Naya Saal Mubarak Ho
Sawal yeh hai k ..
"Jis Se Mohabbat Ho Us Sey Shadi Bhi Karna Lazmi Hai Kiya"?
Rules:
Last Date 20 January 2013
Aik Jaise Sharing Na Ho..
50 % Polling HOgi..
or 50 % Admin Decide Karey Gai..
Naya Saal Mubarak Ho
Sawal yeh hai k ..
"Jis Se Mohabbat Ho Us Sey Shadi Bhi Karna Lazmi Hai Kiya"?
Rules:
Last Date 20 January 2013
Aik Jaise Sharing Na Ho..
50 % Polling HOgi..
or 50 % Admin Decide Karey Gai..
شادی Ú©Û’ لئے Ù…Ø+بت کا Ûونا ضروری ÛÛ’ Ú©ÛŒÙˆÙ†Ú©Û Ø¬Ø³ سے Ù…Ø+بت Ûوتی ÛÛ’ ÙˆÛ Ûمیں خوبیوں خامیوںکے ساتھ قبول ÛوتاÛÛ’
"Jis Se Mohabbat Ho Us Sey Shadi Bhi Karna Lazmi Hai Kiya"?
My Answer Is Yes ..
woh is liye kion kay pyar aik baar hota hai aur jis rishtay mein pyar na ho woh agay nahi barh sakta ...
Dosrey lafzoN mein pyar kay haqiqi maani hain Deina , kurban kar deina , apna sab kuch apnay mehboob k liye pyar kuch demand nahi karta haan yeh sach hai kay agar aap jis say pyar karo usi say shadi bhi zaroor karoo warna dosrey rishtay mein wohi hisaab hojata hai
muhabbat kay baad muhabbat mumkin hai faraz
magar toot kar chahna sirf aik baar hota hai !!
Sun Yaara Sunn Yaara
Tere IshQ Daa Cholaa Paaya
لازمی Ù†Ûیں ÛŒÛ Ú¾Û’ Ú©Û Ø§Ø³ سے Ú¾ÛŒ شادی Ú¾Ùˆ جس سے Ù…Ø+بت Ú¾Ùˆ Ú©ÛŒÙˆÙ†Ú©Û Ø´Ø§Ø¯ÛŒ اس سے ھونی چاھیے جو آپ سے Ù…Ø+بت کرتا Ú¾Ùˆ Ù†Û Ú©Û Ø¢Ù¾ Ú©Ùˆ اس سے Ù…Ø+بت Ú¾Ùˆ
Jin k answer aik aik line ke hain wo shamil nah kiye jaye gai question hota hia uska ans zara detail main diya jaye tu zaida behter hota hia.
شادی Ú©Û’ لئے Ù…Ø+بت کا Ûونا ضروری ÛÛ’ Ú©ÛŒÙˆÙ†Ú©Û Ø¬Ø³ سے Ù…Ø+بت Ûوتی ÛÛ’ ÙˆÛ Ûمیں خوبیوں خامیوںکے ساتھ قبول ÛوتاÛÛ’
ÛÙ… اس Ú©ÛŒ پسند،ناپسند کا خیال رکھتے Ûیں مبØ+ت Ú©ÛŒ خاطر خود Ú©Ùˆ بدلنے Ú©ÛŒ کوشیشں کرتے Ûیں
لیکن اگر شادی اس سے ÛÙˆ جس سے Ù…Ø+بت Ù†Û Ú¾Ùˆ تو زندگی بے رنگ Ûوتی ÛÛ’
"Jis Se Mohabbat Ho Us Sey Shadi Bhi Karna Lazmi Hai Kiya"?
Answer:Jish se shadi kero ushe se mohabat kero aur wohi ap ke mohabat ka sahi haqq daar hai..Agar past mai kabhi mohabat wagera kisi se hoi aur ush se shadi nahi hoo tu Allah ne ap ke liye bahtar socha ke ush se shadi nahi hoi...Allah ka shukar ada kerooo....Ideally agar kisi se mohabat hojae tu shadi hona chayee magar shadi Allah ka faisla hai Insaan ka nahi...Thanks
Walaikum Assalam
Mere nazdeek to jis say mohabbat ho shadi osi say hi karni chahye lekin yeh itna aasan nahi hota kay hum ksi say mohabbat karen os say shadi karna chahen aur shadi bhi ho jaye bas insan is ek cheez say maat khaa jata hai jisay qismat kehtay hain baaz oqaat aap chah kay bhi wahan shadi nahi kar saktay jis say mohaabat ho kabhi family masail aur kabhi kuch aur masla aur in the end Allah ki raza keh kar khamosh ho jatay hain aur osi ko apnay naseeb la likha samjh kar qabool kar letay hain aur sari zindagi osay nibhanay ko mohabbat kehtay hain lekin yeh woh mohabbat hoti hai jo qudrati tor per mian bv k darmiyaan hoti hai is say aap ki os mohaabat jis say aap pehlay hi shadi karna chahtay thay os say koi taluq nahi hota.....
walikum salam
asolan to shadi usi se karni chahiye jis se mohabat ho lakeen baz dafa halat aise ho jate hain k shadi apni marzi se mumkin nhi rehti aur phr hamein majbooran kahin aur shadi karni parti hai aise halat me shaid mohabat to ho jaye lakeen pehli mohabat ki kask sari umar nhi jati aur har mamle me ye kask aur chuban barh jati hai aur dukh deti hai
lakeen aj kal me maximum jo kehne ko to mohabat hai srf flirt tme pass hai aisi surat me i think koi shadi to kya kuch months se zada affair chalane ka soch b nhi sakta
lakeen agar mohabat sachi ho to phr shadi zaroor karni chahiye lakeen sab ki raza se warna apno ko dukh de k hum kabhi khush nhi reh sakte