Page 2 of 3 FirstFirst 123 LastLast
Results 11 to 20 of 21

Thread: what was ur expressions?

  1. #11
    Join Date
    Sep 2011
    Location
    Jadoo Nagri
    Posts
    19,712
    Mentioned
    198 Post(s)
    Tagged
    8340 Thread(s)
    Rep Power
    21474869

    Default Re: what was ur expressions?

    Quote Originally Posted by rupanzeel View Post
    jee hona to aisa hi chahiye but ap aise kaise ho gyi mujhe b bata dein mera b yehi haal hai but me expressive nhi hn upar se aisa show hota hai k mujhe kuch b feel nhi hota n kisi baat se farq nhi parta but real me aisa nhi hota
    Hota hao koi lamha aisa jo app ko badal deta hai mere saath bhi hoa aur main nay apnay aap ko badal kar un sab ko ghalat sabit kar dia jin kay nazdeek main kabhi nahi badal sakti thee sab nay munh ki khayi hai

  2. #12
    Hidden words's Avatar
    Hidden words is offline "-•(-• sтαү мιηε •-)•-"
    Join Date
    Nov 2011
    Location
    Kisi ki Ankhon Aur Dil Mein .......:P
    Posts
    56,916
    Mentioned
    322 Post(s)
    Tagged
    10949 Thread(s)
    Rep Power
    21474906

    Default Re: what was ur expressions?

    walikum asalam
    nyc topic dear
    mmmm dukh to bohaat hota hay jab ap kuch chaho aur wo na milay
    apnay kisi faislay pe nahi pachtai aj tak aur ALLAH ka shukar hay jis ne mujhay aisi quality se nawaza k main theek waqt pe theek faisla kar leti hun
    ab faisla to wahan hota hay jahan ap k pas options hon,ab agar kuch hath main he na ho to bohaat bebasi mehsus hoti hay
    wesey walay khuwab to main daikhti nai,aur koshish karti hun koi khuwahish b na karun aisi jo puri na ho
    suno hworiginal - what was ur expressions?
    575280tvjrzkx7ho zps19409030 - what was ur expressions?ღ∞ ι ωιll αlωαуѕ ¢нσσѕє уσυ ∞ღ 575280tvjrzkx7ho zps19409030 - what was ur expressions?

  3. #13
    Cute PaRi's Avatar
    Cute PaRi is offline ♥Häppïnëss ïs Süċċëss♥
    Join Date
    Sep 2012
    Location
    ♥ündër möthër's fëët♥
    Posts
    9,560
    Mentioned
    132 Post(s)
    Tagged
    9855 Thread(s)
    Rep Power
    1533328

    Default Re: what was ur expressions?

    walikumsalam sis thek kaha baz time asa hota akser jo hum chahty wo nhe hota pahle to dukh hota but kuch time bad khud hi pata lg jata k wakai agr wo hamare liye best hota to ALLAH pak zaror daty is liye har hal main saber karna chahye

    paspayi2 zps86d6ac40 - what was ur expressions?

  4. #14
    Join Date
    Jun 2010
    Location
    Jatoi
    Posts
    59,925
    Mentioned
    201 Post(s)
    Tagged
    9827 Thread(s)
    Rep Power
    21474910

    Default Re: what was ur expressions?

    Quote Originally Posted by rupanzeel View Post
    Aslam o aliekum SDians!
    yaqeenan aap sab theek hi hn ge
    isi liye ate hain
    question ki taraf

    kya kabhi aisa hua k aap ne koi
    faisla kia hua
    jo us time aap ko thik laga ho
    lakeen
    bad me us faisle pe aap ko pachtawa hua ho?
    ya
    kuch aisa jo ap karna chahte the na hua ho
    koi aisa khwab jo aap k liye
    bht ahmeeyat rakhta ho
    wo pura na hua ho

    to

    phir us situation me aap ke kya expression the
    w sallammm

    aisa boht martaba howa haii kehh main kuch karna chahtaa hoo aorr karr naii pataaa,aisii situation main,,main mayooss honayy kii bajaieyy uss nakamii koo experience main dall karr aaggayy kii sochtaa hooonnnnnnnnnnn





    تیری انگلیاں میرے جسم میںیونہی لمس بن کے گڑی رہیں
    کف کوزه گر میری مان لےمجھے چاک سے نہ اتارنا

  5. #15
    Join Date
    Jul 2010
    Location
    Karachi....
    Posts
    31,280
    Mentioned
    41 Post(s)
    Tagged
    6917 Thread(s)
    Rep Power
    21474882

    Default Re: what was ur expressions?

    walaikum Asalam

    bht bar hua hai mere saath or mei khamosh ho jati hun esi satuation mei .. jab banda kuch kar nai sakta to fr faida pichtawa karne ka...


