Page 1 of 2 12 LastLast
Results 1 to 10 of 19

Thread: mohabat aap ki nazar me

Hybrid View

Previous Post Previous Post   Next Post Next Post
  1. #1
    Join Date
    Jan 2011
    Location
    pakistan
    Posts
    9,091
    Mentioned
    95 Post(s)
    Tagged
    8378 Thread(s)
    Rep Power
    429520

    Default mohabat aap ki nazar me

    Aslam o aliekum SDians!
    Aap ki nazar me mohabat kya hai n aap ise kaise define karte ho?
    Mohabat se related apna personal experience n agar aap kisi se mohabat karte ho to first tme aap ko kya feel hua n mohabat se related koi baat agar share karna chahte hon

    Plz share, if u want, anything about love n jo share nhi karna chahte wo ja k so jayein hm....
    Last edited by ~HaAni~; 24-05-2013 at 01:56 AM.


  2. #2
    Join Date
    Sep 2010
    Location
    Mystic falls
    Age
    36
    Posts
    52,044
    Mentioned
    326 Post(s)
    Tagged
    10829 Thread(s)
    Rep Power
    21474903

    Default Re: mohabat aap ki nazar me

    walaikumusalam

    mohabbat pe jitna b likha jaye kam hai
    mohabbat aik lafani ehsaas hai jo dilon k darmiyaan hota hai insaan ko agar kisi se mohabbat ho jaye to woh saari umar us se nafrat nahi kar sakta mohabbat aik anmol tohfa hai

    eq2hdk - mohabat aap ki nazar me

  3. #3
    Join Date
    Jan 2011
    Location
    pakistan
    Posts
    9,091
    Mentioned
    95 Post(s)
    Tagged
    8378 Thread(s)
    Rep Power
    429520

    Default Re: mohabat aap ki nazar me

    Quote Originally Posted by Vampire View Post
    walaikumusalam

    mohabbat pe jitna b likha jaye kam hai
    mohabbat aik lafani ehsaas hai jo dilon k darmiyaan hota hai insaan ko agar kisi se mohabbat ho jaye to woh saari umar us se nafrat nahi kar sakta mohabbat aik anmol tohfa hai
    nice view bht acha explain kia


  4. #4
    Danyal's Avatar
    Danyal is offline ѕнυкяια мєнявαηι кαяαм
    Join Date
    Jun 2012
    Location
    Karachi,Pakistan
    Age
    34
    Posts
    1,077
    Mentioned
    2 Post(s)
    Tagged
    3341 Thread(s)
    Rep Power
    15046

    Default Re: mohabat aap ki nazar me

    Wa'alaikum As'salam!
    "Mohabbat aik aag ka dariya hai or doob k jana hai"
    yehi suna hai logon se....!

  5. #5
    Join Date
    Jan 2011
    Location
    pakistan
    Posts
    9,091
    Mentioned
    95 Post(s)
    Tagged
    8378 Thread(s)
    Rep Power
    429520

    Default Re: mohabat aap ki nazar me

    Quote Originally Posted by Danyal View Post
    Wa'alaikum As'salam!


    "Mohabbat aik aag ka dariya hai or doob k jana hai"



    yehi suna hai logon se....!

    apna view dena hai logon ka view nhi bro
    ab dobara batayein


  6. #6
    Danyal's Avatar
    Danyal is offline ѕнυкяια мєнявαηι кαяαм
    Join Date
    Jun 2012
    Location
    Karachi,Pakistan
    Age
    34
    Posts
    1,077
    Mentioned
    2 Post(s)
    Tagged
    3341 Thread(s)
    Rep Power
    15046

    Default Re: mohabat aap ki nazar me

    Quote Originally Posted by rupanzeel View Post
    apna view dena hai logon ka view nhi bro
    ab dobara batayein
    Acha!
    mujhe kuch khas to nahi pata bs itna kahu ga....
    "Muhabbat Dil Ka Sajda Hai Jo Hai Toheed Par Qayam,
    Nazar k Shirk Walon Se Muhabbat Rooth Jati Hai"

  7. #7
    Join Date
    Jan 2011
    Location
    pakistan
    Posts
    9,091
    Mentioned
    95 Post(s)
    Tagged
    8378 Thread(s)
    Rep Power
    429520

    Default Re: mohabat aap ki nazar me

    Quote Originally Posted by Danyal View Post

    Acha!
    mujhe kuch khas to nahi pata bs itna kahu ga....
    "Muhabbat Dil Ka Sajda Hai Jo Hai Toheed Par Qayam,
    Nazar k Shirk Walon Se Muhabbat Rooth Jati Hai"
    nyc


  8. #8
    Join Date
    Apr 2012
    Location
    Karachi/Lahore Pakistan
    Posts
    12,439
    Mentioned
    34 Post(s)
    Tagged
    9180 Thread(s)
    Rep Power
    249133

    Default Re: mohabat aap ki nazar me

    Walekum Salam...

    waqt ke sath sath Mohabat mujhe kafi bateein sikhatee gayee jish par aj ke loggon ko guide karta rehta hoon....

