Page 8 of 19 FirstFirst ... 67891018 ... LastLast
Results 71 to 80 of 190

Thread: Doosrii Shadiiii

  1. #71
    Join Date
    Jun 2010
    Location
    Jatoi
    Posts
    59,925
    Mentioned
    201 Post(s)
    Tagged
    9827 Thread(s)
    Rep Power
    21474910

    Default Re: Doosrii Shadiiii

    Quote Originally Posted by shazia rana View Post
    Nai men her aik se free nai hoti
    sorry mene ap pe ilzam lga dia ye tu waqi khak wala munh hai /haa
    harr aik sayy honay main chand aiks ayy honayy sayy ziadaa faidaa haii try karna faida naa hoo too mashwara wapisss

    munh hoo yaa kujj hoorr,sabb nay aikk dinn khakk hii hoo jana hai





    تیری انگلیاں میرے جسم میںیونہی لمس بن کے گڑی رہیں
    کف کوزه گر میری مان لےمجھے چاک سے نہ اتارنا

  2. #72
    Join Date
    Sep 2011
    Location
    Jadoo Nagri
    Posts
    19,712
    Mentioned
    198 Post(s)
    Tagged
    8340 Thread(s)
    Rep Power
    21474869

    Default Re: Doosrii Shadiiii

    Quote Originally Posted by sarfraz_qamar View Post

    balikol saii aorr balance likh haii aapp nayy,yahan 100 percent agree karta hoon aapp sayyy

    Allah Hamm sabb koo sedii raahh parr chalnay kii toffeeqq aatta farmaieyyy
    Shukriyaa Agree karnay ka
    Ameen Suma Ameen

  3. #73
    Join Date
    May 2013
    Location
    pakistan
    Posts
    5,719
    Mentioned
    128 Post(s)
    Tagged
    7184 Thread(s)
    Rep Power
    644262

    Default Re: Doosrii Shadiiii

    Quote Originally Posted by sarfraz_qamar View Post


    harr aik sayy honay main chand aiks ayy honayy sayy ziadaa faidaa haii try karna faida naa hoo too mashwara wapisss

    munh hoo yaa kujj hoorr,sabb nay aikk dinn khakk hii hoo jana hai
    Tu phir ap ye maswera wapas e len
    paen ap tu serious le ge i was kiddin

  4. #74
    Join Date
    Apr 2012
    Location
    Karachi/Lahore Pakistan
    Posts
    12,439
    Mentioned
    34 Post(s)
    Tagged
    9180 Thread(s)
    Rep Power
    249133

    Default Re: Doosrii Shadiiii

    Quote Originally Posted by sarfraz_qamar View Post


    iss syay pehlay main samjhta tha kehh mjh akelayy ka apoint of view sabb sayy mukhtalif hota haii

    any way bhaii iss main narazgii walii kiaa batt haii aik topic parr discussion hoo raii haii too appp uss topic ko discuss karain naa kehh kisii aorr passay jaainn yaa kuchh sochainn
    Sq bhai pehle mai ap ko sunnat ke mutabiq bataoon...Hazur(SAW) ke shadi 25 years ke umar mai hoi aur hazrat khadija(RA) ke death tab hoi jab hazur(saw) ke umar 52 years thii...jab tak Hazrat khadija(RA) zinda rahee Hazur(SAW) ne dosri shadi nahi kee...Hazur(SAW) ne koi shadi betoon ke khoaish mai nahi kee..Hazur(SAW) ke baki shadiyan kiyon hain in ke bare mai sab ko pata hai.....

    Rahe Aulad ki bat mere abu ke sotele bhai ne aulad ke liye 3 shadiyan keen hai aj tak un ke aulad nahi hoiii...tu shadi karne ka ye jawaz mere nazar mai UN-acceptable...

    Ab ajaeein agr biwi se nahi bantee tu tab bhi Allah ne nibha karne ka mazwara diya hai aur akhri dam tak rishta nibhane ka kaha hai...

    Jo insan 1 aurat par iktifa nahi karsakta wo 4 par bhi nahi karsaktaa...

