Page 3 of 3 FirstFirst 123
Results 21 to 30 of 30

Thread: Lahore tour ka ehwal part 1

  1. #1
    Join Date
    Sep 2011
    Location
    Jadoo Nagri
    Posts
    19,712
    Mentioned
    198 Post(s)
    Tagged
    8340 Thread(s)
    Rep Power
    21474869

    Default Lahore tour ka ehwal part 1


    kaisay hain aap sab a
    yeh to aap ko pata hi hoga kay main shadi per gayi thee lahore bht dino say soch rhi thee kay zra wahan ka ehwal hi likh don lekin hamna ki tabiyat hi theek nhi ho rahi thee
    Aaj zra theek hai socha chalo lagay hathon likh hi dalon
    To hoa kuch yun kay main gayi apni nand ki shadi main aur is baar Eid bhi wahin ki thee main nye
    Mashaa Allah bht ronaq thee saray bhai with family first tym ikathay thay bht maza aaya Is dafa laga han waqayi Eid hoi hai
    to janab jatay hi hamaray bazaron kay chakar shuru tym kam aur muqabla sakht kapray ready nahi thay na function kay na ghar kay isi bhag dor main din guzartay hi chalay gaye yahan tak k 6th november aa gayi nahi nahi yeh shadi ka din nahi hai balkay is din hamaray ghar mai mehmann aanay walay thay Karachi say subha 5 bajay ki pehli flight say raat 3 bajay tak aakhri toli aayi
    Mashaa Allah 100 log aaye thay hamaray ghar Karachi say.......... hamara ghar ksi Railway station ka sa manzar pesh kar rhaa thaa
    har jaga bag hi bag bachon ki chan paan log hi og kay hamen chakar aanay shuru ho gaye bahar haal adjust ho hi gaye ksi na ksi tarha aa khir hum maizbaan jo thay to janab shuru ki mehman darii hum ko din main taray nazar aa gaye 7 hum Bahuen Mashaa Allah 5 full tym kam waliyan aur kitchen kay kam hi nahi khatam hotay thay khana to khair bahr say paak kay aata tha Chinyot Kitchen say yeh bhi shukar hai kay sath hi thaa ghar kay isi liey zyada tangi na hoi lekin nashta aur chayeeeeeee
    Dopehar 2 bajay tak hum nashtay karwa kay farigh hotay thay aur phir chaye hi chaye koi kahay Meethi chaye dena koii kahay pheeki chaye dena aray doodh itna kam koi aray doodh zyada kar dia aur hum bas mukura kay reh jatay aakhir ghar walay jo thay /hah2
    Sab baray baray bhi khoob khush ho kay mil kay bethay khoob khanay peenay kay plan bantay aur sath nand kay saman ki tayari bazaron kay chkar aur bachon ki beemari ko na bholen aap yeh hum nay sath sath bhugtaya kitchen kay ilawa
    To mai bata rhi thee k sab baray mil bethay thay aur jab baray bethen aur kuch dhamaka na ho aisa to ho hi nahi sakta to hoa dhamaka hamaray sar per bhi lekin kiaa yeh kal bataon gi
    To be continued......

  2. #21
    Join Date
    Sep 2011
    Location
    Jadoo Nagri
    Posts
    19,712
    Mentioned
    198 Post(s)
    Tagged
    8340 Thread(s)
    Rep Power
    21474869

    Default Re: Lahore tour ka ehwal part 1

    Quote Originally Posted by ๓เรђคคl View Post
    walaikum Assalam..

    lol sahi maza aya u ko mehmano ki khatirein kar kar ke

    MASHALLAh karachi se bhi itne mehmaan aye.. u ki koi haveli hai? kaise adjust kiya hoga
    Han naa aur kia
    Nahi yaar haveli thori bas ghar hai kar lia adjust dil ki khushi say bulaya tha sab ko to jaga to apnay aap hi ban jani thee na ;x

  3. #22
    Join Date
    Mar 2010
    Location
    Karachi,Pakistan
    Posts
    11,802
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    16 Thread(s)
    Rep Power
    21474862

    Default Re: Lahore tour ka ehwal part 1

    Quote Originally Posted by maliha farhan View Post

    Han naa aur kia
    Nahi yaar haveli thori bas ghar hai kar lia adjust dil ki khushi say bulaya tha sab ko to jaga to apnay aap hi ban jani thee na ;x
    haan so tu hai @jaga

    lahore pe kis side rehte tum log?
    waiting for next episode..

  4. #23
    Join Date
    Sep 2010
    Location
    Mystic falls
    Age
    36
    Posts
    52,044
    Mentioned
    326 Post(s)
    Tagged
    10829 Thread(s)
    Rep Power
    21474903

    Default Re: Lahore tour ka ehwal part 1

    Quote Originally Posted by maliha farhan View Post


    Ab thori behtar hai lekin bht tang kar rhi hai full tum chir chir
    Jee bilkul aisa hi hota hai han maza to khair bht aaya uffff kesay bazar ja rahay thay bachon ko ghar chor kay oper say ph aatay rehtay jaldi aa jao jaldi aajao
    bachay tung na karain to bachay bachay bachay lagtay hi nahi
    koi nahi ho jata hai theek hojaye gi In sha ALLAH
    bhag dor lag jati hai na aray wah fone pe jaldi anay ka kehtay rehtay shopping to lambi hoti hai na

    eq2hdk - Lahore tour ka ehwal  part 1

  5. #24
    Join Date
    Aug 2012
    Location
    duh...........apne ghar mein!!
    Posts
    308
    Mentioned
    12 Post(s)
    Tagged
    849 Thread(s)
    Rep Power
    13

    Default Re: Lahore tour ka ehwal part 1

    good...nice read!!

  6. #25
    Join Date
    Jul 2008
    Location
    Karachi
    Age
    35
    Posts
    32,906
    Mentioned
    46 Post(s)
    Tagged
    5939 Thread(s)
    Rep Power
    21474885

    Default Re: Lahore tour ka ehwal part 1

    Quote Originally Posted by maliha farhan View Post

    Agar main manzar bhi na bana paon to kia faida mere writer honay ka (thori si writer hon )
    gud, writer sahiba

    8bffd51cd2705b99335ce635a13dbb09 zps81c9bfed - Lahore tour ka ehwal  part 1

    ..!!


  7. #26
    Join Date
    Mar 2010
    Location
    Apne E Ap mein,,,
    Posts
    20,230
    Mentioned
    12 Post(s)
    Tagged
    3230 Thread(s)
    Rep Power
    21474871

    Default Re: Lahore tour ka ehwal part 1

    waiting for the second part


  8. #27
    Join Date
    Jul 2010
    Location
    Paris of East
    Posts
    10,491
    Mentioned
    13 Post(s)
    Tagged
    1617 Thread(s)
    Rep Power
    21474861

