Ay IBN-e-Adam!
Jab gunahon k bawajod Allah ki nematein musalsal tujhe milti rahein tu hoshyar ho jana , ke tera Hisab kareb or sakht tareen hai (Hazrat Ali R.A)
nice sharing......
jazak Allaha
Ay IBN-e-Adam!
Jab gunahon k bawajod Allah ki nematein musalsal tujhe milti rahein tu hoshyar ho jana , ke tera Hisab kareb or sakht tareen hai (Hazrat Ali R.A)
Jab koi hades suno tu usey aqal k mayaar par rakh lo, sirf nakal par bus na karo, q k elam k naqal karne wale bhot hain aur is mai ghor-o-fikar karne wale kam hain (Hazrat Ali R.A)
jazak Allah
"agar tumhian aik dosrey ki niyaton ka ilm hota tu tum aik dosrey ko
dafan bhi na kartey."
"apni zuban ko narm guftugu or salam ka aadi banao ke is se tumharey dost ziada or dushman kum hongai".
sahi
"apni sochon ko pani ke qatron se zayada shafaf rakho,kuke jis tarha qatron se darya banta hai.usi tarah sochon se Imaan Banta Hai."