    Hum log sirf Islam ko wahan latee hain jahan humhare pasand ke baat ho waise subah se sham tak humhara har amal islam ke khilaf hota hai...even humahre takriban har shadi islam ke 100% khilaf hoti hai..

    Dosri shadi karne ka islam mai allow karne ka hargiz ye matlab nahi ke ye favorite option hoo...jab ap shadi karte ho tu aik aurat apna sab kuch chor kar apne parents etc ap ke pass atti hai wo ap par 100% dependent hoti hai wo apna har faisla ap ke marzi se karti..agr wo ap se kisi bat par larti hai tu ap ush ke wo requirment pori kardoo...mgr akhri waqt tak nibha karna chaye...

    jish tarah ap ke liye ye sahna impossible hai ke ap ke biwi kisi aur ke sath hoo ishi tarah ush larki ke liye ye sahna bhi impossible hai ke ap kisi aur ke sath hoo...


    Ap ajaoo 2 shadiyon mai barbari ke bunyad par Quran mai Allah hazur SAW ko kah rahe hain ke ap barbari karne ke koshish kareein mgr ap barabari nahi karsakte ish sirf aik taraf ke na hojaieen ap apne se koshis kareein baki Allah gafoor-or raheem hai maf karne wala hai...
    Last edited by lifeislove; 15-06-2013 at 10:52 AM.

  5. #75
    Join Date
    Jan 2011
    Location
    United States Of America
    Posts
    251
    Mentioned
    3 Post(s)
    Tagged
    3009 Thread(s)
    Rep Power
    214763

    Default Re: Doosrii Shadiiii

    Ker loo dosri Kai baad insaan direct jannat Mai jahta hai lol

  6. #76
    Join Date
    Jun 2010
    Location
    Jatoi
    Posts
    59,925
    Mentioned
    201 Post(s)
    Tagged
    9827 Thread(s)
    Rep Power
    21474910

    Default Re: Doosrii Shadiiii

    Quote Originally Posted by shazia rana View Post
    Tu phir ap ye maswera wapas e len
    paen ap tu serious le ge i was kiddin
    main baghir try kiey mashwara wapis naii laitaa lihazaa ap sakoon sayy try karainn

    main v yehii angrejii walii kiddingg karr riyaa siii,but u koo serious lagnay lagg gaiiii





    تیری انگلیاں میرے جسم میںیونہی لمس بن کے گڑی رہیں
    کف کوزه گر میری مان لےمجھے چاک سے نہ اتارنا

  7. #77
    Join Date
    Jun 2010
    Location
    Jatoi
    Posts
    59,925
    Mentioned
    201 Post(s)
    Tagged
    9827 Thread(s)
    Rep Power
    21474910

    Default Re: Doosrii Shadiiii

    Quote Originally Posted by lifeislove View Post


    Sq bhai pehle mai ap ko sunnat ke mutabiq bataoon...Hazur(SAW) ke shadi 25 years ke umar mai hoi aur hazrat khadija(RA) ke death tab hoi jab hazur(saw) ke umar 52 years thii...jab tak Hazrat khadija(RA) zinda rahee Hazur(SAW) ne dosri shadi nahi kee...Hazur(SAW) ne koi shadi betoon ke khoaish mai nahi kee..Hazur(SAW) ke baki shadiyan kiyon hain in ke bare mai sab ko pata hai.....

    Rahe Aulad ki bat mere abu ke sotele bhai ne aulad ke liye 3 shadiyan keen hai aj tak un ke aulad nahi hoiii...tu shadi karne ka ye jawaz mere nazar mai UN-acceptable...

    Ab ajaeein agr biwi se nahi bantee tu tab bhi Allah ne nibha karne ka mazwara diya hai aur akhri dam tak rishta nibhane ka kaha hai...

    Jo insan 1 aurat par iktifa nahi karsakta wo 4 par bhi nahi karsaktaa...

    Hum log sirf Islam ko wahan latee hain jahan humhare pasand ke baat ho waise subah se sham tak humhara har amal islam ke khilaf hota hai...even humahre takriban har shadi islam ke 100% khilaf hoti hai..

    Dosri shadi karne ka islam mai allow karne ka hargiz ye matlab nahi ke ye favorite option hoo...jab ap shadi karte ho tu aik aurat apna sab kuch chor kar apne parents etc ap ke pass atti hai wo ap par 100% dependent hoti hai wo apna har faisla ap ke marzi se karti..agr wo ap se kisi bat par larti hai tu ap ush ke wo requirment pori kardoo...mgr akhri waqt tak nibha karna chaye...

    jish tarah ap ke liye ye sahna impossible hai ke ap ke biwi kisi aur ke sath hoo ishi tarah ush larki ke liye ye sahna bhi impossible hai ke ap kisi aur ke sath hoo...


    Ap ajaoo 2 shadiyon mai barbari ke bunyad par Quran mai Allah hazur SAW ko kah rahe hain ke ap barbari karne ke koshish kareein mgr ap barabari nahi karsakte ish sirf aik taraf ke na hojaieen ap apne se koshis kareein baki Allah gafoor-or raheem hai maf karne wala hai...
    joo aapp nayy likha hai yehh parhnayy kii hadd takk bohatt acha lag raha haii

    but bhaii deenn kayy mamlay main joo ahkammatt haiin woh aapp kay point of view sayy mukhtaliff hain,aapp kii achayy sayy Muftii sayy iss barray main raieyy lainn,sab clear hoo jaieyy gaaa

    kuch points yahan opnly clear naii hoo saktay,kabii fb parr unn koo discuss karr lain gayy





    تیری انگلیاں میرے جسم میںیونہی لمس بن کے گڑی رہیں
    کف کوزه گر میری مان لےمجھے چاک سے نہ اتارنا

  8. #78
    Join Date
    Jun 2010
    Location
    Jatoi
    Posts
    59,925
    Mentioned
    201 Post(s)
    Tagged
    9827 Thread(s)
    Rep Power
    21474910

    Default Re: Doosrii Shadiiii

    Quote Originally Posted by Syed Shah View Post
    Ker loo dosri Kai baad insaan direct jannat Mai jahta hai lol
    Molana Syed Shahh sahibbb
    yehh Hatmii Fatwaa haii yaa iss main koi hoorr gunjaishh bantiii yaa nikaltii haiii





    تیری انگلیاں میرے جسم میںیونہی لمس بن کے گڑی رہیں
    کف کوزه گر میری مان لےمجھے چاک سے نہ اتارنا

  9. #79
    Join Date
    Jul 2010
    Location
    Karachi....
    Posts
    31,280
    Mentioned
    41 Post(s)
    Tagged
    6917 Thread(s)
    Rep Power
    21474882

    Default Re: Doosrii Shadiiii

    Quote Originally Posted by sarfraz_qamar View Post

    aapp aisayy hii jawabb dayy dainnn

    koi kuch naii kahhayy gaaa
    koi kuch keh k dekhe to sahi na

    agar to wo banda akela hai phr mei kahu gi k haan kar lo koi harj nahi...agar us ki wife b hai or usse banti nai to phr mei yehi kahu gi k usse banane ki koshish karo


    Ik Muhabbat ko amar karna tha.....

    to ye socha k ..... ab bichar jaye..!!!!


  10. #80
    Join Date
    May 2013
    Location
    pakistan
    Posts
    5,719
    Mentioned
    128 Post(s)
    Tagged
    7184 Thread(s)
    Rep Power
    644262

    Default Re: Doosrii Shadiiii

    Quote Originally Posted by sarfraz_qamar View Post

    main baghir try kiey mashwara wapis naii laitaa lihazaa ap sakoon sayy try karainn

    main v yehii angrejii walii kiddingg karr riyaa siii,but u koo serious lagnay lagg gaiiii
    bja fermaya,ab yahan se bahar nikaalne ka kya len ge

Page 8 of 19 FirstFirst ... 67891018 ... LastLast

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •