Asslam-O-alaikum
urdu adab comp April ki winner hain
farida aslam
inho ne ye sharing ki thi
yeh novel umera ahmed ney likha haii........aur oun k mashoor novels meii sey haii........... issnovel meii bht umera ahmed ney bht khoobsurti sey wajood se zaat tk kaa safar btaaya haii k kesey insaan apney ALLAH swt ki mohabbat ko bhula k dunyaavi mohabbat ko apnaa quul asaasa samjhta haii aur jb ousey dunyaavi mohabbat ki haqeeqat ka ptaa chltaa haii phr ousey apnii ghltii ka ehsaas htaa haii k aik faani mohabbat ki pichay isaan ney ALLAH swt ki zaat sey mohabbat ko bhula diyaa....
yeh novel mjhe is liye pasand haii k iss meii ALLAH swt sey mohabbat aur ous mohabbat ki khoobsurtii ko bhttt hi umdaa alfaaz meii aik kahani meii tashkeel de k btaayaa gyaa haii jo k asal meii hmara maqsad e hayaat bhi hai.........!!!aur agar insaan apnii faani zindagi meii iss haqeeqat ko pehchaan le to ous k liye duniya o akhirat dono meii bhala haii...