Her kisi Ko Itni Ahmiyat Do Jitni Woh Tum Ko Deta Hai
Agar Kam Do Ge To Maghroor Kehla'ao Ge..
Agar Ziada Do Ge To Khud Gir Jao Ge
[Hazrat Ali(R.A)]
Apne Dost Ki Bandagi Karo,Agar Kabhi Dur Chala Jaye To Us K Pass Jao
or Agar Roth Jaye To Manao Or Usko Choro Mat Ba Shart-e k Wo Laiq Ho
Hazrat Ali(R.A)
"Insan ki izzat aur us se Mohabat karo, kiun ke har insan ke andar Allah ki koi na koi Sift maojood hoti hai..."
Apni sochon ko pani k qatron say ziada shafaaf rakho,Kion k jis tarhan qatron say darya banta hai ,isi tarhan sochon say EMAN banta hai
Apne Dost Ka Na Aazmaao Kiya Pata Wo Kisi Majboori Ki Waja Se Tumhari Aazmayish Par Poora Na Utar Sake