Ghareeb wo hai jis ka koi dost na ho.
sab se bara gunah wo he jo karne walay ki nazar me chota ho.
Ghareeb wo hai jis ka koi dost na ho.
Agar tum kisi ko chota dekh rahe ho,
to tum use door se dekh rahe ho,
Ya phir gharoor se dekh rahe ho.
IKHTIYAR, TAAQAT aur DOULAT
aisi cheezain hain jin k milnay say log
badaltay nahin BAYNAQAB hotay hain.
jazak Allah khair..
Jub meri DUA kabol ho tu mein khush hota houn
k is main meri marzi hai aur
Jub kabol na ho tu mein aur khush hota houn
k ye ALLAh ki marzi hai.
Jazak Allah khair..
Apne Dushman Ko 1000 Dafa Moqa Do K Wo Tumhara Dost Ban Jaaye
Per Apne Dost Ko 1 Bhi Moqa Na Do K Wo Tumhara Dushman Banay.
Hazrat ALI ne eid k din ro ro k bura haal kar liya.Naye kapre na pehne aur sookhi
roti khane lagey. Kisi ne poocha k aaj to EID hai aap ne koi tayyari nahi ki. Aap ne farmaya k eid to unki hai jinko ALLAH SUBHAN-A-HU-WA TAALA ne muaf kar dia.
Aazmaye Hue Ko Azmana
Bewakufi He.