jo takkar takkar kabhi apne nana ka rota chehra aur kabhi hareem ke ankhon mein atey ansoo dekkh kar baat samajhne ki koshish kar raha tha..
kaise hain hum log?kiya humara farz nahiin keh hum kabhi apni aish o ashrat se bhari zindagi se kuch pal nikaal kar ounchayi segardan jhuka kar apne neechay walon ki khabar lein? kiya humein maloom nahiin..ke humare maal pe unka bhi haq hain?kaun sochta hai? aur jo sochta hai woh unko is liye nazar andaaz karke guzaar jata hai ke kya pataa yeh jaali faqeer hon?chehray kaun parhta hai ansoo kaun dekhta hai haan humare paas time nahiin hai?
"hareem ko aaj apna aap apne qeemti kaprey dekh kar wehshat mehsoos ho rahi thi...aur bab jee ke samne us se sharam ke mare sar hi nahiin uthaya ja raha tha..."
baba jee ka nawasa unke kamzor ghutno pe haath rakh kar unhein hilate hue bola tha:
"nana..nana aap kyun rote hain? kiya inhone aapko mara hai?
un uncle ki tarhan jin se apne road par mere eid ke kapro ke liye paise mange the?bacha bhi ab nana ka dukh mehsoos karte hue ro raha tha"
hareem ke dil ko kuch hua...
"nahiin beta..yeh jo tumhari baji hai na...isne meri marham patti karayi mujhe yeh phal le kar diye..dekh yeh sab tere hain khale..."baba jee apni mayosion ka shikaar bache ko nahiin banana chahte the...woh usey goud mein le kar behlane lagey...
Usi pal hareem ne aik faisla kiya..aur usey ehssaas hua ke yeh ab tak uski zindagi ka behtareen faisla hai...
......................
Hareem beta??
usne mur kar dekha..baba jani kamre ke bahar darwaze p khare the...aur uska bagor jaiza le rahe the.. peach colour ke sadhe se doappattay ko namaaz ke se andaaz mein orhe..woh unhein hi dekh rahi thi..uska ke chehray per noor hi noor tha..sukoon aur itminaan ke rang uski halki si muskurahat wazeh kar rahi thi..woh namaaz parhne mein itni magan rahi thi ke usey baba jaani ki ahat bhi sunayi nahiin di thi..
jee baba jani?woh dheeme suron mein mein boli..
beta agar aapne namaaz parh li ho to aap bahar lounge mein ayiye hum aap balke sab ghar wale hi aap se kuch baat karna chahtey hain...
babajaan ki baat par usne sawaliya andaaz mein unki taraf dekha tu woh uska gaal thap thapa kar usey jaldi lounge mein aane ka keh kar chal diye..
woh jhijhakti hui lounge mein dhakil hui..sab hi mahu e intezaar the..
betho beta humare paas...baba jaani ne bari mohabbat se apne paas uski jaga banayi...aur kehna shru kiya
"Dekho beta pichley kuch arse se hum apko dekh rahe hain..aap kuch beichaain aur udaas dikhayi deti thein..poooch aap se is liye nahiin ke hum khayaal karte the yeh sab waqti hain aap khud hi thore din mein theek ho jayein gi..aur humein khushi hai ke aap ab buhut muttmain aur shaad nazar ati hain..lekin saat hi humne dekha hai ke aap tanhayi pasand ho gayi hain..apni czns ke saath na kahiin shopping karne jati hain agar karti hain to sou sou phir aap namaaz bhi parhne lagi hain,khairaat deti hain beta humein yeh buhut ach laga magar is sab ki is bari tabdeeli ki akhir kiya waja hai?yeh hum sab specially apki mama jaani janna chahti hain.. unhone muskurate hue kaha..: )
Abeerah ne aik nazar mamma jani ke chehrey ki taraf dekha jahan sawal hi sawaal the..woh abhi tak hareem ke aik dam change ho jane se muttmain nahiin thein..phir us ne kehna shru kiya...:
"baba jaani..! Hum log zahiri duniya ki chamakdamak mein kho kar apna asal bhool jatey hain..hum mitti se bane hain mitti mein mil jaye ge yeh aish o ashrat humare kiya kaam asake gi? zahiri dunia ki chamak damak mein kho kar hum unko logo ko bhool jate hain jo humari hi tarhan matti se bane hain humari tarhaan hi aik dil rakhte hain humari tarhan unki bhi kuch khawahishaat hain..kuch armaan hain izzat ki chah sabhi ko hoti hai lekin jab bhook aur iflaas ka samna ho tu izzat kisi ke pairon mein girgira kar khoni parti hai..baba jani apko woh baba jee yaad hain?jinka meine apko bataya tha ke kis tarhaan mein unse mili unki halat zaar dekh kar unki takleef ko mehsoos kiya? us roz mujhe khud pe sharam ayi thi ke kaise hum apni dunia mein magan hai?ke humein yeh log nazar nahi atey..us din meine aik faisla kiya tha..ke ab kabhi apki mehnat ki kamayi ko yun bedardi se kharch nahiin karongi..balke falahi kamo mein kharch karongi..
