Page 1 of 2 12 LastLast
Results 1 to 10 of 20

Thread: ta ta../jebi

Hybrid View

Previous Post Previous Post   Next Post Next Post
  1. #1
    Join Date
    Jul 2010
    Location
    Karachi....
    Posts
    31,280
    Mentioned
    41 Post(s)
    Tagged
    6917 Thread(s)
    Rep Power
    21474882

    Default ta ta../jebi

    Asalam u Aliakum

    sab thek hi hun gay na

    ahem Mere barre bhai ki shaadi ho rahi hai
    so hum gaon ja rahe...q k hamare sab relatives wahin hain to shaadi wahin ho gi

    Eid k din ki seats hui hain
    din k 2 baje nikalna...sun k ajeeb sa lagta k eid wale ja rahe per ye k bas socha Eid wale din picnic karein

    dua karna k sab acche se ho jaye
    or hum jaldi se wapis b a ajaye

    shaadi k baad may be wahan rukna pare q ki peeche yahan abu ghar set karwaye gay

    ik month lag jana

    Mish ne sakhti se kaha tha k bata k jana gayib na hona or thanks bol k jana

    take care nai bol rahi kal bolu gi thanks k saath

    wapis mei ne a jana ziada sakoon mei na ho jana saree
    Last edited by SenoriTa; 25-10-2012 at 08:54 AM.


    Ik Muhabbat ko amar karna tha.....

    to ye socha k ..... ab bichar jaye..!!!!


  2. #2
    Join Date
    Sep 2012
    Location
    Bermuda Triangles
    Posts
    3,039
    Mentioned
    3 Post(s)
    Tagged
    3495 Thread(s)
    Rep Power
    16

    Default Re: ta ta../jebi

    wa'alaikum salam
    ye hoi na khushi ki khabar ... ab kuch din to sakon rahe ga idher :hah1
    ham ko lagta u ho hi ulti hamesha ulte kam hi karti ho aur u k sath hote b ulte hi hain kam
    eid wale din gaon jao gi .. wese gaon ka nam b bata deti wo b u ki trah ulta hi hona ha

    chalo g achi bat k bhai ki shadi hone ja rahi.gudluck n bahot sari mobarak bad .. ALLAH sab kuch kher kheriat aur khushi se karaye.eid mobarak b in advance.
    u idher ki tension ni lo sab u k bina khush aur sakon mein rahen ge

  3. #3
    Join Date
    Mar 2010
    Location
    Karachi,Pakistan
    Posts
    11,802
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    16 Thread(s)
    Rep Power
    21474862

    Default Re: ta ta../jebi

    Walaikum Assalam ,

    congratulatiooooooooooooons....

    mere bhaiya ki aye gi baraat haye(ley bhai khud chal ke ja rahe)
    khoob enjoy karna theek se aur INSHALLAh sab khairyat se hoga Allah sab khairyat se kar dein Ameen
    aur apne drress nhi dikhaye tumne sill ke aney ke baad mein naraz

    acha hai na eid ke saath double mazay ho rahe
    picnic ki picnic aur bhai ki shaadi saath

    sab kuch awesome hai mere hisaab se

    Aww so sweet... mere kahe ka maan tu rakha
    acha khair se jao khair se ao

    haan haan ajna aur wapas bhi akhir pehle bhi u ko rakha hua tha sd pe

    ok chalo Allah hafiz
    once Again Congratulation
    Last edited by мιѕнααℓ; 25-10-2012 at 01:43 PM.
    Alhamdullilah

  4. #4
    Join Date
    Jul 2010
    Location
    Karachi....
    Posts
    31,280
    Mentioned
    41 Post(s)
    Tagged
    6917 Thread(s)
    Rep Power
    21474882

