Page 2 of 4 FirstFirst 1234 LastLast
Results 11 to 20 of 33

Thread: Un Kahee ShekayateiN

  1. #1
    ~Anjana~'s Avatar
    ~Anjana~ is offline κнαмσσƨн ∂ιℓ
    Join Date
    Dec 2010
    Location
    Jinzhou, Liaoning, China, Madinah Saudi Arabia
    Posts
    12,430
    Mentioned
    91 Post(s)
    Tagged
    7849 Thread(s)
    Rep Power
    895529

    Default Un Kahee ShekayateiN

    " Un Kahee ShekayateiN "

    tu ab mere dil ka nageena tu nahi rha , tu nageena ban chuka hai kisi aur ki zindagi ka . tu mere liye hamaisha say baa is e fakhar hi raheyga mere achay lamhoN ki haseen yadeiN jo tujhsay juri haiN .. mere gham ki deewaar bhi tu tere ghar say shuru howi
    mein jo aj tanha bethey tere gham mein likh rha hoon yeh inayat bhi tu teri hi haii .. mujhei zindagi say koi gilah nahi yeh tu hai hi bewafa,bas itna sa jawab de agar tu bhi zindagi thee tu woh waday qasmai sab kis liye ???
    mujhei toornai k baad aj in labOn pe hansi kioN ? aik ghar say uska beta cheen nei k baad woh tarap tujh mein q nhi .. kiya wafa kaa naam sirf mein hi tu nahi ?
    kiya zindagi sirf tu hi tu nahi thee ... mujhsay juray aur bhi logh hain mein nei tu kisi ko palat kar nahi dekha thaa ... par tu nei kion mujhei karhii dhoop mein adhay safar pe chor apnai humsafar k sath chal gai ??
    kabhi fursat ho tu ajana mere ghar ... woh jo chiraghoN mein rehta thaa aaj usnei dosti andheroN say kar lee ....
    kabhi ho fursat tu dekhna kahiN say jo dosroN k laboN pe hansi deta woh aj khud k liye hansi talash karta haii .....
    hai itni hi guzarish naa aana mere samnai kabhi .. sharam say dooob hi na jaoo kahin tum apnay wajood ko mujh meiN dekh k jisay tum " Bewafa" kehti rahee zamanai meiN ...

    Sun Yaara Sunn Yaara
    Tere IshQ Daa Cholaa Paaya

  2. #11
    Join Date
    Oct 2010
    Location
    Lahore , Pakistan
    Age
    34
    Posts
    1,938
    Mentioned
    41 Post(s)
    Tagged
    6498 Thread(s)
    Rep Power
    21474852

    Default Re: Un Kahee ShekayateiN

    ahan..... zabardast.....!!!

    ( thori thori naqam ashiq ki tehrer nazar ati )

  3. #12

  4. #13
    Join Date
    Jul 2012
    Location
    FANTACIES..!!
    Posts
    1,960
    Mentioned
    4 Post(s)
    Tagged
    4063 Thread(s)
    Rep Power
    429512

    Default Re: Un Kahee ShekayateiN

    [QUOTE=~Anjana~;1677615]
    hehe zakhmi tu nahi hon
    bus saddy saddy likhna pasand hai har cheez ka aik waqt hota hai aur mein woh waqt kho chuka hoOn

    IT SEEMS TO ME..
    WELL MAY B I MISUNDERSTOOD EW..
    LOL..JUB SADDY SADDY LIKHNA PASAND HAE TU HO GAE NA ZAKHMI...!!
    UFFH..DIALOGUES....!!
    LIVE UR WAY.. TM WAQT KO QAIDI BNA LO..JUB CHAHO WO TMHARA HO.. LIFE WILL B EAUTIFUL.. WAQT KA QAIDI BN JANA KAHAN
    KI AQALMANDI??..
    US KHOE WAQT KO DHONTH AO.. MIL JAE TU PAKAR LENA.. PIR JANAE NI DENA....!!
    YOU INTOXICATE ME WITH THE FRAGRANCE OF YOUR SOULFUL LOVE..
    YOUR MAGICAL TOUCH MAKES MY SOUL STIR INSIDE MY BODY..
    YOU ARE MY SOLACE.. !!

