"Jo shakhs tumhari nigahon se tumhari zaroorat ko samajh nahin sakta,Us se kuch mang kar khud ko sharminda na karo"
Jazakallah
"Jo shakhs tumhari nigahon se tumhari zaroorat ko samajh nahin sakta,Us se kuch mang kar khud ko sharminda na karo"
Logon k khauf main akar Haqgoi se na rukna,Yad rakho!Khuda k siwa na koi mout ko qarib kar saka hai,aur na koi Rizk ko door karsakta hai
Aazmaye Hue Ko Azmana
Bewakufi Hai.
Sahii
Hazrat ALI ne eid k din ro ro k bura haal kar liya.Naye kapre na pehne aur sookhi
roti khane lagey. Kisi ne poocha k aaj to EID hai aap ne koi tayyari nahi ki. Aap ne farmaya k
eid to unki hai jinko ALLAH SUBHAN-A-HU-WA TAALA ne muaf kar dia
Apnay dushman ko 100 moqay dau k wo tumhara dost ban jai............likin apnay dost ko aik moqa bhi mat dena k wo tumhara dushman ban jai