Asalam u Alaikum..
March k Competition mei ik Pic di gayi thi jis se related ap ko poetry share karni thi..
pic ye thi...
jin member ki sharing achii lagge unhein vote de
Rules..
last date 28th March hai..
ik Member ik hi bar vote de sakta hai..
Winner 50% poll aur 50% Adminz decide karen gay.!!.
.
.
Zindagi
Woh toh samandar hay
Piyaar ka samandar
Jis k kanarey par
Kahri ek piyasi larki
Soch rahi hay k
Aey kaash
Ek boond hi merey
Dil par tapak jaey
Aur main
Apney dil ki piyas
Bujha loun,
............................................................ .......................
zindagi jee
Samandar Ki Hawaon Par Tumhara Naam Likh Dunga
Main Saahil Per, Main Lehron Par, Tumhara Naam Likh Dunga
Mehak Utthay Ga Aangan Phir Mera, Aangan Kay Phoolon Se
Main Jab Aangan K Phoolon Par Tumhara Naam Likh Dunga
Aisa Hoga Na Mere Haath Main Jab Paar Kernay Ko
Main Darya K Kinaaron Par Tumhara Naam Likh Dunga
Khala Main Jaaonga Main Aik Shab Or Apnay Haathon Se
Falak K Sab Sitaaron Par Tumhara Naam Likh Dunga
Khushi Se Ro Parengi Dekh Lena Bailay Ki Kalyaan
Main Jab Bailay Ki Kalyon Par Tumhara Naam Likh Dunga
Tumhara Naam Haaton Main Jo Qudrat Ne Nahi Likha
To Main Khud Apnay Haathon Par Tumhara Naam Likh Dunga
Dhanak Ubhre Gi Jab Hanza Ek Gehray Se Badal Par
Dhanak K Saaray Rangon Par Tumhara Naam Likh Dunga
............................................................ .......................
~Anjana~
annsuo par baithkar mere koi yad chali aati he, chupke se mujhe chhukar kuchh eisa keh jati he,
ki guzar jane do 'Abhi' jo guzarte he intezar me pal,
beet gayi ek Zindagi to kya dil me tera naam ab bhi baaki he~
~ palko pe yunhi sanjokar rakhe the kuchh sapne, sapno ki gehraai se jude the kuchh pal apne,
reh jane do 'Abhi' reh gayi jo kasar tere pyar me,
beet gaye kuchh mukam to kya pyar ki jawaani ab bhi baaki he~
~ paani tip tip karke girta he keh jata he kuchh kaan me,
wo baat kisi heere me kaha jo hoti he teri muskaan me,
chhoot jane do 'Abhi' chhoot gayi kuchh batein to kya,
phisal rahe he zindagi ki kaid se to kya aankhon me ek teri tasveer ab bhi baaki he~
~ tere sath teri Zulfo ke saye me beeta he har pal,
tere ehsaas ke badal me saji meri har mehfil,
bichhad jane do 'Abhi' bichhadti he jo kadi koi,
samandar thak gaya to kya mere pyar ka dariya ab bhi baaki he~~
............................................................ .......................
paras
میں+تیرے سنگ کیسے چلوں سجنا
تو سمندر ÛÛ’ میں ساØ+لوں Ú©ÛŒ Ûوا
میں تیرے سنگ کیسے ۔۔۔ ۔۔۔ ۔
تو میرا Ûاتھ Ûاتھوں میں Ù„Û’ Ú©Û’ Ú†Ù„Û’ØŒ Ù…Ûربانی تیری
تیری Ø¢ÛÙ¹ سے دل کا Ø¯Ø±ÛŒÚ†Û Ú©Ú¾Ù„Û’ØŒ میں دیوانی تیری
توغبار٠سÙر، میں خزاں Ú©ÛŒ صدا
تو سمندر ÛÛ’ میں ساØ+لوں Ú©ÛŒ Ûوا
میں تیرے سنگ کیسے ۔۔۔ ۔۔۔ ۔۔
تو بÛاروں Ú©ÛŒ خوشبو بھری شام ÛÛ’ØŒ میں Ø³ØªØ§Ø±Û ØªÛŒØ±Ø§
زندگی Ú©ÛŒ ضمانت تیرا نام ÛÛ’ØŒ تو سÛارا میرا
میں Ù†Û’ ساری خدائی میں تجھ Ú©Ùˆ Ú†Ùنا
تو سمندر ÛÛ’ میں ساØ+لوں Ú©ÛŒ Ûوا
میں تیرے سنگ کیسے ۔۔۔ ۔۔۔
تم چلو تو ستارے بھی چلنے Ù„Ú¯Û’ØŒ آنسوؤں Ú©ÛŒ طرØ+
خواب Ù¾Û Ø®ÙˆØ§Ø¨ آنکھوں میں جلنے Ù„Ú¯Û’ØŒ آرزو Ú©ÛŒ طرØ+
تیری منزل بنے میرا Ûر راستÛ
تو سمندر ÛÛ’ میں ساØ+لوں Ú©ÛŒ Ûوا
میں تیرے سنگ کیسے چلوں سجنا
تو سمندر ÛÛ’ میں ساØ+لوں Ú©ÛŒ Ûوا
............................................................ .......................
sweet.kiran
Rat ki neendien to pehley hi ura kar ley gaya,
Reh gai thi arzo so wo bhi aa kar ley gaya,
Titliyan ayen gi kya ab kanch key guldan par,
Phool jitney they wo balon me laga kar ley gaya,
Din nikaltey hi khawbon kay jazeerey kya hoye,
Subhah ka soraj meri ankhien chura kar ley gaya,
Dor sey dekho to ye pani hai darya ki lakeer,
Maoj me aya to jangal bhi baha kar ley gaya,
Us ney to in motiyon par nazar dali nahi,
Ankh ki thaali me dil anso saja kar ley gaya,
Gaor sey dekha to dil ki khak tak baqi na thi,
Mujhko da’awa tha kay main sab kuch bacha kar ley gaya,
Sab ko apni hasraton ki talkhiyan yad agaiyen,
Rang chehron ka wo tasweerien dikha kar ley gaya.
............................................................ .......................
farida aslam
Mohabbat ke samandar mein,
Utarney se zara pehley,
Tumhein yeh sochna hoga,
Mohabbat aik sehraa hai,
Jahaan paaon barhaaney se,
Qadam chup chaap jaltey hain,
Mohabbat aesi dunya hai,
Ke is main jis taraf jayen,
Koi rasta nahin milta,
Mohabbat aankh ka aansu,
Yeh palkon per chamakti hai,
Mohabbat aag jesi hai,
Yeh seeno’n mein sulagti hai,
Mohabbat phool jesi hai,
Judaa ho shaakh se jab yeh,
Bikharti toot jati hai,
Mohabbat ki fizaaon mein,
Mohabbat ki hawaaon mein,
Hamesha dard milta hai,
Mohabbat ke samandar mein,
Utarney se zara pehle,
Tumhe yeh sochna ho ga..
............................................................ .......................
*Mlf*
Mere Ham safar! teri nazar hain meri umar bhar ki yeh dolaten
Mere shair meri sadaqaten meri dharkanen meri chahten
Tujhy jazab kar loon lahu main kay firaq ka na rahay khatra
Teri dharkano main utar doon main yeh khwab khwab rafaqaten
Yeh ridaye jaan tujhy soonp doon kay na dhoop tujh ko kari lagay
Tujhy dukh na dein mere jeetay jee sar-e-dasht-0-gham ki tamazaten
Meri subha teri sada say ho meri shaam teri zaya say ho
Yehi tarz barsash-e-dil rakhen teri khushbo'uon ki sifaraten
Koi aisi bazam bahar ho main jahan yaqeen dila sakon
Kay tera hi naam hai fasal-e-gull ki tujhi say hain yeh kiramaten
Tera qarz hain mere roz-o-shab mere pass apna to kuch nahi
Meri rooh meri mata-e-fun meri saans teri amanaten
............................................................ .......................
lifeislove
Mere Humsafar, Mere Humsafar
Mere Paas Aa, Mere Paas Aa
Humein Saath Chalna Hai Umr Bhar
Mere Paas Aa, Mere Paas Aa
Hai Safar Humara Naya Naya
Isi Pal Andhera Jo Ho Gaya
Kayein Kho Na Jayein Ye Reh Guzar
Mere Paas Aa, Mere Paas Aa
Zara Thaher Jaa Mere Hum Navan
Yahan Agle Mod Pe Hoga Kya
Kise Hai Pataa Kise Hai Khabar
Mere Paas Aa, Mere Paas Aa
Jo Gharon Ko ++++ Ke Hain Chaley
Unhein Kya Darayeingay Faasaley
Humein Jaana Hai Dil Ke Nagar
Mere Paas Aa, Mere Paas Aa
Mere Humsafar, Mere Humsafar
Mere Paas Aa, Mere Paas Aa
Humein Saath Chalna Hai Umr Bhar
Mere Paas Aa, Mere Paas Aa
............................................................ .......................
Youthfull
ابھی Ú©Ú†Ú¾ پل Ûمارے Ûاتھ میں Ûیں
کون جانے
کونسا لمØ+Û Ûمارے Ûاتھ سے پھلے،گرے
اور پاؤں Ú©ÛŒ زنجیر ÛÙˆ جائے
ابھی ÛŒÛ Ø¯Ù† جو لگتا ÛÛ’ Ú©Û ÛÙ… اک دوسرے Ú©Û’ ساتھ
Ø±Û Ø³Ú©ØªÛ’ Ûیں پل دو پل
نجانے کب Ú©Ûاں دیوار بن جائیں
ابھی دو چار سانسیں بچ رÛÛŒ Ûیں
ÛŒÛ ØªÙˆ جھونکا Ûیں
کسے معلوم کس Ø¢Ûستگی سے یوں گزر جائے
Ú©Û ÛÙ… دریاؤں Ú©Û’ دو مختل٠نا آشنا گونگے کناروں پر Ú©Ú¾Ú‘Û’
اک دوسرے کی شکل تکنے کو ترس جائیں
مری آواز تیری یاد میں Ø²Ù†Ø¯Û ÛÙˆ بس
اور میں تری تصویر آنکھوں میں لئے رونا چھپاؤں
Ø´Ûر والوں سے
ابھی Ú©Ú†Ú¾ پل Ûمارے Ûاتھ میں Ûیں
ÛÙ… جو چاÛیں Ú¯Û’ تو Ú©Ú†Ú¾ Ú©Ù… Ú©Ù… بھی مل لیں Ú¯Û’
مگر جانے Ú©Ûاں ۔۔۔۔۔؟
کب ۔۔۔۔۔؟
کونسا لمØ+Û Û”Û”Û”Û”Û”Û”ØŸ
............................................................ .......................
Sarfraz qamar
کسی موج Ù†Û’ ڈبویا ØŒ کسی موج Ù†Û’ اÙبھارا
اسی کشمکش میں آخر مجھے مل گیا کنارا
Ù†Û Ø³Ø±Ùشک٠شمع٠مØ+ÙÙ„ Ù†Û Ø¨Ø¬Ú¾Ø§ بجھا شرارا
ÙˆÛ Ú†Ø±Ø§ØºÙ Ø¢Ø±Ø²Ùˆ ÛÙˆÚº جو Ù†Û Ø¬Ù„ سکا دوبارا
Ûوا نذر تÙÛŒØ±Û Ø¨Ø®ØªÛŒ ØŒ شب٠غم کا Ûر سÛارا
Ù†Û Ù¾Ù„Ú© Ù¾Û Ú©ÙˆØ¦ÛŒ آنسو ØŒ Ù†Û ÙÙ„Ú© Ù¾Û Ú©ÙˆØ¦ÛŒ تارا
مری آرزو کا Ø+اصل مری زیست کا سÛارا
ÙˆÛÛŒ لمØ+Û Ø²Ù†Ø¯Ú¯ÛŒ کا ØŒ ترے ساتھ جو گزارا
مجھے دل Ú©ÛŒ دھڑکنوں Ù¾Û Ûوا بارÛا ÛŒÛ Ø¯Ú¾ÙˆÚ©Û
Ú©Ûیں پاس ÛÛŒ سے جیسے مجھے آپ Ù†Û’ پکارا
تری یاد بھی ستمگر تری ÛÙ… خیال Ù†Ú©Ù„ÛŒ
کبھی بن گئی سÛارا ØŒ کبھی کر گئی کنارا
Ú©Ûیں شورش٠جنوں ÛÛ’ Ú©Ûیں موجÛØ¡ سکوں ÛÛ’
ÛŒÛÛŒ زندگی تلاطم ÛŒÛÛŒ زندگی کنارا
سر٠کوÛ٠طور٠موسیٰ جسے دیکھ کر Ûوئے غش
کوئی آپ سے ÛŒÛ Ù¾ÙˆÚ†Ú¾Û’ ÙˆÛ Ù†Ø¸Ø±ØªÚ¾ÛŒ یا نظارا
کبھی میرے آنسوؤں Ú©ÛŒ سنی التجا Ù†Û ØªÙ… Ù†Û’
مری بے زبانیوں Ù†Û’ تمÛیں بارÛا پکارا
ÛŒÛ Ø¹Ø¬ÛŒØ¨ ماجرا ÛÛ’ مرے غم نصیب دل کا
Ú©Û Ø¬Ùˆ موج Ù„Û’ Ú©Û’ ڈوبی ÙˆÛÛŒ بن گئی کنارا
............................................................ .......................
cute pari
Sahil-e-Samander Our Hathoon Mien Hath
Ho Sham Ka Waqt Our Tumhara Sath
Waqt Chalta Rahey Yunhi Qadam-ba-Qadam
Chand Dhalta Rahey Yunhi Sath Sath
Ab Tou Khawish Hai Yehi Ae Zindagi
Thaamey Rakhien Yunhi Harr Raah MainTumhara Hath
Tujhey B Khawish Hoi Hai Kabhi Ae Zindagi Merey Sath Ki
Main Tou Rahoo Harr Pall Terey Khyaloon K Sath Sath
............................................................ .......................
attiaahsan
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~