  5. #14
    ~Anjana~'s Avatar
    ~Anjana~ is offline κнαмσσƨн ∂ιℓ
    Join Date
    Dec 2010
    Location
    Jinzhou, Liaoning, China, Madinah Saudi Arabia
    Posts
    12,430
    Mentioned
    91 Post(s)
    Tagged
    7849 Thread(s)
    Rep Power
    895529

    Default Re: Un Kahee ShekayateiN

    [quote=ARFA..!;1678874]
    Quote Originally Posted by ~Anjana~ View Post

    i think for you its a dialogues but for someone its his feelings
    and another thing else ... tym ko apna qaidi hum bana hi nahi saktey kabhi na kabhi waqt jeet jata hai aur hum haar jatey heiN
    bas yh dard tab hi koi samajh sakta hai jab woh apni zindagi ka koi apna khoo deta hai

    Sun Yaara Sunn Yaara
    Tere IshQ Daa Cholaa Paaya

  6. #15
    Join Date
    Jul 2012
    Location
    FANTACIES..!!
    Posts
    1,960
    Mentioned
    4 Post(s)
    Tagged
    4063 Thread(s)
    Rep Power
    429512

    Default Re: Un Kahee ShekayateiN

    [quote=~Anjana~;1678918]
    Quote Originally Posted by ARFA..! View Post

    i think for you its a dialogues but for someone its his feelings
    and another thing else ... tym ko apna qaidi hum bana hi nahi saktey kabhi na kabhi waqt jeet jata hai aur hum haar jatey heiN
    bas yh dard tab hi koi samajh sakta hai jab woh apni zindagi ka koi apna khoo deta hai

    I DUN AGREE WID EW AT AWL..
    EVERYONE HAS ITS OWN PERCEPTIONS..
    I DO RESPECT UR VIEWS....!!
    YOU INTOXICATE ME WITH THE FRAGRANCE OF YOUR SOULFUL LOVE..
    YOUR MAGICAL TOUCH MAKES MY SOUL STIR INSIDE MY BODY..
    YOU ARE MY SOLACE.. !!

  7. #16
    ~Anjana~'s Avatar
    ~Anjana~ is offline κнαмσσƨн ∂ιℓ
    Join Date
    Dec 2010
    Location
    Jinzhou, Liaoning, China, Madinah Saudi Arabia
    Posts
    12,430
    Mentioned
    91 Post(s)
    Tagged
    7849 Thread(s)
    Rep Power
    895529

    Default Re: Un Kahee ShekayateiN

    [quote=ARFA..!;1679427]
    Quote Originally Posted by ~Anjana~ View Post

    I DUN AGREE WID EW AT AWL..
    EVERYONE HAS ITS OWN PERCEPTIONS..
    I DO RESPECT UR VIEWS....!!
    Then just chill and enjoy
    and yup everyone has their own views so we can't change them

    Sun Yaara Sunn Yaara
    Tere IshQ Daa Cholaa Paaya

  8. #17
    Join Date
    Jun 2011
    Location
    China
    Posts
    4,834
    Mentioned
    29 Post(s)
    Tagged
    9237 Thread(s)
    Rep Power
    21474854

    Default Re: Un Kahee ShekayateiN

    acha likha hay... /up
    par bazauqaat aisa hota hay k jo hum samajh rahay hotay hain wo hota nahi aur jo hota hay wo hum kabhi samajh nahi patay .. is lyay jo hua bhool kr khushi khushi agay barhyay
    Zindagi tu apnay he qadmun pe chalti hay Faraz
    Auron k Sahary tu Janazy utha kartay hain

  9. #18
    Join Date
    Jan 2011
    Location
    pakistan
    Posts
    9,091
    Mentioned
    95 Post(s)
    Tagged
    8378 Thread(s)
    Rep Power
    429521