    Default Re: Lahore tour ka ehwal part 1

    Quote Originally Posted by maliha farhan View Post

    kaisay hain aap sab a
    yeh to aap ko pata hi hoga kay main shadi per gayi thee lahore bht dino say soch rhi thee kay zra wahan ka ehwal hi likh don lekin hamna ki tabiyat hi theek nhi ho rahi thee
    Aaj zra theek hai socha chalo lagay hathon likh hi dalon
    To hoa kuch yun kay main gayi apni nand ki shadi main aur is baar Eid bhi wahin ki thee main nye
    Mashaa Allah bht ronaq thee saray bhai with family first tym ikathay thay bht maza aaya Is dafa laga han waqayi Eid hoi hai
    to janab jatay hi hamaray bazaron kay chakar shuru tym kam aur muqabla sakht kapray ready nahi thay na function kay na ghar kay isi bhag dor main din guzartay hi chalay gaye yahan tak k 6th november aa gayi nahi nahi yeh shadi ka din nahi hai balkay is din hamaray ghar mai mehmann aanay walay thay Karachi say subha 5 bajay ki pehli flight say raat 3 bajay tak aakhri toli aayi
    Mashaa Allah 100 log aaye thay hamaray ghar Karachi say.......... hamara ghar ksi Railway station ka sa manzar pesh kar rhaa thaa
    har jaga bag hi bag bachon ki chan paan log hi og kay hamen chakar aanay shuru ho gaye bahar haal adjust ho hi gaye ksi na ksi tarha aa khir hum maizbaan jo thay to janab shuru ki mehman darii hum ko din main taray nazar aa gaye 7 hum Bahuen Mashaa Allah 5 full tym kam waliyan aur kitchen kay kam hi nahi khatam hotay thay khana to khair bahr say paak kay aata tha Chinyot Kitchen say yeh bhi shukar hai kay sath hi thaa ghar kay isi liey zyada tangi na hoi lekin nashta aur chayeeeeeee
    Dopehar 2 bajay tak hum nashtay karwa kay farigh hotay thay aur phir chaye hi chaye koi kahay Meethi chaye dena koii kahay pheeki chaye dena aray doodh itna kam koi aray doodh zyada kar dia aur hum bas mukura kay reh jatay aakhir ghar walay jo thay /hah2
    Sab baray baray bhi khoob khush ho kay mil kay bethay khoob khanay peenay kay plan bantay aur sath nand kay saman ki tayari bazaron kay chkar aur bachon ki beemari ko na bholen aap yeh hum nay sath sath bhugtaya kitchen kay ilawa
    To mai bata rhi thee k sab baray mil bethay thay aur jab baray bethen aur kuch dhamaka na ho aisa to ho hi nahi sakta to hoa dhamaka hamaray sar per bhi lekin kiaa yeh kal bataon gi
    To be continued......


    abhi tak u ki kal nahi ae

    aisa to hota he hai jab ghar pe mehmanon ka dhair hota hai ya koi khas function...


    DUA...MUST READ AND MUST FORWARD



    Then Which Of The Favours Of Your LORD Will You Deny?

    "Be In This World As If You Were A Stranger Or A Traveler"
    (Bukhari)






  9. #28
    Join Date
    Sep 2011
    Location
    Jadoo Nagri
    Posts
    19,712
    Mentioned
    198 Post(s)
    Tagged
    8340 Thread(s)
    Rep Power
    21474869

    Default Re: Lahore tour ka ehwal part 1

    Quote Originally Posted by Assassins View Post




    abhi tak u ki kal nahi ae

    aisa to hota he hai jab ghar pe mehmanon ka dhair hota hai ya koi khas function...
    Agar meri kal itni jaldi aa jati to u kesay parhtay itni jaldi /hah2

  10. #29
    Join Date
    Jan 2011
    Location
    pakistan
    Posts
    9,091
    Mentioned
    95 Post(s)
    Tagged
    8378 Thread(s)
    Rep Power
    429521

    Default Re: Lahore tour ka ehwal part 1

    walikum salam
    ab hamna kaisi hai allah use sehat de Ameen
    maza aya parh k but u ne to suspense hi dal dia


  11. #30
    Join Date
    Jul 2010
    Location
    Karachi....
    Posts
    31,280
    Mentioned
    41 Post(s)
    Tagged
    6917 Thread(s)
    Rep Power
    21474882

    Default Re: Lahore tour ka ehwal part 1

    Walaikum Asalam

    wow kitna maza aya ho ga
    dhamaka to waqi dhamaka tha

    per jin ki mangni hui wo to khush hun gay


    Ik Muhabbat ko amar karna tha.....

    to ye socha k ..... ab bichar jaye..!!!!


Page 3 of 3 FirstFirst 123

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •