hamesha sach bolo ta k baad main tujje qasam khana na parey.
Ye Dunya bhi Kitni
Aajeeb hai
Imaandar ko Bewqoof , Be-Imaan ko Aqalmnd aur Be-Hayya ko Khoobsurat kehti hai.
hamesha sach bolo ta k baad main tujje qasam khana na parey.
Dunya Daron ki Sohbat ikhtyar Na karo Q k agar tu Tang-dast howa to ye tujhey Chorh dengay, our agar tu Dolat-mad huwa tu tuje se Hasad Krenge.
"Ager kisi ko ache tareeke se phechan-na hai to us se mulakat karo kiun k insaan apni zibaan k neeche chupa howa hota hai."
Jazak Allah
Apni Sochon Ko pani k Qatron sy Ziada Shafaf Rakho
Kion K
Jis Tarah Qatron sy Darya Banta hai ,
Ussi Tarah Sochon sy EMAAN banta hai.
Hazrat ALI (Radi allaho anho)
"zindagi ki asal khoubsurati ye nahi k aap kitney khush hain, balke zindagi ki real khoubsurati to ye hai ke doseray aap se kitnay khush han".
"Agar ksi ka banna chahte ho tou puri haqeeqat se ban jao
Warna,apni zaat main aisi haqeeqat paida kr lo
K koi haqeqat main tumhara ban jaye.
Hazrat ALI (Radi allaho anho)
Qabar 4 awazien deti hai..
1.yahan andhera hai roshni lana.
2.kaak hon bistar lana.
3.tanhai hai dost lana.
4.Saanp bichoo hain dawa lana.