i think muhabbat ka milna na milna tu naseeb ki baat hay laiken agar dosti k sath kabhi bhi muhabbat rahi hay tu dosti par koi farq nahi parna chahyay (kyun k muhabbat na milnay ka matlab yeh nahi hay k muhabbat nahi rahi )
dosti or mhabat.. in fact aik hi relation k do pehlu hain..
jab aik khatm hua to doosra bhi khatm ho jata..
آنسو اور مسکرا ÛÙ¹ دو انمول خزانے Ûیں-Ù¾ÛÙ„Û’ خزانے کواپنے تک Ù…Øدود رکھواور دوسرے کولوگوں پر نچھاور کردو.Øضرت علی
Visit my blog
http://www.homeopathypakistan.blogspot.com
MY PAGE ON FB
www.facebook.comhomeo
i think muhabbat ka milna na milna tu naseeb ki baat hay laiken agar dosti k sath kabhi bhi muhabbat rahi hay tu dosti par koi farq nahi parna chahyay (kyun k muhabbat na milnay ka matlab yeh nahi hay k muhabbat nahi rahi )
Last edited by Falling Tears; 24-01-2013 at 02:31 PM.
Zindagi tu apnay he qadmun pe chalti hay Faraz
Auron k Sahary tu Janazy utha kartay hain
depend karta hai ap pe if u are mature enough and handle the failure then dosti reh sakti hai otherwise No
chaloo jee aap sab ka buhut buhut shukriya aik question ka seedha seedha answer dein nei ka
well mere mutabiq ( DR SHAHID MASOOOD )
Muhabbat , mein paana lafz hi nahin ata is ka name hai daina , qurban karna ... pyar agar apko hua hai tu ap yeh shart hi na rakhein kay mein nei usay paana bhi hai , agar woh apke haq mein behtar hain tu zaroor ALLAH SWT unhein apkay naseeb mein ata farmain gei , aur agar woh kisi aur kay haq mein behtar hai tu woh kisi aur k naseeb mein hongi /hoga kion kay ALLAH SWT jo bhi kartey hein be shak buhut khub kartey heiN
isliye agar apki muhabbat apsay door hogaii hai tu usay paanay k liye koshish karo magar sirf aik limit tak agar woh kisi aur ki life mein hain tu uski khushi mein khush rhein , aur dua kareiN uski agli zindagi buhut khushion mein guzrei ... this is muhabbat according to me ..
rahi baat dosti ki tu dosti insan jab karta hai tu muhabbat hoo hi jati hai us dost say . : ) lekin aik bar pyar hojai us shaks say phir wapisi dosti tu samajh nhi ata yh me ko
Sun Yaara Sunn Yaara
Tere IshQ Daa Cholaa Paaya
mjhe na ye question jo hai u ki life pe base karta hua lag raha hai
mera nahi khayal k aisa zarori hai k dosti se he muhabbat agay barhay...aksar aise logon se b muhabbat hojati hai jo buhat he buray lagtay hoon magar unki koi aisi bat achi lag jae jo dil main ghar kar jae or aise cases main dosti ka koi scene nahi hota direct muhabbat hoti hai
or kuch cases aise b hote hain k jin main dosti hoti hai n ahista ahista muhabbat hoti hai...
or jahan tak k sawal hai k muhabbat na mile to dosti b khatam hojati hai to is baray main ye kahonga main k muhabbat na mile to dosti kabi khatam nahi hoti agar muhabbat sachi ho q k wo insan jisay ap pana chahtay hoon agar wo apko nahi milta to ap kabi b aisa nahi chahengay k dosti us se khatam ho apka us shakhs se siray se he relation khatam hojae islye me ka nahi khayal k aisa hoskta hai
or kafi cases main aisa b hota hai k dost he itna acha lagnay lagta hai insan ko k wo usko apna life partner banana chahta hai magar is dar se k kahin wo usko propose kare to ye na ho k dosti se b jae islye wo apni muhabbat ko apne he ap tak mehdod rakhta hai...takay sab kuch khatam na ho jo log aise karte hain k g hmara proposal accept nahi kiya to hum dosti b khatam kardetay hain to wo i think selfish hotay n sincere nahi hotay
DUA...MUST READ AND MUST FORWARD
Then Which Of The Favours Of Your LORD Will You Deny?
"Be In This World As If You Were A Stranger Or A Traveler"
(Bukhari)