Aesa noor ayee ke dunia mera chehra dekhe,
Tu jo palkon ka mere Chehray pay saya kar de
bohat umda ghazal
Chahay tu kaam main la, Chahe nikama karde,
Main tera hoon, teri marzi mujhr jesa kar de,
Tera bemar hoon azloon say, Na mar jaon kahin,
Ek nazar dekh lay mujh ko mujhe acha kar de,
Tujh se bas itni he khuwahish mere malik ki hai,
Us ke dil ko main Lubhaa loon mujhe aesa kar de,
Jo tera ho ga zamanay se wo kat jaye ga,
Tu to jis shaks ko chahe usey tanha kar de,
Aesa noor ayee ke dunia mera chehra dekhe,
Tu jo palkon ka mere Chehray pay saya kar de,
Wo khuda tujh se faqeeron ki to sun leta hai,
Us se kehna k mujhay ishq main Ruswa kar de,
Mujh ko deta hay wo izat, yeh karam hai us ka,
Tere bas main ho agar tu mujhay Ruswa kar de..
ღ∞ ι ωιll αlωαуѕ ¢нσσѕє уσυ ∞ღ
Aesa noor ayee ke dunia mera chehra dekhe,
Tu jo palkon ka mere Chehray pay saya kar de
bohat umda ghazal
Tujh se bas itni he khuwahish mere malik ki hai,
Us ke dil ko main Lubhaa loon mujhe aesa kar de,
wah wah bohat khubsurat ghazal
umdah .
Hum kya hain
Hmari Muhabatayn kya hain
kya chahtay hain
kya patay hain..
-Umera Ahmad (Peer-e-Kamil)
Bohat Achy !!
*~*~*~*ღ*~*~*~**~*~*~*ღ*~*~*~*
*~*~*~*ღ*~*~*~**~*~*~*ღ*~*~*~*
bhot umda
bht umda
Thanx 2 all of u
ღ∞ ι ωιll αlωαуѕ ¢нσσѕє уσυ ∞ღ
bahot zabardast ghazal