    Ik Muhabbat ko amar karna tha.....

    to ye socha k ..... ab bichar jaye..!!!!


  6. #16
    Join Date
    Jan 2011
    Location
    pakistan
    Posts
    9,091
    Mentioned
    95 Post(s)
    Tagged
    8378 Thread(s)
    Rep Power
    429520

    Default Re: what was ur expressions?

    Quote Originally Posted by sarfraz_qamar View Post

    w sallammm

    aisa boht martaba howa haii kehh main kuch karna chahtaa hoo aorr karr naii pataaa,aisii situation main,,main mayooss honayy kii bajaieyy uss nakamii koo experience main dall karr aaggayy kii sochtaa hooonnnnnnnnnnn
    nice k ap mayoos hone ki bajaye age ki taraf barh jate hain

    Quote Originally Posted by SenoriTa View Post
    walaikum Asalam

    bht bar hua hai mere saath or mei khamosh ho jati hun esi satuation mei .. jab banda kuch kar nai sakta to fr faida pichtawa karne ka...
    khamosh to me b ho jati hn but sab kehte hain k khamosh hone ki bajaye bola karo k kuch karna chahti ho but kar nhi parhi to


  7. #17
    Join Date
    Jan 2011
    Location
    pakistan
    Posts
    9,091
    Mentioned
    95 Post(s)
    Tagged
    8378 Thread(s)
    Rep Power
    429520

    Default Re: what was ur expressions?

    Quote Originally Posted by maliha farhan View Post

    Hota hao koi lamha aisa jo app ko badal deta hai mere saath bhi hoa aur main nay apnay aap ko badal kar un sab ko ghalat sabit kar dia jin kay nazdeek main kabhi nahi badal sakti thee sab nay munh ki khayi hai
    munh ki khai
    wse kehte hain na k nature badal nhi sakti to kya aap apne ko badal k satisfy hain kabhi aap ko apni purani nature yaad nhi ati?


  8. #18
    Join Date
    Sep 2011
    Location
    Jadoo Nagri
    Posts
    19,712
    Mentioned
    198 Post(s)
    Tagged
    8340 Thread(s)
    Rep Power
    21474869

    Default Re: what was ur expressions?

    Quote Originally Posted by rupanzeel View Post
    munh ki khai
    wse kehte hain na k nature badal nhi sakti to kya aap apne ko badal k satisfy hain kabhi aap ko apni purani nature yaad nhi ati?
    bohat ab mere main zra murawat aa gyai hai pehlay nahi thee to zindagi zra aasan thee ab bhi jab ksi per bht gussa ho to ek dam dil karta hai purani nature la kar tabiyat saaf kar don

  9. #19
    Join Date
    Jun 2010
    Location
    Jatoi
    Posts
    59,925
    Mentioned
    201 Post(s)
    Tagged
    9827 Thread(s)
    Rep Power
    21474910

    Default Re: what was ur expressions?

    Quote Originally Posted by rupanzeel View Post
    nice k ap mayoos hone ki bajaye age ki taraf barh jate hain

    yeh advice mjhay meray teachr nay kii thii kehh baitaa nakamioun parr mayoosss honay kii bajaieyy unhain experience main dalloo aorr aaggayy barhoo,jahab bht saraii kamyabiyan tmhara intazarr karr raii hainnnnnnnnnn[/SIZE][/COLOR][/FONT]





    تیری انگلیاں میرے جسم میںیونہی لمس بن کے گڑی رہیں
    کف کوزه گر میری مان لےمجھے چاک سے نہ اتارنا

  10. #20
    Join Date
    Jul 2010
    Location
    Karachi....
    Posts
    31,280
    Mentioned
    41 Post(s)
    Tagged
    6917 Thread(s)
    Rep Power
    21474882

    Default Re: what was ur expressions?

    Quote Originally Posted by rupanzeel View Post



    khamosh to me b ho jati hn but sab kehte hain k khamosh hone ki bajaye bola karo k kuch karna chahti ho but kar nhi parhi to
    haan khamosh rehne se bande ko aksar dippression ho jati..bol lena chaiye jo ap ka frnd usse hi banda share kar le ti kafi accha lagta

    mei to bas ese hi hun jo ceez mil gayi theak hai..itna kaabhi mei sad nai hoti bht kabhi ho jata to khamosh ho jati hun fr ammi se share kar leti.


    Ik Muhabbat ko amar karna tha.....

    to ye socha k ..... ab bichar jaye..!!!!


Page 2 of 3 FirstFirst 123 LastLast

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •