Page 1 of 2 12 LastLast
Results 1 to 10 of 21

Thread: what was ur expressions?

Hybrid View

Previous Post Previous Post   Next Post Next Post
  1. #1
    Join Date
    Jan 2011
    Location
    pakistan
    Posts
    9,091
    Mentioned
    95 Post(s)
    Tagged
    8378 Thread(s)
    Rep Power
    429520

    Default what was ur expressions?

    Aslam o aliekum SDians!
    yaqeenan aap sab theek hi hn ge
    isi liye ate hain
    question ki taraf

    kya kabhi aisa hua k aap ne koi
    faisla kia hua
    jo us time aap ko thik laga ho
    lakeen
    bad me us faisle pe aap ko pachtawa hua ho?
    ya
    kuch aisa jo ap karna chahte the na hua ho
    koi aisa khwab jo aap k liye
    bht ahmeeyat rakhta ho
    wo pura na hua ho

    to

    phir us situation me aap ke kya expression the


  2. #2
    Join Date
    Jul 2011
    Location
    Karachi Pakistan
    Posts
    13,592
    Mentioned
    62 Post(s)
    Tagged
    7109 Thread(s)
    Rep Power
    21474863

    Default Re: what was ur expressions?

    dukh hota hai yarr

  3. #3
    Join Date
    Sep 2011
    Location
    Jadoo Nagri
    Posts
    19,712
    Mentioned
    198 Post(s)
    Tagged
    8340 Thread(s)
    Rep Power
    21474869

    Default Re: what was ur expressions?

    Bohat say khawab pooray nahi hoay lekin main aaj tak apnay ksi faislay kay liey nahi pachtayi chahy doosron ko main jo bhi lagti hon lekin apnay aap mai main hamesha mutmain hoti hon kay wqt kay likhaz say mera faisla sahi thaa
    aur expression yehi kay wqti dukh hota hai rona bhi aata hai os kay baad os baat ki yaad to rehti hai lekin dard nahi rehta

  4. #4
    Join Date
    Jan 2011
    Location
    pakistan
    Posts
    9,091
    Mentioned
    95 Post(s)
    Tagged
    8378 Thread(s)
    Rep Power
    429520

    Default Re: what was ur expressions?

    Quote Originally Posted by maliha farhan View Post
    Bohat say khawab pooray nahi hoay lekin main aaj tak apnay ksi faislay kay liey nahi pachtayi chahy doosron ko main jo bhi lagti hon lekin apnay aap mai main hamesha mutmain hoti hon kay wqt kay likhaz say mera faisla sahi thaa
    aur expression yehi kay wqti dukh hota hai rona bhi aata hai os kay baad os baat ki yaad to rehti hai lekin dard nahi rehta
    hun hota to aisa hi hai
    but koi khawab aisa b to hota hai to aap k liye bht important ho agar wo pura na ho kask to rehti hai na


  5. #5
    Join Date
    Sep 2011
    Location
    Jadoo Nagri
    Posts
    19,712
    Mentioned
    198 Post(s)
    Tagged
    8340 Thread(s)
    Rep Power
    21474869

    Default Re: what was ur expressions?

    Quote Originally Posted by rupanzeel View Post
    hun hota to aisa hi hai
    but koi khawab aisa b to hota hai to aap k liye bht important ho agar wo pura na ho kask to rehti hai na
    Woh to natural hai kasak to rehti hai lekin khair tum nahi samjho gi shyed meri nature ajeeb hai main cheezo ko jaldi zehan say jhatak deti hon

  6. #6
    Join Date
    Jan 2011
    Location
    pakistan
    Posts
    9,091
    Mentioned
    95 Post(s)
    Tagged
    8378 Thread(s)
    Rep Power
    429520

    Default Re: what was ur expressions?

    Quote Originally Posted by maliha farhan View Post

    Woh to natural hai kasak to rehti hai lekin khair tum nahi samjho gi shyed meri nature ajeeb hai main cheezo ko jaldi zehan say jhatak deti hon
    achi baat hai warna life guzarna mushkil ho jata hai
    wse aap shuru se hi aise hain ya ab hui hain?


  7. #7
    Join Date
    Sep 2011
    Location
    Jadoo Nagri
    Posts
    19,712
    Mentioned
    198 Post(s)
    Tagged
    8340 Thread(s)
    Rep Power
    21474869

    Default Re: what was ur expressions?

    Quote Originally Posted by rupanzeel View Post
    achi baat hai warna life guzarna mushkil ho jata hai
    wse aap shuru se hi aise hain ya ab hui hain?
    Aaan shuru say aisi nahi thee main to itna jalti kurti thee kay sehat bhi nahi thee meri zra bhi lekin ab bas ho gayi aisi acha hai na insan ko aisa hi hona chahye

  8. #8
    Join Date
    Mar 2008
    Location
    Hijr
    Posts
    152,881
    Mentioned
    108 Post(s)
    Tagged
    8578 Thread(s)
    Rep Power
    21475005

    Default Re: what was ur expressions?

    Walekum Salam

    Faisle To Bohot Liye

    Lekin Mujhe Zindagi Main Ek Aisa Faisla Lena Bara Jis Ka Pachtawa Mujhe Ab Nahin Hai
    پھر یوں ہوا کے درد مجھے راس آ گیا

  9. #9
    Join Date
    Apr 2012
    Location
    Karachi/Lahore Pakistan
    Posts
    12,439
    Mentioned
    34 Post(s)
    Tagged
    9180 Thread(s)
    Rep Power
    249133

    Default Re: what was ur expressions?

    nice question


    Last edited by lifeislove; 16-01-2013 at 08:18 PM.

  10. #10
    Hidden words's Avatar
    Hidden words is offline "-•(-• sтαү мιηε •-)•-"
    Join Date
    Nov 2011
    Location
    Kisi ki Ankhon Aur Dil Mein .......:P
    Posts
    56,916
    Mentioned
    322 Post(s)
    Tagged
    10949 Thread(s)
    Rep Power
    21474906

    Default Re: what was ur expressions?

    walikum asalam
    nyc topic dear
    mmmm dukh to bohaat hota hay jab ap kuch chaho aur wo na milay
    apnay kisi faislay pe nahi pachtai aj tak aur ALLAH ka shukar hay jis ne mujhay aisi quality se nawaza k main theek waqt pe theek faisla kar leti hun
    ab faisla to wahan hota hay jahan ap k pas options hon,ab agar kuch hath main he na ho to bohaat bebasi mehsus hoti hay
    wesey walay khuwab to main daikhti nai,aur koshish karti hun koi khuwahish b na karun aisi jo puri na ho
    suno hworiginal - what was ur expressions?
    575280tvjrzkx7ho zps19409030 - what was ur expressions?ღ∞ ι ωιll αlωαуѕ ¢нσσѕє уσυ ∞ღ 575280tvjrzkx7ho zps19409030 - what was ur expressions?

Page 1 of 2 12 LastLast

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •