Acha dost kitni dafa hi kyun na ruth jaye
ussey mana lena chahiyeh kyun ke
tasbeeh ke daney kitni dafa hi kyun na bikher jayein
chun liye jatey hein
Hazrat Ali (AS) ---
jazakALLAH
Woh Gunah jis ka tumhe ranj ho
Allah k nazdik us neki se behtar hai
jis se tum mein ghuroor peda ho jaye.
"Bura Dost Aag Ki Manind Hy"
"Agr Jalta Hoga To Apko Jala Dega"
"Or Agr Bujha Hoga To Ap K Hath Kale Kr Dega"
Burayi main kisi ka sath dena Ghatiyapan aur Khuda ky sath badiyanti hay.
ALLAH Hadaayat De
JazakALLAH