Allah sab se bara hai الله أكبر
"Agar tm us waqt muskura sktay ho jb tm pori tarhan toot chuke ho tu YAQEEN jano Dunia mai tmhain kabhi koi tor nai skta"
Hazrat ALI (R.A).
JazakaALLAH Khair
Allah sab se bara hai الله أكبر
"Agar tm us waqt muskura sktay ho jb tm pori tarhan toot chuke ho tu YAQEEN jano Dunia mai tmhain kabhi koi tor nai skta"
Hazrat ALI (R.A).
Jazak Allah Khair
Jazak allah khair>
There is enough light for one who wants to see.
Hazrat Ali (A.S)
Hazrat Ali RadiAllahu Anhu Farmate hai "Jab kisi Masjid ke pass se gujro to Nabi Karim Sallalahu Alaihi Wasallam par Durood paak padho"
.
Last edited by shaikh_samee; 20-04-2012 at 04:30 PM.
dunya ko zarorat ki tarah chahoo, na k khwahish ki tarah.kio k zaroorat faqeer ki b poori hoti hay or khwahish badshah ki b puri nahi hoti......................
Hazrat Ali (R.A)
Jazak Allah Khair
Rishton Ki Khubsurti Ak Dosre Ki Bat Ko Bardasht Kerne Mein Hai,Be-Eab Insaan Talash Karo Gey To Akele Reh Jao Gey
Hazrat Ali R.A
Jazak Allah Khair