Nice recipe
Aap ney to kha ley hoon ghey aap bataoo kesy baney
Indonetion RiceAjza :
Undercut beef : 1 pao
Jheenga : 1 pao
Chawal : aadha kilo
Lehson paste : 2 khanay kay chamach
Hari mirch : 3
sabit surkh mirch : 3
soya souse : 2 khanay kay chamach
chilli souce : 2 khanay kay chamach
Namak : hasb e zaiqa
Tarkeeb :
Gosht ko pation ki shakal main kaat lain aur jheengau ko saaf kar k achi tarha dho lain. 1 chamcha lehson paste aur teen pyali pani kay saath gosht ubalen Aanch itni halki rakhen kay pani bach jaye aur gosht gal jaye. Phr gosht ko nikal kar alag rakh lain aur yakhni mehfooz kar lain.
Chawlon ko ubaal kar nithar lain aur ksi bari tray main phela kar ek ghantay kay liye rakh dain alag pateeli main tail garam karen aur sabit mirch lehson paste ko halka sa fry karen phir jheengay aur ubla hoa gosht daal kar fry karn thoray thoray chawal bhi shamil kartay rahen sath sath yakhni daltay rahen Aakhir main kati hoi mirch soya aur chili souce chirak kar achi tarha mix karen.
Jab pak jaen to mujhy bhi bataen kay kesay pakkay
Nice recipe
Aap ney to kha ley hoon ghey aap bataoo kesy baney
nice sis
​
​
nice sharing