    Default Re: Un Kahee ShekayateiN

    Quote Originally Posted by ~Anjana~ View Post
    " Un Kahee ShekayateiN "

    tu ab mere dil ka nageena tu nahi rha , tu nageena ban chuka hai kisi aur ki zindagi ka . tu mere liye hamaisha say baa is e fakhar hi raheyga mere achay lamhoN ki haseen yadeiN jo tujhsay juri haiN .. mere gham ki deewaar bhi tu tere ghar say shuru howi

    mein jo aj tanha bethey tere gham mein likh rha hoon yeh inayat bhi tu teri hi haii .. mujhei zindagi say koi gilah nahi yeh tu hai hi bewafa,bas itna sa jawab de agar tu bhi zindagi thee tu woh waday qasmai sab kis liye ???
    mujhei toornai k baad aj in labOn pe hansi kioN ? aik ghar say uska beta cheen nei k baad woh tarap tujh mein q nhi .. kiya wafa kaa naam sirf mein hi tu nahi ?
    kiya zindagi sirf tu hi tu nahi thee ... mujhsay juray aur bhi logh hain mein nei tu kisi ko palat kar nahi dekha thaa ... par tu nei kion mujhei karhii dhoop mein adhay safar pe chor apnai humsafar k sath chal gai ??
    kabhi fursat ho tu ajana mere ghar ... woh jo chiraghoN mein rehta thaa aaj usnei dosti andheroN say kar lee ....
    kabhi ho fursat tu dekhna kahiN say jo dosroN k laboN pe hansi deta woh aj khud k liye hansi talash karta haii .....
    hai itni hi guzarish naa aana mere samnai kabhi .. sharam say dooob hi na jaoo kahin tum apnay wajood ko mujh meiN dekh k jisay tum " Bewafa" kehti rahee zamanai meiN ...

    bht umda likha apni feelings ka full izhar karte hue
    but jo ho gya use bhul jayein n age ki taraf qadam barhayein n zaroori nhi k jo u soch rehe hon wo sach ho baz uqat nazar ati cheez bhi dhoka hoti hai
    I think is liye u ki life bro se bht achi friendship hai

  10. #19
    ~Anjana~'s Avatar
    ~Anjana~ is offline κнαмσσƨн ∂ιℓ
    Join Date
    Dec 2010
    Location
    Jinzhou, Liaoning, China, Madinah Saudi Arabia
    Posts
    12,430
    Mentioned
    91 Post(s)
    Tagged
    7849 Thread(s)
    Rep Power
    895529

    Default Re: Un Kahee ShekayateiN

    Quote Originally Posted by rupanzeel View Post
    bht umda likha apni feelings ka full izhar karte hue
    but jo ho gya use bhul jayein n age ki taraf qadam barhayein n zaroori nhi k jo u soch rehe hon wo sach ho baz uqat nazar ati cheez bhi dhoka hoti hai
    I think is liye u ki life bro se bht achi friendship hai
    mein apni soch samnay buhut kam laata hoOn jo dekhta hon wohi kahta hOn Imagination ki dunyaa say kafi door aa chuka hun
    Lifeislove bro , say dostii tu is wajjah say nahi par unsay aik call par ki gayii baat kay baad say ham dono mein aik naa totnay wala rishta ban gaya hai

    Sun Yaara Sunn Yaara
    Tere IshQ Daa Cholaa Paaya

  11. #20
    Join Date
    Jan 2011
    Location
    pakistan
    Posts
    9,091
    Mentioned
    95 Post(s)
    Tagged
    8378 Thread(s)
    Rep Power
    429521

    Default Re: Un Kahee ShekayateiN

    Quote Originally Posted by ~Anjana~ View Post
    mein apni soch samnay buhut kam laata hoOn jo dekhta hon wohi kahta hOn Imagination ki dunyaa say kafi door aa chuka hun
    Lifeislove bro , say dostii tu is wajjah say nahi par unsay aik call par ki gayii baat kay baad say ham dono mein aik naa totnay wala rishta ban gaya hai
    bht achi baat hai aj kal imagination me rehne ka waqt b nhi hai anyway hope k ap us phase se nikal ao n life ko ache se enjoy kar sako
    but I think u ka past kafi had tk apas me milta hai is liye u me aisi friendship ho gyi allah u dono ki friendship ko aise hi qaim rekhe
    best of luck for ur future

Page 2 of 4 FirstFirst 1234 LastLast

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •