Quote Originally Posted by Hidden words View Post

bohaat afsos hua kiran ALLAH pak ap k rishtay dar ko sehat ata farmaye aur jin ka intqaa ho gaya un ko janat main buland darjaat ata farmaye aur un k ghar walon ko sabr ata farmaye Ameen
pata nahi kyun aj ka insaan itna zalim ho gaya hay k us k hath nahi kanptay apnay he jaisey dosrey insaan ko khatam kartay howey....ALLAH hamarey mulk pe apna karam karay
ameeeeeeen summa ameen

and thnxx