Imam Alli (a.s)-Sabse badi Bahaduri "Sabr" karna hai, Sabse Badi Balla "Na Umeedi" hai, Sabse Basa Ustaad "Tajurba" hai, Sabse Bada Faida "Nekh AUlad" hai
Imam Alli (a.s)-Sabse badi Bahaduri "Sabr" karna hai, Sabse Badi Balla "Na Umeedi" hai, Sabse Basa Ustaad "Tajurba" hai, Sabse Bada Faida "Nekh AUlad" hai
Main Jannat K Shouq Main ebadat Nahe Kerta,
K Ye Ebadat Nahe Tijarat Hay
Main Dozakh K Khoof Say Ebadat Nahe Kerta,
K ye Ebadat Nahe.Ghulami Hai..
Main Ebadat Sirf Is Liye Kerta hon...
K Mera RuB ebadat K LayeQ Hai...... ( Hazrat ALI a.s )
Kisi ne Hazrat ALI a.s se poocha:
"Dost aur bhai main kya farq hai?"
Aap ne farmaya:
"Bhai sona hai aur dost heera hai."
Us aadmi ne kaha:
"Aap ne bhai ko kam qeemat aur dost ko qeemti cheez se kyun tashbeeh di?"
To aap ne farmaya:
"Sone main agar darar aa jaye to us ko pighla kar bilkul pehlay jaisa banaya ja sakta hai. Jab ke heeray main aik darar aa jai to wo kabhi bhi pehlay jaisa nahi ban sakta.'