Sawal Yeh Hai k
"Engagement k bad Larkey aur Larki Ko Fone Per Baat Karni Chahye k Nahi"?
Rules:
Last Date 20 Dec 2012
Aik Jaise Sharing Na Ho..
50 % Polling HOgi..
or 50 % Admin Decide Karey Gai..
Sawal Yeh Hai k
"Engagement k bad Larkey aur Larki Ko Fone Per Baat Karni Chahye k Nahi"?
Rules:
Last Date 20 Dec 2012
Aik Jaise Sharing Na Ho..
50 % Polling HOgi..
or 50 % Admin Decide Karey Gai..
HmMmm i think nahin krni chaey .. cx agr pehly hi ak dosry ko jaan liya tou shaadi k baad mounh hi tkty rhn gy lol 0r utna piyar bhi nain rehta shadi k baad , ..
Wa Aalaikum Assalam Wr Wb
Engagement kay baad larka aur larki ki life aik new step leti hai uskay pichli zindagi mein kiya kuch howa hai woh usay bhool kay apni anay wali life ko sincerity aur khushyion say shuru karna chahtay hain
yeh totally depend karta hai larka aur larki par kay woh karna chahtay hain yaa nahin ,
agar woh baat kartey hein tu is mein buraii nahin haii kion k woh aik dosray kay sath apni life ko jeyen ge aur woh aik dosrey ki achi buri adaton ko samajh saktay hain aik dosrey k mind ko samajh saktay hain k unka life partner kiya pasand karta hai aur kiya nahi hai is mein benefit bhi buhut hai aur har cheez ko agar aap ghalat way mein use karogay too us mein buraii bhi hai depend on us
humaray upar depend karta hai k agar hum sincere ho kay sahi say baat karein gey to yeh hamare liye acha hai or agar iska ghalat faidah uthayen gey to bura
Sun Yaara Sunn Yaara
Tere IshQ Daa Cholaa Paaya
w.o.a
ans:- never
life is not a bed of roses
meray khyal say us sorat mai jab larki aur larka dunu mature enough hon aur mangni aur shadi mai kafi kam gap hu like date fix hu gai hu tu thori bohat baat meray khyal say kr laini chahyay.. kyun k larki aur larkay dunu k hee zahan mai apnay shareek e hayaat ko lay kr bohat si sochain hoti hain tu is say yeh hu ga k apnay rishtay ko lay kr un k dil mai koi negativity nai rahay gi..
Zindagi tu apnay he qadmun pe chalti hay Faraz
Auron k Sahary tu Janazy utha kartay hain
اسلام علیکم
میں اس ٹاپک پر اسلامک پوائنت ا٠ویو سے اس لیے بات Ù†Ûیں کروں گا Ú©ÛŒÙˆÙ†Ú©Û Ø§Ø³Ù„Ø§Ù… میں منگنی کا کوئی کنسیپٹ Ù†Ûیں Ûے۔منگنی Ú©ÛŒ شرعی Ùˆ دینی کوئی Ø+یثیت Ù†Ûیں Ûے۔بات دراصل ÛŒÛ ÛÛ’ Ú©Û Ú©ÙˆØ¦ÛŒ بھی چیز اچھی یا بری Ù†Ûیں Ûوتا،اچھا یا برا Ûوتا ÛÛ’ اس کا Ø§Ø³ØªØ¹Ù…Ø§Ù„ØŒÚ©Û ÛÙ… اسے کس طرØ+ استعمال کرتے Ûیں،ٹی وی،انٹرنیٹ یا جدید سائنسی ایجادات Ú©Ùˆ Ù„Û’ Ù„ÛŒÚºØŒÛŒÛ Ø³Ø¨ انسانی ÙلاØ+ Ùˆ بÛبود Ú©Û’ لیے بنائی گئی Ûیں،ان سب کا مثبت اور منÙÛŒ استعمال Ûمارےاپنے اوپر ÛÛ’Û”Û”Û”Û”Û”Û”Û”Û”Û”
ÛŒÛاں پر بھی Ù…Ø³Ø¦Ù„Û Ù…ÙˆØ¨Ø§Ø¦Ù„ Ùون پر بات کرنا Ù†Ûیں Ø¨Ù„Ú©Û Ø¨Ø§Øª کرنے کا Ø·Ø±ÛŒÙ‚Û Ûے،آÛا Ú©Û ÛŒÛ Ø¨Ø§Øª چیت ایک لمٹ میں ÛÛ’ یا پھر لمٹ کراس Ú©ÛŒ جارÛÛŒ Ûے۔منگنی Ú©Û’ بعد اپنے لائ٠پارٹنر Ú©Û’ بارے میں جاننا Ùطری سی بات Ûے،اس Ú©ÛŒ پسند نا پسند ،عادات،انداز ÙˆØºÛŒØ±Û Ø§Ú¯Ø± Ù¾ÛÙ„Û’ سے پتا ÛÙˆ گا تو شادی Ú©Û’ بعد جب انسان Ú©ÛŒ اصل زندگی شروع Ûوتی Ûے،ایک دوسرے Ú©Ùˆ سمجھنے میں آسانی رÛتی Ûے۔بات Ú©ÛŒ جائے مگر ضروری Ù†Ûیں Ú©Û Ú¯Ú¾Ù†Ù¹ÙˆÚº بات Ú©ÛŒ جائے اور Ûر بات منگیتر سے شئیر Ú©ÛŒ جائے،منگنی ویسے بھی ایک کمٹمنٹ ÛÛ’ Ú©Ùˆ پکا Ø±Ø´ØªÛ Ù†ÛÛŒÚºØŒÛŒÛ Ù¹ÙˆÙ¹ بھی سکتی Ûے،لÛزا سب Ú©Ú†Ú¾ اگر لمٹس میں ÛÛŒ رÛÛ’ تو بÛتر Ûے۔اور Ú©Ú†Ú¾ باتیں ان Ú©ÛÛŒ Ø±Û Ø¬Ø§Ø¦ÛŒÚº تو بÛتر Ûے،کچھ ستم ظری٠تو ÛŒÛ Ø¨Ú¾ÛŒ Ú©Ûتے Ûیں،"اگر ساری باتیں Ùون پر کرو Ú¯Û’ تو شادی Ú©Û’ بعد دیواروں سے باتیں کرو Ú¯Û’Û”Û” Û” Û” Û” Û” Û” Û” Û” Û” Û” Û” Û” Û” Û” Û” Û”Û” Û” Û” Û” Û” Û”"
تیری انگلیاں میرے جسم میںیونÛÛŒ لمس بن Ú©Û’ Ú¯Ú‘ÛŒ رÛیں
ک٠کوزه گر میری مان لےمجھے چاک سے Ù†Û Ø§ØªØ§Ø±Ù†Ø§
From my experience kerni chahiye coz ik tu ik dosre ko jaan lenay ka moka milta hai...us se faida yeh hota hai k...ap ik dosre ko judge ker saktay k dono kaisay hain..adatien..understanding..behave kaisa hai...kisi had.tak yeh b pata chal jata k ik dosre sath chal saktay k nahi..
Jo aj kal dunia k halaat hain...main kehti hon k baat karo..per ankhien kaan khol k rakho..baat karo or ager kch galat lagay foran us ka notice lo...anay wale waqt ya shadi k baad sahi ho jaye ga...ais per na choro...coz bajaye ais k k kal ko bara nuqsan ho..acha nai k chotay nuqsaan se sab theek ho jaye...
Mangni tout jaye tu itna nuqsaan nai shadi tout jaye tu azaab hai...
So main ais haq main hon k baat kerni chahiye or us ko or us k ghar walon ko achay se jaan lena chahiye pehlay he...
Baqi Allah ki zaat k siwa behter jannay wala koi nai...
SD ki Basanti
Chal DhanoOo
I Love the feelings When U Hold My Hand....
Dekhiye, hamaari to ye raii hai
ki ger dono ko baat karne ka
salikaa aata hai mature hain to
mobile pe baat kerni chaahiye.
Isme koi burii baat nahin hai.
Waise apna-apna nazariya hai. Ham
Rano ki baat se sahmat hain unko
iskaa genuine tajurbaa hai. Abto khair
unka nikaha hogaya aur wo khush hain.
Zamana badal rahaa hai bewajeh tukiyanoosii wali bataon
se door rahna he main samajhdaari hai.
Last edited by R. M. Dixit; 14-12-2012 at 10:06 PM.
Assalamoalaikum.....
jahan tak mera khayal hy k bat kerny ma koi harj nhn hy
lakin limits ma reh ker,
24 hour ak doosry k sir pa sawar nhn hona chayee
kabhi kabhi bat kerleni chahye
is sy ak doosry ko smjhny ma asaani hoti hy.....
or any waly wqt ma problems nhn hotin.....
mera personal experience hy k ma apni engagment sy khush nhn thi mere papa ny ki thi,
or many apny papa ki wja sy haan ki thi...
lkn 1, 2 baar unsy bat ker k andaza hoa k wo bht achy insaan hain,,
is liye meri raye to yehi hy k kabhi kabhi bat kerleny ma koi harj nhn......
Thread closed
ღ∞ ι ωιll αlωαуѕ ¢нσσѕє уσυ ∞ღ