Juma ki shab aur Juma ke din Surah Yasin padhne ki fazilat
Jazak Allah
Juma ki shab aur Juma ke din Surah Yasin padhne ki fazilat
Juma ki shab aur Juma ke din Surah Yasin padhne ki fazilat
Jis ne Shab-e-Juma (Yani Jumerat ki magrib k baad) Surah Yaseen Sharif Ki Tilawat ki us ki Magfirat kar di jaey gi. (Al-Targheeb Wat'tarheeb, Jild 1, Page # 298)
Jum’ah ki raat ya din me Surah al-Kahaf, Surah al-Dukhan, Surah Yasin aur Surah al-Ikhlaas aur Aayat-ul kursi ki tilawat karen.
Namaaze Jum’ah se pehle 3 baar Surah al- Qadr padhen. Kasrat se Durood shreef padhen. Aur kasrat se Astagfar karen.
Qabrastan ki aur Auliya Allah ke mazaar ki ziyarat bhi karen.
Aur apne buzurgo aur marhoomeen ke liye dua e magfirat bhi karen aur unke liye isaale sawaab bhi karen.