walaikum assalam
dekho khala ye problem sirf u k sath nhi ho.... bht logon k sath hoti hai
mere sath b bht thi
ye sirf aur sirf khud se koshish krne se hi ye adat ja skti hai
bs ye yead rakho k gussay ki halat main insan jo zaban se bol jaye us k bht buray effects hoskte hain....aur zaban ek dfa chal jaye wo alfaz wapis nhi lye ja sakte
Huzur Salallaho Alaihi Wa Alihi Wasallam ka irshad b yad rakha kro "Pehalwan wo nhi jo kushti main dusre ko gira day... bal k jo Gussay ko pii jaye aur qabu main rakhay"
bht ajar hai un logon k lye jo gussa k waqt apne ap ko control main rakhte hain aur ksi k dil dukhane ka ba'ais nhi bante
koshish kro In sha ALLAH ye adat ahista ahista khtm hojayegi
walikumsalam
ajj kal kay dor min sub ko hi gussa ata hay or bohat ata hay
lakin jeasa kay app nay kaha app ko hamesha sahi bat per gussa ata hay to theek hay ana bhi chaye lakin ye kia baat hoi kay baad main guilt feel hota hay its mean na app ko theek baat per gussa nahi aya app ghalt hongi kahin phir gussay main jo app ko guilt feel hota hay
waisy apas ki baat hay mujhy zara bhi gussa nahi ata THA chay koi kitni hi koshish ker la mujhy gussa dilwany ki main khamosh hi rhati thee or gussa bhi nahi kerti the dil main bhi ahi ata tha gussa
per ab easa kuch nahi hay ab mujhy gusa ata hay bohat lakin main hamesha nahi utarti hun gussa utar hi nahi sakti na agay sub bary hoty hain han lakin kuch extra hi ghalt biyani ho rahi ho to phir main saboot kay saath heti hun easy nahi easa tha ye bilkul ghalt baat ki gayi hay to next banda phir hup to hota hay lakin mujhy guilt nahi hota kio kay i know main nay ghalt baat to nahi ki thee na ...khair ye to detail ho jaye gi
bhter ilaj only khamoshi hay or i knwo kafi mushkil kaam hay ye lakin 2 ,4 baar jaber kerian to ye kaam ho hi jaey ga ... main ye to hergiz nahi kahu gi kay hamesh ahi khamosh ho jana chaye stuations per depend kerta hay koi khas serious hi matter hon jaha bola daina munsib lagy waha bol daian chaye lakin aam tor per khamosh hi ho jaya jaey ya uth ker chala jaye ya aik kaan say sun ker dosry say nikal diya jaey kio ka aamtor ala gussa kerny ka seraser nuqsan hi hota hay like guilt type ka or us gussay kaa koi fada nahi hota hay kabhi bhi
aap ki baat sahi hai per mujhe guilty is liye feel hota hai k mujh se rishte mei ik khatoon barri hain jin per mujhe gussa a gaya.... hain b wo bht qareebi.....saboot tha hamare pass k unho ne galat kia hai per ammi kehti hain chor do..bai q chor de hamesha hum hi q chore...ro b rahi thi k next time esa nai karu gi per mujhe gussa itna tha k bande ne jab accha kia ho or ausse accha na mile to phr gussa to aye ga....ik to mujhe yakeen ata hiiii nai kisi pe..is liye mei ne kafi taiz awaz mei baat ki k sudhar jao to accha hai..per baad mei phr mujhe is liye guilt hota hai k bas kisi ka dil nai dukhate na....shuru se hi ammi ne kaha k chup raha karo jo jesa kare ga wo wesa bhugte ga ...is liye aj tak hum ne kabhi kisi se batamizi nai ki..per jab karte hain to feel hota k nai humei ALLAH pe chorna chaiye tha humei khud barra nai banna chaiye tha..bas ye baat hai..
ye kia baat hui aap ko pehle gussa nai ata tha to ab q ata hai..mat kia karein gussa waqi faida nai hai.....
Ik Muhabbat ko amar karna tha.....
to ye socha k ..... ab bichar jaye..!!!!