Meri Banno Ki Aayegi Baraat,
Ke dhol bajao ji,
Meri Laa-do ki Aayegi Baraat,
Ke dhol bajao ji,
Aaaj nachungi main, sari raat,
Ke dhol Bajao ji,
Meri Banno Ki Aaayegi Baraat,
Ke dhol Bajao ji,
Meri Laa-do ki aayegi baraat,
Ke dhol bajao ji,
Sajna ke ghar tu jayegi, yaad hume teri aayegi,
Sajna ke ghar tu jayegi, yaad hume teri aayegi,
Jah ke piya ke des mein na humko bulana,
Aankh babul teri kyon bar aayei, betia to hoti hai parayi,
Aankh babul teri kyon bar aayei, betia to hoti hai parayi,
Ab rahegi yeh sayian ji ke saath ke dhol bajao ji,
Meri banno ki aayegi baraat, ke dhol bajao ji,
Meri laa-do ki aayegi baraat, ke dhol bajao ji,
Gajra kila hai balo mein, surki lagi hai galon pe,
Gajra kila hai balo mein, surki lagi hai galon pe,
Bindiya chamakti maate pe, naino mein kajra,
Saja hai tan pe ghena, lagi kya khoob tu behna,
Kili hoton pe laali,
Saji kano mein bali,
Lagi mendhi dulhania ke haat, ke dhol bajao ji,
Meri banno ki aayegi baraat, ke dhol bajao ji,
Meri laa-do ki aayegi baraat, ke dhol bajao ji,
Lelo balayeh teri sabi, dhedo tujhe main apni khushi,
Lelo balayeh teri sabi, dhedo tujhe main apni khushi,
Maang dua main rab se yehi, tu khush rahe,
Koi chaahat rahe na adoori, teri saari tamana ho puri,
Maine kehdi mere dil ki baat...
Meri Banno Ki Aayegi Baraat,
Ke dhol bajao ji,
Meri Laa-do ki Aayegi Baraat,
Ke dhol bajao ji,
Aaaj nachungi main, sari raat,
Ke dhol Bajao ji,
Meri Banno Ki Aaayegi Baraat,
Ke dhol Bajao ji,
Meri Laa-do ki aayegi baraat,
Ke dhol bajao ji,