i started using it when i was 9th class student,i made my bio assignment with the help of google jis men sirf isliye zero a gya tha k meri teacher 1900 derrh ki thin or un k khyal men kitab se bahar jhankna b wajb-ul-qatal tha
Mai aj kal apni 3 saal ke beti ko internet use karte dekhta hoon tu mujhe Internet ke useful hone ka andaza hota hai...yahan saudi mai mere beti abhi tak school nahi gaye mgr wo you tube par ABCD..1234...Alif bai pai...sab parthe hai...kya nahi hai you tube par.... pora school hai youtube....
Ab ajaeein positives aur Negatives...Internet ke positives aur Negatives hain...Mere Khyal mai chothee bachon ko computer aur internet use karne dena chayee mgr common room mai sabh ke samnee....akele nahi....
Humhe aj ke Generation mai bachon ko dost bana hoga...kiyon ke parents ke dosti with respect unheein har burayee se bachayee gee....
baki mai sab ko ye maswara doonga ke Kitab se apna lagaoo mazboot banaoo khas toor par hard copy book see...ish ke ilawa chating karna forum use karna apne jaga magar sports activities mai particiapte karna...Achi Freindship rakhna.....Relatives se Milna...bhi zarori hai...social talukar buht zarori hain...
Balance between Each and Every thing is very important....
Baki time table hona chayee yani ke har cheez ke importance apni jaga hai......
Internet ne mujhe buht kuch sikyaaa hai...Islam se leker science tak mere pass ajj jo bhi knowledge hai wo internet ke wajah se...
Ishi tarah SD aur face book jaise forum ap ko zindagi mai chand buht ache dostoon se milwa dete hain jin se ap buht kuch sikhtee hain jaise ke ap ka har thread mujhe buht siktaa hai thanks
Hmm I Guess It was Around 2006, it was in school they made me play games on net to help me with my English.
میرا خیال اب سے دس سال قبل
اخبار پڑھنے کے لئے شروعات کی تھی