    Beshakh mohbat hojati hai mgr ye kehna ke ye ap ko sochne ka time nahi detee galat hoga....

    Life buht important cheez hai dunya mai bhi ap ko aik dafa anaa hai ish liyee galat Insan se mohabat karkee ap apne zindagi ko hamesha ke liyee tabah kardetee hain...

    Buht muskil hota hai sachi mohabat ke nakami ke bat zindagi mai sanbhalna..

    Mohabat Pyas ki Manind hai aur Pyas sirf pani se bhujhtii hai...Cold drink..Sharbat...juice ap ko pyas mai sabr tu dee detaa hai mgr mukamal pyas pani hee bujhataa hai...

    Agr ap ko ap ke sachii mohabat na milee tuu ap sare zindagi pyasee marr jatee hoo yani ke ap juice pepesi etc ko as a replacement istimal karkee sabr o shukar se jee saktee hoo mgr ab ap ko zindagi bhar pani ke bageer guzarnaa hogiii..

    Selection of the person in Mohabat is so Important....

  9. #9
    Join Date
    Jan 2011
    Location
    pakistan
    Posts
    9,091
    Mentioned
    95 Post(s)
    Tagged
    8378 Thread(s)
    Rep Power
    429520

    Default Re: mohabat aap ki nazar me

    Quote Originally Posted by lifeislove View Post
    Walekum Salam...

    waqt ke sath sath Mohabat mujhe kafi bateein sikhatee gayee jish par aj ke loggon ko guide karta rehta hoon....

    Beshakh mohbat hojati hai mgr ye kehna ke ye ap ko sochne ka time nahi detee galat hoga....

    Life buht important cheez hai dunya mai bhi ap ko aik dafa anaa hai ish liyee galat Insan se mohabat karkee ap apne zindagi ko hamesha ke liyee tabah kardetee hain...

    Buht muskil hota hai sachi mohabat ke nakami ke bat zindagi mai sanbhalna..

    Mohabat Pyas ki Manind hai aur Pyas sirf pani se bhujhtii hai...Cold drink..Sharbat...juice ap ko pyas mai sabr tu dee detaa hai mgr mukamal pyas pani hee bujhataa hai...

    Agr ap ko ap ke sachii mohabat na milee tuu ap sare zindagi pyasee marr jatee hoo yani ke ap juice pepesi etc ko as a replacement istimal karkee sabr o shukar se jee saktee hoo mgr ab ap ko zindagi bhar pani ke bageer guzarnaa hogiii..

    Selection of the person in Mohabat is so Important....
    bht acha explain kia
    true ik galat person se mohabat puri zindagi tabah kar deti hai n phr pachtawe k ilawa kuch nhi bachta


  10. #10
    Join Date
    Apr 2012
    Location
    Karachi/Lahore Pakistan
    Posts
    12,439
    Mentioned
    34 Post(s)
    Tagged
    9180 Thread(s)
    Rep Power
    249133

    Default Re: mohabat aap ki nazar me

    Quote Originally Posted by rupanzeel View Post
    bht acha explain kia
    true ik galat person se mohabat puri zindagi tabah kar deti hai n phr pachtawe k ilawa kuch nhi bachta
    hahahah
    Ish mai kuch add karoonga...ke compatibility buht important hai...mere wife aur mere darmiyan 100% understanding...means mai ush ki har bat ko 2nd karta hon aur wo mere har bat...ishi wajah se humhare life mashALLAH super fine hai...ab mai apni past wali larki ko dekhta hoon ush mai aur mujh mai 100% koi bat match nahi karti..wo mashriq aur mai magrib...yakeen karoo ke Allah ka faisla 100% zabradast hai jo mere ush se shadi nahi hoiii..mai kisi had tak bhi flexible hojata ush ke sath mere ush se dosti tak impossible hai... mgr mohbata karkee wapis nahi palta ja sakta....wo waliullah hogi…but mere se blunder hoa..crime hoa…..jo ush se mohabat kii….mujhe terna nahi ata tha mai deep sea mai kodh gayaahehe - mohabat aap ki nazar me ……..aur phir umeed karta hoon ke dobbonga nahihehe - mohabat aap ki nazar me …………..what a miracle Thank God bach gayaa…….hehe - mohabat aap ki nazar melol - mohabat aap ki nazar me

    Mai life mai buht khush hoon…Allah ka shukar guzar hoon but wo pani wali missal………..hehe - mohabat aap ki nazar melol - mohabat aap ki nazar me

Page 1 of 2 12 LastLast

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •