Baarish Ka Katra Seep Aur Saanp
Dono Ke Moo Main Girta Hai
Seep Usay Moti Bana Deta Hai
Saanp Usay Zehar Bana Deta Hai
Jis Ka Jaisa Zarf Waisi Us Ki Takhleeq
( Hazrat Ali )
3 Bande 3 Cheezon Se Mehroom Rahein Ge
Gusse Waala Durust Faisle Se
Jhoota Izzat Se
Jald Baaz Kaamyaabi Se
( Hazrat Ali )
Baarish Ka Katra Seep Aur Saanp
Dono Ke Moo Main Girta Hai
Seep Usay Moti Bana Deta Hai
Saanp Usay Zehar Bana Deta Hai
Jis Ka Jaisa Zarf Waisi Us Ki Takhleeq
( Hazrat Ali )
Insan Ka Fazool Shoq Main Waqt Kho Dena
Is Baat Ki Daleel Hai Ke
KHUDA Us Se Naaraaz Hai
( Hazrat Ali )
Sub Se Zyaada Kamzor Aadmi Wo Hai
Jo Dost Ko Haasil Karne Main Naakaam Ho
Aur Us Se Bhi Zyaada Kamzor Wo Hai
Jo Haath Aaye Dost Ko Ganwa De
( Hazrat Ali )
Jub Aankhein Nafs Ki Pasandeeda
Cheezein Dekhne Lagein
To Dil Anjaam Se Andha Ho Jaata Hai
( Hazrat Ali )
Tum Acha Karo Aur Zamaana Tum Ko
Bura Samjhe Ye Tumhare Haq Main Behtar Hai
Bajaaye Is Ke Ke Tum Bura Karo
Aur Zamaana Is Ko Acha Samjhe
( Hazrat Ali )
Bura Dost Aag Ki Manind Hy"
"Agr Jalta Hoga To Apko Jala Dega"
"Or Agr Bujha Hoga To Ap K Hath Kale Kr Dega"
Insan ka apne Dushman se inteqam ka sb sy acha tariqa ye he k wo apni khubiyon me izafa kare.
حضرت علی رضی اللہ عنہ فرماتے ہیں، جو شخص 6 صفات کو اپنے اندر پیدا کر لے،اس کو جنت حاصل کرنے اور جہنم سے بچنے کے لئے محنت نہیں کرنی پڑے گی۔
١، اللہ تعالی کو پہچان کر اس کی اطاعت کرے
٢، شیطان کو پہچان کر اس کی نافرمانی کرے
٣، آخرت کو پہچان کر اس کی طلب میں لگ جائے
٤، دنیا کو پہچان کر اس سے کنارہ کش ہو جائے
٥، حق کو پہچان کر اس کی اتباع کرے
٦، باطل کو پہچان کر اس سے اجتناب کرے
مزید ارشاد فرماتے ہیں، 6 چیزیں (حقیقت میں بہت بڑی) نعمتیں ہیں:
١، دین اسلام
٢، قرآن مجید
٣، نبی کریم صلیٰ اللہ علیہ وآلہ وسلم
٤، عافیت
٥، پردہ پوشی
٦، لوگوں سے بے نیازی