Ithink Ap us ka intkhab kery jis ko ap chahti hain...
q k her jaga kisi aur ki khushi k liye apni khushiyoon ka gala nhi ghonta jata ....
jis ko ap chahty hain then ap ko yeh bhi pata ho ga k us ko ap q chahty hain.... us mai aisi kia cheez hai jo apki chahet k qabil hai...
phir aa gay chal kar sari zindgi samjhoota to nhi kerna pary ga na....
aik aur bat ....
baaz dafa aisa hota hai k ap ko chahny waly bohet hoty.... lakin jissy ap chahty hain woh koi aik hi hota hai....
Last edited by ~ALone~; 21-01-2013 at 03:37 PM.
Wa aalaikum assalam
meri naqis aqal yahi kehti hai kay jo humein chahta hoo , kion kay is say zindagi buhut asaan aur khushgawar hojati hai woh shaks hamari chahat mein itna hota hai kay woh asi koi harkat nahi karta jis say humein takleef hoo , hamarey sath ta hayaat rehta hai kion kay agar jahan pyar nahi wahan zindagi bhi nahi sirf SATH hota hai
Sun Yaara Sunn Yaara
Tere IshQ Daa Cholaa Paaya
wa'alaikum salam
bara mushkil sawal kia ha u ne
kabhi samaj aya to bata donga
wese me one way traffic ka qail ni hon
jisse u chahtey ho uss ko to lazmi bat ha choose karna hi ha
albata jo hamen chahe uss ko chose karna chahiye.
aur agar dono aik dosre ko chahte hain phir to kia hi bat ha
Last edited by Yazdan; 21-01-2013 at 05:28 PM.