Assalamo Alikum Wa Rehatullah he Wabarakatuho...
HAZRAT Ali(R.A) :
1) Insaan Apni Toheen Muaaf Kar Sakta Hai Bhool Nahi Sakta!
2) Kabhi Na Girna Kamaal Nahi Bal'k Gir K Sanbhal Jaana Kamaal Hai.!
Tora dene per sharmao nahi,kukey khali hath loutana Allah ko pasand nahi.
Assalamo Alikum Wa Rehatullah he Wabarakatuho...
HAZRAT Ali(R.A) :
1) Insaan Apni Toheen Muaaf Kar Sakta Hai Bhool Nahi Sakta!
2) Kabhi Na Girna Kamaal Nahi Bal'k Gir K Sanbhal Jaana Kamaal Hai.!
IKHTIYAR, TAAQAT aur DOULAT
aisi cheezain hain jin k milnay say log
badaltay nahin BAYNAQAB hotay hain.
Hazrat ALI
Her shaks ki qeemat wo hunar hai jo us key andar hai.
Sadqey k zerye rozi talab karo.
MASHALLAh.... good post frndss
Apni Sochon Ko pani k Qatron sy Ziada Shafaf Rakho
Kion K
Jis Tarah Qatron sy Darya Banta hai ,
Ussi Tarah Sochon sy EMAAN banta hai.
Hazrat ALI (Radi allaho anho)