nai aisey to nai k hum bhatka hua ya un k imaan pe shak karein bt bohaat se log afwahon pe yaqeen karnay walay hotay hain,kuch lack of knowldg ka shikar b hotay hain,diff places pe diff peoples k sath diff situations hoti hain ab jaisey achay buray khayalat to sabhi ko atay hain,even namaz k doran b atay hain so ye sb to part of life hay,jaisey jaisey awareness ati hay logon ko behtr pata lagta hay
ღ∞ ι ωιll αlωαуѕ ¢нσσѕє уσυ ∞ღ
Bilkul theek kaha aap nay lekin hum husn e salook kartay hain aisay kay woh apnay mazhab main aazad hain aur hum un ko kuch bhi karnay say nahi roktay lekin saath saath hum apnay mazhab per is mazbooti say datay rahen kay is main kahin bhi shirk ka shaiba na ho.aur jo in logon ka aisi baton say mana karay os kay yeh rigid keh detay hain yeh to sarasar na insaafi hai Allah SWT sab ko hidayat dey Ameen
han bilkul yeh bhi sahi hai un ka kam hai hamen rastay say bhatkana aur khud kuch karnama sar anjam dey lena aur baad mai musalman badnaam lekin yeh dunia hai hamara inaam aakhirat main hai
valid point ranii naqali hi hai asal main hum pathar kay dor main llout rahay hain na isi liey warna husn e salook hum yun kartay hain kay ksi k mazhab ko bura nahi kehtay aur woh aazad hai os per amal karnay kay liey baqi jis ko Allah hidayat dey
jeddo pani sar tou nikal jana aaye
Hmmm lack of knowledge aur kuch purani farsooda riwayat jin say hum aaj tak nahi peecha chura paye Allah SWT sab ko Imaan ki roshni naseeb karay aur hidayat dey Ameen