"Duniya ek doosri manzil ke liye paida ki gayi hai
nah apne baqa-o-duwam ke liye............."
Jazak Allah..
"Duniya ek doosri manzil ke liye paida ki gayi hai
nah apne baqa-o-duwam ke liye............."
"Bura Dost Aag Ki Manind Hy"
"Agr Jalta Hoga To Apko Jala Dega"
"Or Agr Bujha Hoga To Ap K Hath Kale Kr Dega"
Hazrat Ali Said
Jab main chahta hoon k main Khuda say baat karoon to main Namaz parhta hoon or jab main chahta hoon k Khuda mujh say baat karay to main Quran parhta hoon
Ager kisi ka zaraf azmana ho to usko ziada izat do
Wo ala zaraf hoa to ap ko or izat day ga
or kam zaraf hoa to khud ko AALA ZARAF sumjhey ga.
Agar Allah ko daikhna chahty ho tau subah uth kar muskuraati hui maa ko daikho..us mein khuda ki jhalak ho gi..q k khuda ka aik roop maa bhi hai
jazak Allah
Jazak Allah
Kisi ne Hazrat ALI se poocha:
"Dost aur bhai main kya farq hai?"
Aap ne farmaya:
"Bhai sona hai aur dost heera hai."
Us aadmi ne kaha:
"Aap ne bhai ko kam qeemat aur dost ko qeemti cheez se kyun tashbeeh di?"
To aap ne farmaya:
"Sone main agar darar aa jaye to us ko pighla kar bilkul pehlay jaisa banaya ja sakta hai. Jab ke heeray main aik darar aa jai to wo kabhi bhi pehlay jaisa nahi ban sakta.'