tumhari wo khamoshi jis k baad tum se baat karney ki khawish paida ho jaye..tumhary us kalaam se behtar hai jis k bad tumhy khamosh kar diya jaye
insaan gunah karney ki waja se jahannum mein nahi jaata bulky gunah per mutma'ain aur tauba na karny ki waja se jahannum mein jaata hai..
Last edited by Arslan; 17-04-2009 at 12:47 PM.
tumhari wo khamoshi jis k baad tum se baat karney ki khawish paida ho jaye..tumhary us kalaam se behtar hai jis k bad tumhy khamosh kar diya jaye
JazakALlah
-Aazmaye Hue Ko Azmana Bewakufi Hai-
-Agar tum kisi ko chota dekh rahe ho, tu tum use door se dekh rahe ho, Ya phir gharoor se dekh rahe ho-
wah wah kia hi baat hai jazaakAllah
kia hi kehnay hain
Mai ne apney RUB ko apney iradon ke tootney se pehchana hai
-Ghareeb wo hai jis ka koi dost na ho-
-Apni zuban ki tezi us per mat azmao jis ne tumhen bolna sekhaya-