Ap ki raey k mutabiq "Ansu saaf krnay wala dil k zyada nazdeek hota hay ya Ansu dainay wala? "
Rules
Last Date 20 Nov. 2012
Aik dafa post kar k phir edit nahi kr sakta..
Winner 50 % Polling or 50 % Admin team k decision par final hu ga..
Ap ki raey k mutabiq "Ansu saaf krnay wala dil k zyada nazdeek hota hay ya Ansu dainay wala? "
Rules
Last Date 20 Nov. 2012
Aik dafa post kar k phir edit nahi kr sakta..
Winner 50 % Polling or 50 % Admin team k decision par final hu ga..
Zindagi tu apnay he qadmun pe chalti hay Faraz
Auron k Sahary tu Janazy utha kartay hain
Assalam o Alaikum,
acha sawal hai...
Mera khayaal hai ansu dene walA...kyun ke takleef aur Ansoo humesHa us Shaks ki taraf se milteY hai jo humein sab se zyada azeez ho,humare dil ke sab se zyada qareeb ho....
tu Bas Ansu dene wala hi apke sab se zyada qareeb hota hai ..
Alhamdullilah
Mein bhi Mishaal se agree karoon gi kise had tak--kyon ke dil udas un logon ke salook se he hota hai jin ki hum perwa kertay hein aur jin ke battein hamare liye matter kerti hein.
Lekin, yahan aik aur baat samjhna bhi zaroori hai ke jab koi "baar baar aap ko rulaye aur sirf rulata he rahay" to apni qadar kho deta hai, kyon ke woh sirf aap ko rula sakta hai, behla nahi sakta.
To aisay waqt mein jo aap ke ansoo saaf kernay ayay ga, aap ko aa ker galay lagaye ga aur aap ka gham bantay ga woh dil ke qareeb ho jaye ga.
walikumsalam
Ansoo dene wale humare khud k bohat qareeb hota ha
aor Ansoo saaf kere wale k qareeb hum hote hain....
ye sach hai k jis k liye hum ansoo baha rahe hain yaqeenan wo hamare dil k boht kareeb hota hai is liye uski hr takleef apni lagti hai ya agar wo ap se naraz ho jaye to ya apki feelings ki parwa na kare to bhi dil usi k liye tarapta hai or isi tarhan jo hamare aansu saaf karta hai uske dil k hum boht kareeb hote hain or isi liye us se hamare aansu dekhe nhe jate
​
​
عموما ÛŒÛÛŒ Ú©Ûا جاتا ÛÛ’ Ú©Û Ø¢Ù†Ø³Ùˆ دینے والا ،آنسو صا٠کرنے والے Ú©ÛŒ نسبت Ø²ÛŒØ§Ø¯Û Ø¯Ù„ Ú©Û’ قریب Ûوتا ÛÛ’Û”ÛŒÛ Ø¨Ø§Øª ایک Ø+د تک ÛÛŒ ٹھیک Ûے۔میں اس مکمل اتÙاق Ù†Ûیں کروں گا۔مجھے لگتا ÛÛ’ Ú©Û Ø¢Ù†Ø³Ùˆ صا٠کرنے والا دل Ú©Û’ Ø²ÛŒØ§Ø¯Û Ù‚Ø±ÛŒØ¨ Ûوتا Ûے۔آنسو ÙˆÛÛŒ پونچھتا ÛÛ’ جس Ú©Û’ اندر اØ+ساس Ûوتا Ûے،اور ÛŒÛÛŒ اØ+ساس انسان Ú©Ùˆ اشر٠المخلوقات بناتا Ûے۔اگر آنسو دینے والے Ú©Û’ اندر رتی برابر بھی اØ+ساس Ûوتا تو ÙˆÛ Ú©Ø³ÛŒ کا دکھانے سے Ù¾ÛÙ„Û’ ایک Ûزار مرتبا سوچتا ۔اس دنیا میں آنسو دینے والے تو Ûزاروں مل جائیں Ú¯Û’ مگر آنسو پونچھنے والے بÛت Ú©Ù… اور خوش نصیب لوگوں Ú©Ùˆ ملتے Ûیں۔ Û” Û” Û” Û” Û” Û”
تیری انگلیاں میرے جسم میںیونÛÛŒ لمس بن Ú©Û’ Ú¯Ú‘ÛŒ رÛیں
ک٠کوزه گر میری مان لےمجھے چاک سے Ù†Û Ø§ØªØ§Ø±Ù†Ø§
ღ∞ ι ωιll αlωαуѕ ¢нσσѕє уσυ ∞ღ