    Default Re: ta ta../jebi

    Quote Originally Posted by Vip3r View Post
    wa'alaikum salam
    ye hoi na khushi ki khabar ... ab kuch din to sakon rahe ga idher :hah1
    ham ko lagta u ho hi ulti hamesha ulte kam hi karti ho aur u k sath hote b ulte hi hain kam
    eid wale din gaon jao gi .. wese gaon ka nam b bata deti wo b u ki trah ulta hi hona ha

    chalo g achi bat k bhai ki shadi hone ja rahi.gudluck n bahot sari mobarak bad .. ALLAH sab kuch kher kheriat aur khushi se karaye.eid mobarak b in advance.
    u idher ki tension ni lo sab u k bina khush aur sakon mein rahen ge
    gaon ka nam bata hi dun..awein apne jasoos bhej dene hain


    ufff ho lein khush..ye sakoon bas v bas 4 dino ka:

    nd thanks alot
    Khair MubaraK

    Quote Originally Posted by ๓เรђคคl View Post
    Walaikum Assalam ,

    congratulatiooooooooooooons....

    mere bhaiya ki aye gi baraat haye(ley bhai khud chal ke ja rahe)
    khoob enjoy karna theek se aur INSHALLAh sab khairyat se hoga Allah sab khairyat se kar dein Ameen
    aur apne drress nhi dikhaye tumne sill ke aney ke baad mein naraz

    acha hai na eid ke saath double mazay ho rahe
    picnic ki picnic aur bhai ki shaadi saath

    sab kuch awesome hai mere hisaab se

    Aww so sweet... mere kahe ka maan tu rakha
    acha khair se jao khair se ao

    haan haan ajna aur wapas bhi akhir pehle bhi u ko rakha hua tha sd pe

    ok chalo Allah hafiz
    once Again Congratulation
    han na
    aray dresses a k dikhau gi na
    abhi time hi hai na
    bai jate jate naraz nai hote
    dekha mei ktini sudhar gayi baat man leti

    thanks dear


    Ik Muhabbat ko amar karna tha.....

    to ye socha k ..... ab bichar jaye..!!!!


  5. #5
    Join Date
    Mar 2010
    Location
    Karachi,Pakistan
    Posts
    11,802
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    16 Thread(s)
    Rep Power
    21474862

    Default Re: ta ta../jebi

    Quote Originally Posted by SenoriTa View Post




    han na
    aray dresses a k dikhau gi na
    abhi time hi hai na
    bai jate jate naraz nai hote
    dekha mei ktini sudhar gayi baat man leti

    thanks dear
    ok ok akar dekha dena yaad se

    na tum se kaun naraz ho sakta hai

    haan sudhro bibi hai na

    u r cum cum

    khush raho Allah hafiz
    Alhamdullilah

  6. #6
    Join Date
    Sep 2012
    Location
    Bermuda Triangles
    Posts
    3,039
    Mentioned
    3 Post(s)
    Tagged
    3495 Thread(s)
    Rep Power
    16

    Default Re: ta ta../jebi

    Quote Originally Posted by SenoriTa View Post


    gaon ka nam bata hi dun..awein apne jasoos bhej dene hain


    ufff ho lein khush..ye sakoon bas v bas 4 dino ka:

    nd thanks alot
    Khair MubaraK
    jasoos to wese b u k sath bhej diye hoe hain
    kam az kam 4 din ka to ha na sakoon
    wese u ne kaha k u q month ni ao gi
    akele akele bhai ki shadi khao pait mein maror uthen ge (kidding)

  7. #7
    Arslan's Avatar
    Arslan is offline ĠǻИďД ЬãċĦǻ
    Join Date
    Mar 2008
    Location
    ♥ ♥ ChaAnd K paAr♥ ♥
    Posts
    41,775
    Mentioned
    1 Post(s)
    Tagged
    1314 Thread(s)
    Rep Power
    21474894

    Default Re: ta ta../jebi

    walaikumAssalam !!


    me ko bhi jana tha ab ap bhaag rhi hain tau masla par gya hai

    be safe r njoy kh00b kijiye ga !!
    me bhi shadi mein bz honay wala hn

    tatatatatatatatata

    *~*~*~*ღ*~*~*~**~*~*~*ღ*~*~*~*

    2m4ccw6 - ta ta../jebi

    *~*~*~*ღ*~*~*~**~*~*~*ღ*~*~*~*

  8. #8
    Join Date
    May 2010
    Location
    Karachi
    Age
    29
    Posts
    25,472
    Mentioned
    11 Post(s)
    Tagged
    6815 Thread(s)
    Rep Power
    21474876

