Walaikum Assalam
Hmmmmmm
halat per depend karta hai agar os k halat aisay hon kay doosri shadi naguzeer ho to mashwara denay mai koi harj v naii hai
Wesay bhi gunah karnay say behtar hai doosri kia teesri ya chothi shadi v kar lo
Aslam o alaikom
Baatt kuch youn hai Sd walooooo
aajj aik dost nayy iss nacheze sayy dosrrii shadii ka mashwaraa mangaa
uss kii baatt sunn karr main nay kaha yaarr idharr aik kayy doorr doorr tak koi chances nai aorr tujhay dossrii kii parii haiii
Mashwara kia khakk poraa hotaa,batt mazzak main aaiinn baainn aorr uss kayy baadd shainn hoo gaiiii
Too friendzzz
main yeh pochnaa chah rahha tha kehh agarr aapp ka koii dostt aapp sayy dosrii shadii ka mashwara mangayy too aapp kia mashwaraa dain gayy??????
Last edited by sarfraz_qamar; 12-06-2013 at 04:09 AM. Reason: missing
تیری انگلیاں میرے جسم میںیونہی لمس بن کے گڑی رہیں
کف کوزه گر میری مان لےمجھے چاک سے نہ اتارنا
Walaikum Assalam
Hmmmmmm
halat per depend karta hai agar os k halat aisay hon kay doosri shadi naguzeer ho to mashwara denay mai koi harj v naii hai
Wesay bhi gunah karnay say behtar hai doosri kia teesri ya chothi shadi v kar lo
kar lo koi harj nahi he
Sorry paen no mashwera aik tu men larrki dusra mujhe hadian turrwane ka koi shoq nai
ehm ehm...depends on condition...
yeh kahi app apni hi rudad tu nahi bata rahy ehm ehm
wasse kaRni nahi chahiye iger app khushhaal zandagi guzzar rahe ho tu take nal tention banani hai
mushkal rasta hai hum ne tu sirf kahna hai kar lo
pher jo oss ki hajamat banni oss ka kia
Last edited by attiaahsan; 12-06-2013 at 02:30 PM.
تیری انگلیاں میرے جسم میںیونہی لمس بن کے گڑی رہیں
کف کوزه گر میری مان لےمجھے چاک سے نہ اتارنا
Sq pehle wale ke sath ush kiya masla hai....ush basis par maswara diya jasaktaa hai...
Mere khyal mai Husband Wife ka relationship inthaee khobsorat aur unique relationship hai...aur ish ko jene ka maza dono ki friendship or one to one relationship hai.....dunya mai Allah ne tamam insaonon ko pair ke soorat mai banaya hai...aur Husband wife ke relationship mai ap ko best friend mil jata...
Ap ke dost ke halat jaise bhi hoo ush ko apni wife ke sath nibha karne ka maswara deein.....wo dono rishte ko nibhayeein...shadi se pehle decsion making ke waqt sochna thaa...
Aur raha buraye se bachne ka tu shadi se pehle bhi insan buraye se bachte hain shadi ke bad buraye ko bahana bana ke shadi karna samjh se bala tar hai...itne agg lagee hai tu tandhe pane mai dupkiyan lgagaooo.....shadi ush ka hal nahii...
ye Buryae wala point of view totally un-valid..
Mei us dost ko shabaashi doga waah tu kar lei pehle doji ithay aik bhi nahi ho rhi
aor agar dosri karna buhut lazim hogaya hai tu kar lein , aor kisi bewah say karnay ka mashwarah dooga taa kay Sunnat sahi say mukammal hoo , aksar ham mard hazraat bari shaan say kahtay kay 4 islaam mei farz hai jab kay 4 karein lekin BewaaoN say jinka koi sahara naa hoo ..
and pehli wali ko chorein nahi unhei bhi wasa haq dein jasay dosri ko dei gey tab to kar saktey lekin is mahool mei dono ko sambhalna mushkil so akhirat mein lene k dene par jane aik hi par guzarah karein
aor dosri wali ko mera naam pata de dein mein kunwaara
Sun Yaara Sunn Yaara
Tere IshQ Daa Cholaa Paaya