“Ebadat aesi kro jis se tumhari ROOH ko maza aey kukey jo Ebadat dunya mai maza na de wo Akhrat mai kia jAZAH degi”… .
wow very very nice qol
“Ebadat aesi kro jis se tumhari ROOH ko maza aey kukey jo Ebadat dunya mai maza na de wo Akhrat mai kia jAZAH degi”… .
hmmmm/up
“Her INSAN ki izzat aur uss sy mohabat kro,Kion k her INSAN k ander KHUDA ki koi na koi sift zror mojood hoti hai”
kisi ki madad kartay waqt us k chehray ki janib mat daikho, ho sakta hay us ki sharminda ankhain tumharay dil main gharoor ka beej bo dain.
Buraee main kisi ka sath dena Ghatiya pan aur khuda k sath bad diyanti hay!
“Yeh na socho k ALLAH dua foran qabool kyun nahi karta,
yeh shukar karo k ALLAH hamaray gunaahon ki saza foran nahi deta..”
Acha Dost Kitni Dafa Hi Kiyon Na Rooth Jaye Usay Mana Lena Chahiye!
Kiyon K Tasbi K Daney Kitni Dafa Hi Kiyon Na Bikhrein Chun Liye Jate Hain!
Dunya Daron ki Sohbat ikhtyar Na karo Q K Agar tu Tang-dast huwa to ye tujhe Chorh Denge Aur agar to Dolat-mand huwa to Tujh se Hasad karen gay.