    Default Re: ta ta../jebi

    Walaikum assalam
    ahan nich
    khoob enjoy ki jye ga
    aapnoon kis shadi ho to maxa hi alag ata hay ..
    lolxx eid key din ki
    ha eid ka din to phir sara safar main cut jana
    chlain sub kuch achey sey ho jaye ga tension not IN SH ALLAH

    Khairat sey jayen or kharait sey ayen
    Tata
    bye bye
    Allah Hafiz
    tumblr na75iuW2tl1rkm3u0o1 500 - ta ta../jebi

    Hum kya hain

    Hmari Muhabatayn kya hain
    kya chahtay hain
    kya patay hain..

    -Umera Ahmad (Peer-e-Kamil)


  9. #9
    Hidden words's Avatar
    Hidden words is offline "-•(-• sтαү мιηε •-)•-"
    Join Date
    Nov 2011
    Location
    Kisi ki Ankhon Aur Dil Mein .......:P
    Posts
    56,916
    Mentioned
    322 Post(s)
    Tagged
    10949 Thread(s)
    Rep Power
    21474906

    Default Re: ta ta../jebi

    walikum asalam
    akhir kar wo din aa he gaya jab u ko jana hay
    congratulations
    bhai k shadi hay to khoob maza ana,bohaat sara enjoy karna aur merey se promise kiye yad rakhna,saray puray karnay hain wapis aa k
    apna khayal rakhna
    khush rehna aur mujhy yad rakhna
    in sha ALLAH sab achay se ho jaye ga :friends:
    Last edited by Hidden words; 25-10-2012 at 10:27 PM.
    suno hworiginal - ta ta../jebi
    575280tvjrzkx7ho zps19409030 - ta ta../jebiღ∞ ι ωιll αlωαуѕ ¢нσσѕє уσυ ∞ღ 575280tvjrzkx7ho zps19409030 - ta ta../jebi

  10. #10
    Join Date
    Jul 2010
    Location
    Karachi....
    Posts
    31,280
    Mentioned
    41 Post(s)
    Tagged
    6917 Thread(s)
    Rep Power
    21474882

    Default Re: ta ta../jebi

    Quote Originally Posted by Arslan View Post
    walaikumAssalam !!


    me ko bhi jana tha ab ap bhaag rhi hain tau masla par gya hai

    be safe r njoy kh00b kijiye ga !!
    me bhi shadi mein bz honay wala hn

    tatatatatatatatata
    mei pehle bhaag gayi na
    oh
    khair hai ap v chale jana..koi masla nai ho ga

    thanks

    ta ta


    Quote Originally Posted by Raniii View Post
    Walaikum assalam
    ahan nich
    khoob enjoy ki jye ga
    aapnoon kis shadi ho to maxa hi alag ata hay ..
    lolxx eid key din ki
    ha eid ka din to phir sara safar main cut jana
    chlain sub kuch achey sey ho jaye ga tension not IN SH ALLAH

    Khairat sey jayen or kharait sey ayen
    Tata
    bye bye
    Allah Hafiz
    thanks alot dear

    han na maza to ana
    Eid mei din mei jana

    Quote Originally Posted by Hidden words View Post
    walikum asalam
    akhir kar wo din aa he gaya jab u ko jana hay
    congratulations
    bhai k shadi hay to khoob maza ana,bohaat sara enjoy karna aur merey se promise kiye yad rakhna,saray puray karnay hain wapis aa k
    apna khayal rakhna
    khush rehna aur mujhy yad rakhna
    in sha ALLAH sab achay se ho jaye ga :friends:
    han na
    INSHALLAH
    u ko to nai bhoolu gi
    han na sare promise pure karu gi

    thank you so much dear


    Ik Muhabbat ko amar karna tha.....

    to ye socha k ..... ab bichar jaye..!!!!


Page 1 of 2 12 LastLast

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •