Page 3 of 19 FirstFirst 1234513 ... LastLast
Results 21 to 30 of 190

Thread: Doosrii Shadiiii

  1. #21
    Join Date
    Jun 2010
    Location
    Jatoi
    Posts
    59,925
    Mentioned
    201 Post(s)
    Tagged
    9827 Thread(s)
    Rep Power
    21474910

    Default Re: Doosrii Shadiiii

    Quote Originally Posted by lifeislove View Post
    Sq pehle wale ke sath ush kiya masla hai....ush basis par maswara diya jasaktaa hai...

    Mere khyal mai Husband Wife ka relationship inthaee khobsorat aur unique relationship hai...aur ish ko jene ka maza dono ki friendship or one to one relationship hai.....dunya mai Allah ne tamam insaonon ko pair ke soorat mai banaya hai...aur Husband wife ke relationship mai ap ko best friend mil jata...

    Ap ke dost ke halat jaise bhi hoo ush ko apni wife ke sath nibha karne ka maswara deein.....wo dono rishte ko nibhayeein...shadi se pehle decsion making ke waqt sochna thaa...

    Aur raha buraye se bachne ka tu shadi se pehle bhi insan buraye se bachte hain shadi ke bad buraye ko bahana bana ke shadi karna samjh se bala tar hai...itne agg lagee hai tu tandhe pane mai dupkiyan lgagaooo.....shadi ush ka hal nahii...

    ye Buryae wala point of view totally un-valid..
    aapp kii ibtadaii battoon sayy kuch ittifaqq zarorr karroon gaa butt lastt linzz main joo aapp nayy likhaa haii uss sayy 1 percent b agree naii hoonn..........

    bhaii baatt yeh haii zarorii naii keh yehii aik waja hii hooo,aoolladd kayy lieyy yaa phirr kisi aoorr b waja sayy islam mardd koo 4 shadioun kii ijazzatt daitaa haii aorr agarr islamm ijazzatt daita haii too iss main burraii kiaa haii aakhirrrrrrrrr





    تیری انگلیاں میرے جسم میںیونہی لمس بن کے گڑی رہیں
    کف کوزه گر میری مان لےمجھے چاک سے نہ اتارنا

  2. #22
    Join Date
    Jun 2010
    Location
    Jatoi
    Posts
    59,925
    Mentioned
    201 Post(s)
    Tagged
    9827 Thread(s)
    Rep Power
    21474910

    Default Re: Doosrii Shadiiii

    Quote Originally Posted by ~Anjana~ View Post
    Mei us dost ko shabaashi doga waah tu kar lei pehle doji ithay aik bhi nahi ho rhi
    aor agar dosri karna buhut lazim hogaya hai tu kar lein , aor kisi bewah say karnay ka mashwarah dooga taa kay Sunnat sahi say mukammal hoo , aksar ham mard hazraat bari shaan say kahtay kay 4 islaam mei farz hai jab kay 4 karein lekin BewaaoN say jinka koi sahara naa hoo ..
    and pehli wali ko chorein nahi unhei bhi wasa haq dein jasay dosri ko dei gey tab to kar saktey lekin is mahool mei dono ko sambhalna mushkil so akhirat mein lene k dene par jane aik hi par guzarah karein
    aor dosri wali ko mera naam pata de dein mein kunwaara
    Bewahh sayy shadii walii aapp kii baatt 100 percent theekk haii sathh main thooraa add karta challoon agarr koi ghareebb haii too uss kayy sath bb shadii karnay main koii harjj nahinnnn................

    islamic point of view sayy yeh balikol saii haii aorr bazz ulmaa too yahan takk kehtay hainn kehh 2nd shadii kayy lieyy pehlii aoorratt sayy ijazzatt laina bb zarorrii naiii haiiiiiii





    تیری انگلیاں میرے جسم میںیونہی لمس بن کے گڑی رہیں
    کف کوزه گر میری مان لےمجھے چاک سے نہ اتارنا

  3. #23
    Join Date
    Jun 2010
    Location
    Jatoi
    Posts
    59,925
    Mentioned
    201 Post(s)
    Tagged
    9827 Thread(s)
    Rep Power
    21474910

    Default Re: Doosrii Shadiiii

    Quote Originally Posted by xOniya View Post
    hmmmmmmm
    soo sub sa pehly to ye ke wo hum sa kio mashwarah mang raha haii
    shadi hum na karni ya usny
    agar wo pehly shadi sa khush hai to
    dosri ki kia zarorat
    or
    agar nai khush to to dosri kio kar raha hai pagallllllll
    soooooo
    jo dil mai ai wo karooooooo
    mashwarayy kayy baray main apnay shabratii ka khial haii kehh hoorr koii na labbay too deewarron sayy b mashwara kia ja sakta haii

    khush naii haii tabii too dosrii karr raha haii taa kehh mazeedd khush rehh sakayy





    تیری انگلیاں میرے جسم میںیونہی لمس بن کے گڑی رہیں
    کف کوزه گر میری مان لےمجھے چاک سے نہ اتارنا

  4. #24
    Join Date
    Jun 2010
    Location
    Jatoi
    Posts
    59,925
    Mentioned
    201 Post(s)
    Tagged
    9827 Thread(s)
    Rep Power
    21474910

    Default Re: Doosrii Shadiiii

    Quote Originally Posted by rupanzeel View Post
    Halat pe depend karta n agar wo dono ko ik jaise haqooq pore kar sakta to zaroor kare
    but ye srf kehte k hum dono k haqooq pore kare ge waqt ane pe ik k b mushkil se pore karte
    aisay kahain kehh donoonn kayy haqooq poray karnay kii koshishh karr sakta haii kiounkehh donooo biwioun kaa 100 percent satisfied hona impossible haiii..................





    تیری انگلیاں میرے جسم میںیونہی لمس بن کے گڑی رہیں
    کف کوزه گر میری مان لےمجھے چاک سے نہ اتارنا

  5. #25
    Join Date
    Jun 2010
    Location
    Jatoi
    Posts
    59,925
    Mentioned
    201 Post(s)
    Tagged
    9827 Thread(s)
    Rep Power
    21474910

    Default Re: Doosrii Shadiiii

    Quote Originally Posted by Hidden words View Post
    walikum asalam
    wohi bat k situations pe depend karta hay,agar is k ilawa koi rasta nahi hay to kar len,agar kahin zara b rasta nikalta hay to nai karein,Men k liye problm nai hoti bt un ki 1st wife k liye ye bohaat mushkil hota hay kisi aur ko brdasht karna
    jiss nayy dosrii shaddii karnai haii uss nayy rastaa v khood hii labb lainaa haiii

    aap ki last batt saii haii wakaii problmm aorratt kayy lieyy ziada hotii haii mardoonn kii nisbatt......





    تیری انگلیاں میرے جسم میںیونہی لمس بن کے گڑی رہیں
    کف کوزه گر میری مان لےمجھے چاک سے نہ اتارنا

  6. #26
    Hidden words's Avatar
    Hidden words is offline "-•(-• sтαү мιηε •-)•-"
    Join Date
    Nov 2011
    Location
    Kisi ki Ankhon Aur Dil Mein .......:P
    Posts
    56,916
    Mentioned
    322 Post(s)
    Tagged
    10949 Thread(s)
    Rep Power
    21474906

    Default Re: Doosrii Shadiiii

    Quote Originally Posted by sarfraz_qamar View Post

    jiss nayy dosrii shaddii karnai haii uss nayy rastaa v khood hii labb lainaa haiii

    aap ki last batt saii haii wakaii problmm aorratt kayy lieyy ziada hotii haii mardoonn kii nisbatt......
    agar faisla kar liya fir mashwarey ki gunjaish kahn rehti hay aur ye to hay jis ne karni hay us ne 100 reasons b bana leni hain bt sirf khus ko he nahi daikhna na us bechari ka b khayal karna chahiye jo pehlay se us k nikah main hay
    han na bt sochta koun hay auraton k baray main
    suno hworiginal - Doosrii Shadiiii
    575280tvjrzkx7ho zps19409030 - Doosrii Shadiiiiღ∞ ι ωιll αlωαуѕ ¢нσσѕє уσυ ∞ღ 575280tvjrzkx7ho zps19409030 - Doosrii Shadiiii

  7. #27
    Join Date
    Oct 2010
    Location
    Lahore , Pakistan
    Age
    34
    Posts
    1,938
    Mentioned
    41 Post(s)
    Tagged
    6498 Thread(s)
    Rep Power
    21474852

    Default Re: Doosrii Shadiiii

    khuda k liye..... aik adhi hamare liye b rehnay do.........






  8. #28
    Join Date
    Apr 2012
    Location
    Behti Zameen
    Posts
    3,853
    Mentioned
    5 Post(s)
    Tagged
    4937 Thread(s)
    Rep Power
    429513

    Default Re: Doosrii Shadiiii

    Agr woh balance rakh skta hey love & money me dono k sath to phr dusri krny mey koi muzaiqa nae hey


  9. #29
    Join Date
    Jun 2010
    Location
    Jatoi
    Posts
    59,925
    Mentioned
    201 Post(s)
    Tagged
    9827 Thread(s)
    Rep Power
    21474910

    Default Re: Doosrii Shadiiii

    Quote Originally Posted by Hidden words View Post


    agar faisla kar liya fir mashwarey ki gunjaish kahn rehti hay aur ye to hay jis ne karni hay us ne 100 reasons b bana leni hain bt sirf khus ko he nahi daikhna na us bechari ka b khayal karna chahiye jo pehlay se us k nikah main hay
    han na bt sochta koun hay auraton k baray main
    mashwraa iss lieyy kartay hoon gayy kehh bakiounn yanii doo doo waloonn kaa haall unn kayy samnayy hainn dartayy honn gay keh hamaray sath v aisaa na hoo jaieyy..........

    achaa uss aooratt koo b too sochnaa chahieyy na joo kehh uss shakhss sayy dosrii shadii kay lieyy tayarr hoo jatii haii,iss tarah wohh khodd hii apnii sinf kaa hakk naii marr raii hottii





    تیری انگلیاں میرے جسم میںیونہی لمس بن کے گڑی رہیں
    کف کوزه گر میری مان لےمجھے چاک سے نہ اتارنا

  10. #30
    Join Date
    Jun 2010
    Location
    Jatoi
    Posts
    59,925
    Mentioned
    201 Post(s)
    Tagged
    9827 Thread(s)
    Rep Power
    21474910

    Default Re: Doosrii Shadiiii

    Quote Originally Posted by Zain View Post
    khuda k liye..... aik adhi hamare liye b rehnay do.........
    aikk aadhii sayy kia banayy gaaa.4 kii ijazzatt haii too try karainn





    تیری انگلیاں میرے جسم میںیونہی لمس بن کے گڑی رہیں
    کف کوزه گر میری مان لےمجھے چاک سے نہ اتارنا

Page 3 of 19 FirstFirst 1234513 ... LastLast

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •