bay-shak
Muaf Kerna Sab Sy ziada Ossay Zaib Daita Hai
Jo
Saza Dainy Per Qadir Ho.
HAZRAT ALI
bay-shak
Burayi main kisi ka sath dena Ghatiyapan aur khuda ky sath badiyanti hay.
"Ebadat aisi kro jis se tumhari ROHh ko maza aey Q k jo Ebadat dunya main maza na de wo Akhrat mai kia jAZAH degi"
Asalamo-Alekam
"Jis nay apni pershani dosron per zahir ki woh zilat per amada ho geya."
jazak Allah
thnkx 4 shring
IKHTIYAR, TAAQAT aur DOULAT
aisi cheezain hain jin k milnay say log
badaltay nahin BE'NAQAB hotay hain
(Hazrat Ali)
bilkul
JazakALlah