baba jee ke nawase ko eid ke naye kapre dilate hue baba ji ka nazar ka chashma banwate hue unke liye aik behter ghar ka intezaam karte hue unki zimeydaari uthate hue..baba jaani? aap yaqeen karein ge? ke mujhe kis qadar sukon mila? jis khushi sukon ki talaash mein bhatak rahi thi woh yehi tu tha?allah ne bab jee ke zariye meri soch ko sahi rah dikhadi thi mujhe mazeed bhatakne gumrah hone se bacha liya tha..asraaf kiya hai?zakaat kyun di jati hai?kisi ki madad kese ki jati hain huqooq-ul-ibaad ka sabaq meine ab ja ke parha tha..baba jaani yeh jo mujhpe bechaini chayi rehti thi..aur jo mujhe neend nahiiin ati thi..aisa pata hai kyun tha?? meri rooh pata hai kyun bechain thii? apko pata hai mere dil mein itna shor kyun tha? baba jani woh mera "zameer" tha..mera zameer jo mujhe malamat karta tha bechain rakhta tha..jo mujhse baar baar yeh kehta tha ke tum Allah ki makhlooq ke huqqoq adaa nahiin karpa rahi ho jab ke tumhare paas sab kuch hai..tum be sukooon ho kyun ke tum Allah ko naraz karti ho..aur mein samajh hi nahiin payi ke yeh wohi mamatt thi mere zameer ki jo raton mujhe bechain rakhti thi mein chahte hue bhi so nahiin paati thi..!!
ab hareem ka wajood haule haule laraz raha tha..apna chehra hathon mein chupaye woh sisak rahi thi...
baba jani ne buhut pyaar se uske sar pe haath rakh tha..
mujhe apni beti par fakhar hai..!zameer ki awaaz par buhut kam log labaik kehte hain..unhone hazreen per aise nazar dali jese keh rahe hon ..dekhlo mil gaye apko apne sare sawalon ke jawaab? sab ghar walon ko jaise sakta ho gaya tha..Meine phir Allah se buhut maafiyaan maangi thein baba jaani..meine Allah se uska qurb maanga tha phir uske bando ki khidmat karte karte mujhe uska qurb bhi mil gaya......Hareem ne asu ponchte hue kaha...mamma beawaaz ansoun baha rahi theiin..unhone akar hareem ko apni Aaghosh mein bhar liya.....
aur hareem unke aghosh ke hisaar mein ghiri soch rahi thi.."baat sirf ehsaas ki hoti hai...dosron ke liye sochna humein humesha mushkil lagta hai jab ke humara zameer uske haq mein gawahi bhi de raha hota hai..sukon apko tabhi mauysar ata hai jab aap zameer ki adalat mein surkhro hote hain..
aaj uska zameer muttmain tha..aaj woh uski adalat mein surkhro ho gayi thi..aur Allah ki adalat mein bhi..usney sukon ko paa liya tha....
.............
*resham*
ضمیر
ÙˆÛ Ø§Ù¾Ù†ÛŒ ماں Ú©ÛŒ قبر Ú©Û Ù¾Ø§Ø³ بیٹھ کر ضمیر Ú©ÛŒ ملامتیں تلاش کرکے اپنے ماضی Ú©ÛŒ کتاب کھول کر روتے روتے معاÙÛŒ مانگ رÛا تھا Û” Ú©Û Ø§Û’ ماں مجھے معا٠کردیں میں پشیماں ÛÙˆ آج بÛت میں Ù†Û’ ÛÙ…ÛŒØ´Û ØªÛŒØ±Ø§ دل دکھایا Û” ÛÙ…ÛŒØ´Û ØªØ¬Ú¾Û’ چیکھ کر ÛÛŒ جواب دیا Û” Ûر وقت تو سائے Ú©ÛŒ طرØ+ میرے سکھ دکھ میں ساتھ تھی ۔لیکن میں Ù†Û’ تیرے وجود Ú©Ùˆ الجھن Ú©ÛŒ نظر سے Ú†Ú‘ کر دیکھا Û” آج میری آنکھیں تجھے ڈھونڈتی ÛÛ’ Ú©Û Ù…ÛŒØ±ÛŒ ماں جب جب میں بچپن میں اسکول سے آتا تھا تو توÛÛŒ میرا انتظار کھڑےنظر آتی تھی Û” اس اØ+ساس سے Ú©Û Ø¨Ø³ØªÛ Ù…ÛŒÚº کتابوں کا وزن Ø²ÛŒØ§Ø¯Û ÛÛ’ تو Ø¨Ø³ØªÛ ØªÚ¾Ø§Ù… لیتی تھی Û” اور مجھے پیار سے گھر میں لیجا کر کھانا کھلاتی تھی۔ میں جوان Ûوا تو دوستوں Ú©ÛŒ صØ+بت Ù†Û’ مجھے بدتمیز بنا دیا Û” میں Ù„Ú‘ کر جھگڑ کر اونچی آواز میں بولنے لگا Û” پھر بھی تو ÛÙ…ÛŒØ´Û Ù…ÛŒØ±Ø§ Ù¾ÛÙ„Û’ Ú©ÛŒ طرØ+ انتظار کرتی رÛÛŒ Û” اور میری سلامتی سے واپس گھر آنے Ú©ÛŒ دعا کرتی رÛÛŒ Û” اور پھر میں کتنی بھی رات Ú©Ùˆ آؤ تو پھر بھی Ú©Ûتی Ú©Û Ú©Ú¾Ø§Ù†Ø§ نکالو بیٹا Û” مجھے Ú©Ú†Ú¾ Ù†Ûیں ملتا تو میں تیرے کھانے میں نقص نکالتا Ú©Û ØªØ¬Ú¾Û’ کھانا بنانے Ù†Ûیں آتا Û” اور میں Ø§Ù„Ù„Û Ú©ÛŒ نعمت Ú©Û Ø³Ø§ØªÚ¾ بھی برا سلوک کرکے پھینک دیتا Û” ماں آج میں بÛت بھوکا ÛÙˆÚº ماں مجھے تو کھانا کھلا دیں Û” ماں اٹھ ماں میں Ù†Û’ Ú¯Ù†Ø§Û Ú©ÛŒØ§ ÛÛ’ تیرا دل دکھا کر مجھے معا٠کئے بغیر تو کیسے Ú†Ù„ÛŒ گئی ماں Û” !! میری خطاؤں Ú©Ùˆ تو ÛŒÛ Ú©ÛÛ Ú©ÛŒ معا٠کر دیتی تھی ÛÙ…ÛŒØ´Û Ú©Û Ù…ÛŒÚº نادان ÛÙˆ Ø¨Ú†Û ÛÙˆÚº ØŒ تو مجھے سمجھاتی تھی نا میرا دل دکھا کر Ú¯Ù†Ûگار نا بن آج میں پاس ÛÙˆ Ú©Ù„ نا رÛÙˆ اپنی جنت نا گنوا Û” بیٹا جب تجھے اØ+ساس Ûونگا ماں Ú©ÛŒ قدر Ûونگی تب تک بÛت دیر نا Ûوجائے بیٹا۔ ماں کا دل دکھا کر اپنی جنت گوا رÛا ÛÙˆÚº ۔تو ÛÛŒ Ú©Ûا کرتی تھی نا ماں ۔۔۔؟ Ú©Û Ù…ÛŒÚº Ø¨Ú†Û ÛÙˆ Ú©Ù… عقل ÛÙˆ Ø§Ù„Ù„Û Ù…Ø¬Ú¾Û’ Ûدیات دینگا ایک روز Û” ماں آج ÙˆÛ Ø¯Ù† آگیا ÛÛ’ Û” Ø§Ù„Ù„Û Ù†Û’ تیری دعا قبول کرلی Û” آج واقعی بÛت دیر Ûوگئی ماں آج ØŒ ضمیر Ù†Û’ مجھے آواز دینے میں بÛت دیر کردی ÛÛ’ØŒ میں Ù†Û’ آج جانا ماں کیا Ûوتی ÛÛ’ Û” Ú©Ù„ تک میرا ضمیر سویا Ûوا تھا Û” کوئی Ù†Ûیں تھا میرا تیرے سیوا اور آج Ù…Ø+سوس Ûوا ÛÛ’ مجھے Ú©Û ØªÙˆ ÛÛŒ میری دینا تھی، ماں میں Ù†Û’ بÛت دکھ دئے ÛÛ’ ماں میں Ù†Û’ ÛÙ…ÛŒØ´Û ØªÛŒØ±Ø§ مذاق اڑایا ÛÛ’ ØŒ ÛÙ…ÛŒØ´Û ØªØ¬Ú¾Û’ بدتمیزی سے ÛÛŒ جواب دیا ضد Ú©ÛŒ تجھ سے بÛت ØŒ بÛت رلایا میں Ù†Û’ Û” جب تو درد سے تڑپ رÛÛŒ تھی میں Ù†Û’ Ú©Ûا ناٹک کر رÛÛŒ ÛÛ’ تو ØŒ اور تجھے اس درد میں Ú†Ú¾ÙˆÚ‘ کر چلا گیا جس Ù†Û’ تیری جان لیں Ù„ÛŒ ماں ÙˆÛ Ø±ÙˆÙ†Û’ لگا ضمیرے سے بلک بلک کر میری لاپرواÛÛŒ Ú©ÛŒ ÙˆØ¬Û Ø³Û’ تیری جان Ú†Ù„ÛŒ گئی ماں ØŒ میرے لئے ماں تونے سب Ú©Ú†Ú¾ کیا ابا Ú©ÛŒ موت Ú©Û Ø¨Ø¹Ø¯ بھی تونے مجھے کبھی بھوکا نا سونے دیا ØŒ اور میں Ù†Û’ کبھی دوروٹی تجھے کما کر Ù†Ûیں دی ،کبھی ÛŒÛ Ù†Ûیں سوچا میری ماں Ù…Ø+تاج ÛÛ’ Û” اسے کسی چیز Ú©ÛŒ ضرورت ÛÛ’ Û” کبھی Ù†Ûیں Û” ÛÙ…ÛŒØ´Û ØªØ¬Ú¾ پر رعب کیا Û” ماں مجھے معا٠کردیں ÛŒÛاں تو دم ٹور رÛÛŒ تھی اور ÙˆÛاں میں دوستوں میں شراب پیکر تیرا مذاق اڑا رÛا تھا Ú©Û Ù…ÛŒØ±ÛŒ ماں بÛت بڑی ناٹک باز ÛÛ’ Û” درد Ú©Û Ù†Ø§Ù… سے رو رÛÛŒ تھی ØŒ اور میرے بدکار دوست Ù‚ÛÙ‚ÛÛ Ù„Ú¯Ø§ کر Ûسنے Ù„Ú¯Û’ کسی Ù†Û’ بھی Ù†Ûیں Ú©Ûا ÛŒÛ ØºÙ„Ø· ÛÛ’ Û” ÛŒÛاں ج چندا جمع کرکے تیرا Ú©ÙÙ† خرید رÛÛ’ تھے اور ÙˆÛاں میں کالج Ú©Û Ù†Ø§Ù… سے تیری جمع Ú©ÛŒ Ûوئی Ùیس سے سب Ú©Ùˆ شراب پلا کر پڑا تھا Û” Ø§Ù„Ù„Û Ù†Û’ مجھے میرے کئے Ú©ÛŒ سزا دے دی ماں اسکی آنکھوں میں آنسو تھے Û” ÙˆÛ Ù¾Ø´ÛŒÙ…Ø§Úº Ûوکر ماں Ú©ÛŒ قبر سے لپیٹ کر معاÙÛŒ مانگ رÛا تھا Û” کیا ایسی اولاد Ú©ÛŒ معاÙÛŒ ÛÛ’ ۔۔۔؟ جو اپنے جوانی Ú©Û ØºØ±ÙˆØ± میں بڑھی ماں کا دل دکھاتے ÛÛ’ Û” ان Ú©ÛŒ جان لیں لیتے ÛÛ’ Û” انھیں بڑھاپے میں گھر سے بے گھر کر دیتے ÛÛ’ ۔۔؟شادی Ú©Û Ø¨Ø¹Ø¯ اپنے ماں باپ Ú©Ùˆ گھر سے نکال دیتے ÛÛ’ بیوی Ú©Û Ú©ÛÙ†Û’ پر کیا Ø§Ù„Ù„Û Ú©Û Ùرمان کا ذکر ان کا ضمیر یاد Ù†Ûیں رکھتا یا شیطان Ú©Û Ù…ØªØ§Ø¨Ø¹Û ÙˆÛ Ø§Ù¾Ù†Ø§ ضمیر Ú©Ùˆ روند کر اسے اپنے ÛÛŒ Ûاتھوں مار دیتے ÛÛ’ Û”Û”Û” انھیں ایک پل Ú©Û Ù„Ø¦Û’ خیال Ù†Ûیں آتا گر آج ÙˆÛ Ø§Ù¾Ù†ÛŒ ماں Ú©Û Ø³Ø§ØªÚ¾ کریں Ú¯Û’ تو Ú©Ù„ انکی اولاد ان Ú©Û’ ساتھ ایسا ÛÛŒ کرے Ú¯ÛŒ دیکھ کر ان سے ÛŒÛÛŒ سیکھے Ú¯ÛŒ Û”Û”Û”Ø§Ù„Ù„Û Ú©Û Ù†ÛŒÚ© اعمال Ú©Ùˆ Ø+دیث Ùˆ دین Ú©Ùˆ اور نماز Ú©Û Ù¾Ú‘Ú¾Ù†Û’ والوں Ú©ÛŒ بھی مایئں ان سے Ø®Ùا Ûیں Û” کبھی سوچا آپ Ù†Û’ کیوں ÛŒÛ Ù„ÙˆÚ¯ تو نمازی ÛÛ’ Ø+جی ÛÛ’ پھر کیوں ایسا Û” ØŸ Ú©ÛŒÙˆÙ†Ú©Û ÙˆÛ Ø§Ù¾Ù†ÛŒ ماں سے ÛŒÛ Ù†Ûیں Ú©Ûتے Ú©Û Ù…Ø§Úº تونے کھانا کھایا Û” کبھی ÛŒÛ Ù†Ûیں Ú©Ûتے Ú©Û Ù…Ø§Úº Ø¢ تیرے آج پیر دبا دوں Û” تجھے گھر خرچ Ú©Ú†Ú¾ دیں دوں ماں تونے تو مجھے برتن صا٠کرکے بھی پالا تھا لیکن میں بڑے بڑے بیزنس کرکے بھی تجھے سمبھال نا سکھا ØŒ چند روپئے تجھے دینے کا Ø°ÛÙ† میں Ù†Ûیں آیا بیوی Ú©Û Ù„Ø¦Û’ زیور بنانا یاد رÛا Û” اسے سینمÛÙ„Û’ جانا یاد رÛا اسے گھومانا لیکن دو قوت تیرے ساتھ گزارنا یاد Ù†Ûیں رÛا Û” اے ماں زمانے Ú©ÛŒ رونقوں Ù†Û’ اور دوستو Ú©ÛŒ صØ+بتوں Ù†Û’ مجھے اتنا بھی وقت نا دیا Ú©Û Ù…ÛŒÚº اپنے بڑھے ماں باپ Ú©Û Ø³Ø§ØªÚ¾ بیٹھ کر Ú©Ú†Ú¾ دیر ÛÛŒ سÛÛŒ ان کا سÛØ§Ø±Û Ø¨Ù†Ùˆ Û” میرا ضمیر Ù†Ûیں ÛÛ’ یا میں بدکار تھا جو Ø§Ù„Ù„Û Ú©ÛŒ رضا مسجدوں اور بیوی Ú©ÛŒ خوشی میں تلاش کر رÛا تھا Û” لیکن تیرے سامنے میرا سر جھکانے سے شرم Ù…Ø+سوس کرتا رÛا Û” میں بھول گیا تھا Ú©Û ØªÛŒØ±Û’ تو قدموں میں جنت العظیم ÛÛ’ پھر میری آخرت میں تجھے ناراض کرکے کیسے بنا سکتا ÛÙˆÚº ماں Û”Û”Û”ØŸØ§Ù„Ù„Û Ú©ÛŒ نیکیاں میں کرتا رÛا لیکن میری ماں جس Ù†Û’ سب Ú©Ú†Ú¾ سÛÛ Ú©Ø± مجھے پروان کیا اس Ú©Û Ø¢Ù†Ø³Ùˆ نا دیکھ سکا Û” ملامتیں ضمیر Ú©ÛŒ ÛÙˆ یا انسانیت Ú©ÛŒ ÛÙˆ یا Ù…Ø+بت Ú©ÛŒ ÛÙˆ سب Ú©Ú†Ú¾ گنوا کر ÛÛŒ کیوں آتی ÛÛ’ Û” وقت آج بھی Ûمارے پاس اور Ûماری جنت بھی تو پھر اس Ú©ÛŒ قدر اور اس Ú©ÛŒ خدمت کرنے میں اتنی دیری کیوں Û” ØŸ ضمیر تو Ø²Ù†Ø¯Û Ûوگیا اس بیٹے کا جو اپنی ماں Ú©Û Ù‚Ø¨Ø± پر رو رÛا تھا لیکن کیا اسکی ماں Ø²Ù†Ø¯Û Ûوسکے Ú¯ÛŒ ۔۔۔۔؟ Ù†Ûیں نا پھر کیوں اتنی دیر Ø+Ù‚ داروں کا Ø+Ù‚ ادا کرنے میں Û” ماں کا دل دکھایا تو Ûونگا ÛÙ… میں سے کسی Ù†Û’ لیکن ماں Ú©Û Ø¢Ù†Ø³Ùˆ پونچھ سکا کوئی Û” ÙˆÛ ØªÙˆ ؑعظمتوں Ú©ÛŒ اعلی مثال ÛÛ’ Û” Ø§Ù„Ù„Û Ú©ÛŒ رضا کا سرمایا تو گھر میں موجود ÛÛ’ پھر نیکیاں کس کام Ú©ÛŒ جب ÙˆÛ Ø®Ùا ÛÛ’ ÛÙ… سے ۔۔۔؟ اب بھی وقت ÛÛ’ ان سے معاÙÛŒ مانگ لیں اور ان Ú©Û Ø³Ø± پر Ø¨ÙˆØ³Û Ø¯ÛŒÚ©Ø± جایئں گھر سے باÛر اور Ûاتھ چوم کر اپنی جنت Ú©Ùˆ سلام کریں دیکھنا Ø§Ù„Ù„Û Ú©ÛŒ رضا رØ+مت بنکر آپ Ú©ÛŒ Ø+Ùاظت کریں Ú¯ÛŒ ۔دنیا میں بھی اور آخرت میں بھی ۔ضمیر Ú©Ùˆ مار کر ناجئے ضمیر تو Ú©Ù„ پشیماں کروا ÛÛŒ دینگا لیکن Ø§Ù„Ù„Û ØªØ¹Ø§Ù„ÛŒ عقوق والدین کرنے والوں Ú©Ùˆ کبھی معا٠نÛیں کرے Ú¯Û’ Û” اے ماں تجھے سلام تونے جاتے جاتے بھی Ûدایت ÛÛŒ دی اور مرنے Ú©Û Ø¨Ø¹Ø¯ بھی تو ایک بدکار بیٹے Ú©Ùˆ اچھا بنا کر Ú†Ù„ÛŒ گئی Û”Ø§Ù„Ù„Û ÛÙ… سب Ú©ÛŒ ماؤ Úº Ú©Ùˆ سلامت رکھیں اور Ûمارے ضمیر ماں Ú©ÛŒ Ù…Ø+بت نا بھولیں اور Ûمارے دین Ùˆ دینا ماں Ú©ÛŒ Ù…Ø+بت اور خدمت اور نرمی Ùˆ پیار سے سرشار رÛیں امیناز ریشم
Bilal Azam
چھوٹا سا کام
"بیٹا چار پائیاں صØ+ÛŒØ+ کروا لو۔ گھر میں کھانے Ú©Ùˆ Ú©Ú†Ú¾ Ù†Ûیں ÛÛ’ØŒ بچے بھوکے بیٹھے Ûیں، صبØ+ سے مارا مارا پھر رÛا Ûوں، کوئی کام Ù†Ûیں ملا ابھی تک۔ Ù…Ûنگائی Ù†Û’ کمر توڑ Ú©Û’ رکھ دی ÛÛ’Û”" ÛŒÛ Ø§Ù„Ùاظ اس بوڑھے انسان Ú©Û’ ناتواں لبوں سے ادا Ûوئے تھے جو Ûمارے دروازے Ù¾Û Ú©Ú¾Ú‘Ø§ زندگی Ú©ÛŒ دÛائی دے رÛا تھا۔ عمر Ú©Û’ اس Ø+صے میں Ù¾ÛÙ†Ú† کر Ú©Û Ø§Ù†Ø³Ø§Ù† سے دو قدم چلنا بھی دو بھر ÛÙˆ جاتا ÛÛ’ØŒ ÙˆÛ ØµØ¨Ø+ سے روزی کمانے Ú©Û’ لئے نکلا Ûوا تھا۔مگر ابھی تک ناکامی اس کا Ù…Ù†Û ØªÚ© رÛÛŒ تھی۔ اتنے لاچار اور بوڑھے انسان سے جو Ûمارے باپ سے بھی Ø²ÛŒØ§Ø¯Û Ø¹Ù…Ø± کا Ûو، کام Ú©Û’ Ûوتے Ûوئے بھی کام کروانا اچھا Ù†Ûیں لگتا۔
کسی بھوکے Ú©Ùˆ دو پلیٹ چاول دے کر، کسی پیاسے Ú©Ùˆ پانی پلا کر، کسی غریب Ú©ÛŒ مدد کر Ú©Û’ جو خوشی ملتی ÛÛ’ØŒ جو روØ+انی سکون Ø+اصل Ûوتا ÛÛ’ØŒ اس کا Ø§Ù†Ø¯Ø§Ø²Û Ù…Ø¬Ú¾Û’ اس دن اÙس بوڑھے Ú©Û’ قدموں سے بآسانی ÛÙˆ رÛا تھا، جو Ù„Ú‘ کھڑاتے Ûوئے قدموں سے بھی دعاؤں Ú©ÛŒ آبشاریں بÛائے جا رÛا تھا۔ جو کام بڑی بڑی چیزیں Ù†Ûیں کر سکتیں، ÙˆÛ Ú©Ø³ÛŒ ضرورت مند Ú©ÛŒ زبان سے Ù†Ú©Ù„ÛŒ Ûوئی دعا بآسانی کر سکتی ÛÛ’ØŒ ÛŒÛ Ù…Ø¬Ú¾Û’ اس دن Ù¾ØªÛ Ú†Ù„ گیا۔
ÛŒÛ ÙˆØ§Ù‚Ø¹Û Ø¬Ùˆ میرے ساتھ پیش آیا،لکھنے کا Ù…Ù‚ØµØ¯ØµØ±Ù ÛŒÛ ÛÛ’ Ú©Û ÙˆÛ Ú†Ú¾ÙˆÙ¹ÛŒ چھوٹی چیزیں جو بعض اوقات ÛÙ… غیر اÛÙ… سمجھ کر رد کر دیتے Ûیں ÙˆÛ Ú©Ø³ قدر بڑی اور ÙØ§Ø¦Ø¯Û Ù…Ù†Ø¯Ûوتی Ûیں۔اشÙاق اØ+مد Ú©Ûتے Ûیں Ú©Û Ú†Ú¾ÙˆÙ¹Û’ چھوٹے کام کرتے رÛنا چاÛیے اور اشÙاق اØ+مد Ú©ÛŒ سینکڑوں ان گنت باتوں Ú©ÛŒ طرØ+ ÛŒÛ Ø¨Ø§Øª بھی بالکل درست ÛÛ’Û” ÛŒÛ Ú†Ú¾ÙˆÙ¹Û’ چھوٹے کام در Ø+قیقت کسی بڑی نیکی کا سبب بن سکتے Ûیں۔ ÛŒÛ ÙˆÛ Ø¹Ù…Ù„ بھی بن سکتے Ûیں جو بارگاÛ٠الÛÙ°ÛŒ میں قبول ÛÙˆ جائےاور ÛÙˆ سکتا ÛÛ’ ÛŒÛ ÙˆÛ Ú†Ú¾ÙˆÙ¹Ø§ ساکام، جسے کرنے Ú©Û’ تھوڑی دیر بعد ÛÙ… بھول جاتے Ûیں، روز٠مØ+شر Ûمیں رسوا Ûونے سے بچا Ù„Û’Û”
ÛŒÛ Ú†Ú¾ÙˆÙ¹ÛŒ چھوٹی نیکیاں Ûر Ø¬Ú¯Û Ø¨Ú©Ú¾Ø±ÛŒ Ûوئی Ûیں بس ضرورت انÛیں اکٹھا کرنے Ú©ÛŒ ÛÛ’ØŒ اپنے دامن میں بھرنے Ú©ÛŒ ÛÛ’Û” کسی پیاسے Ú©Ùˆ پانی پلا دیا جائے، کسی بھوکے Ú©Ùˆ کھانا کھلا دیا جائے، کسی نابینا Ú©Ùˆ سڑک پار کرا دی جائے، کسی غریب بچے Ú©Ùˆ کام سے اٹھوا کر تعلیم Ù¾Û Ù„Ú¯Ø§ دیا جائے، اپنی پرانی کتابیں کسی ضرورت مند Ú©Ùˆ دے دی جائیں یا پرانی کتابوں Ú©ÛŒ ایک لائبریری بنا کر غریب بچوں Ú©Ùˆ علم Ú©ÛŒ شمع روشن کرنے کا ایک موقع دیا جائے یا سڑک Ù¾Û Ù¾Ú‘Û’ Ûوئے پتھر Ú©Ùˆ اٹھا کر ایک طر٠کر دیا Ø¬Ø§Ø¦Û’ØŒÙˆØºÛŒØ±Û ÙˆØºÛŒØ±ÛÛ” ÛŒÛ Ø³Ø¨ چھوٹی چھوٹی نیکیاں ÛÛŒ Ûیں۔
Ø+ضرت عائشÛØ“ سے روایت ÛÛ’ Û” انÛÙˆÚº Ù†Û’ Ùرمایا
"اے Ø§Ù„Ù„Û Ú©Û’ Ø±Ø³ÙˆÙ„Ø Ú©ÙˆÙ† سی چیز Ú©Ùˆ روک کر رکھنا Ø+لال Ù†Ûیں؟"
رسول Ø§Ú©Ø±Ù…Ø Ù†Û’ Ùرمایا"پانی، نمک اور Ø¢Ú¯ Ú©ÙˆÛ”"
ام المومنین Ø+ضرت عائشÛØ“ Ùرماتی Ûیں، میں Ù†Û’ عرض کیا۔"ÛŒÛ Ù¾Ø§Ù†ÛŒ جو Ûےاس Ú©ÛŒ(اÛمیت) Ú©Ùˆ ÛÙ… Ù†Û’ جان لیا، نمک اور Ø¢Ú¯ کا کیا Ù…Ø¹Ø§Ù…Ù„Û ÛÛ’ØŸ"
Ø¢Ù¾Ø Ù†Û’ Ùرمایا۔"اے Ø+میرا! جس Ù†Û’ (کسی Ú©Ùˆ) Ø¢Ú¯ دی اس Ù†Û’ گویا ÙˆÛ Ø³Ø§Ø±Ø§ کھانا ØµØ¯Ù‚Û Ú©ÛŒØ§Û” جو اس Ø¢Ú¯ سے تیار Ûوا۔ اور جس Ù†Û’ نمک دیا ØŒ اس Ù†Û’ ÙˆÛ Ø³Ø¨ Ú©Ú†Ú¾ ØµØ¯Ù‚Û Ú©Ø± دیا جو اس نمک سے درست Ûوا۔ اور جس Ù†Û’ کسی مسلمان Ú©Ùˆ اس Ø¬Ú¯Û Ù¾Ø§Ù†ÛŒ کا گھونٹ پلایا جÛاں پانی پایا جاتا ÛÛ’ تو اس Ù†Û’ گویا ایک غلام آزاد کیا۔ اور جس Ù†Û’ مسلمان Ú©Ùˆ ÙˆÛاں پانی کا گھونٹ پلایا جÛاں پانی Ù†Ûیں پایا جاتا تو اس Ù†Û’ اسے Ø²Ù†Ø¯Û Ú©Ø± دیا۔"
(ابن٠ماجÛ)
ایک اور چھوٹی سی بات Ú©Û Ø¬Ùˆ لوگ Ø±ÙˆØ²Ø§Ù†Û Ø±Ø§Øª کواپنے ماں باپ کےپیر دبا کر سویا کرتے Ûیں، ÙˆÛ Ø¨Ûت جلد اپنی منزل پا لیتے Ûیں، ناکامی ان Ú©Û’ راستے سے Ûٹتی Ú†Ù„ÛŒ جاتی ÛÛ’ اور کامیابی ان Ú©Û’ راستے میں بچھتی Ú†Ù„ÛŒ جاتی ÛÛ’Û” ایسی کئی مثالیں Ûمارے ارد گرد Ûیں بس ذرا سوچ کا Ø²Ø§ÙˆÛŒÛ Ù…ÙˆÚ‘Ù†Û’ اور اپنے ضمیر کا Ù…Ø+Ø§Ø³Ø¨Û Ú©Ø±Ù†Û’ Ú©ÛŒ ضرورت ÛÛ’Û” تو کیا آپ Ù†Û’ اپنے ضمیر کا Ù…Ø+Ø§Ø³Ø¨Û Ú©ÛŒØ§ØŒ اپنی سوچ کا Ø²Ø§ÙˆÛŒÛ ØªØ¨Ø¯ÛŒÙ„ کیا؟
(تØ+ریر: Ù…Ø+مد بلال اعظم)
ღ∞ ι ωιll αlωαуѕ ¢нσσѕє уσυ ∞ღ
done..!!
YOU INTOXICATE ME WITH THE FRAGRANCE OF YOUR SOULFUL LOVE..
YOUR MAGICAL TOUCH MAKES MY SOUL STIR INSIDE MY BODY..
YOU ARE MY SOLACE.. !!
Walaikum Assalam ,
voted...........
Alhamdullilah
done...
Hum kya hain
Hmari Muhabatayn kya hain
kya chahtay hain
kya patay hain..
-Umera Ahmad (Peer-e-Kamil)
ღ∞ ι ωιll αlωαуѕ ¢нσσѕє уσυ ∞ღ