g jnab karna kya hai moj maro
ye wohi baat hui
aap baat barre tareeqe se ghuma dete
baat ye thi k mei apna sir diwaar k saath maaru bach gayi to theak...ap ne kaha risk lo...to is mei shair or geeder kahan se a gaya
ye jo qol hai na is ka matlab ye hai k kha makha jhuko mat or sir utha k shair ki tarah jiyo na k is qol ka matlab hai diwaar se sir de maaro
kha makha khud ko azziyar or takleed dene waale log b acche nai hote...awein apni akloti zindagi k saath khelu
Last edited by SenoriTa; 17-08-2013 at 10:58 AM.
Ik Muhabbat ko amar karna tha.....
to ye socha k ..... ab bichar jaye..!!!!
aray na gussa tameez kay dary main rhe ker bhi kia ja sakta hay na taky afsos na ho or ye koi baat nahi hoi kay jo jeasa hay rheny do khudi bhugte ga ... jub koi ehsas hi nahi dilwaey ga to koi keasy bhguty ga ya sudhery ga... or ye bhi ghalt hay kay Alah per cho do bagar koshih kay keasy chor do easa to nahi hota na aik baar to try kerni hi chaye han per baar baar i same gussa dilwan wala kaam kia jaye aik adh baar gussa ker kay phir bhar main dalo kay dheet hay.... lakin koshih to kerni hi chaye kay baad man afsos na ho kay aik baa to khena chaye tha ya..... or gussay kay baad ye bhi nahi hoga kay chalo maine samjhany ki gussa ker kay koshish to ki thee na
kair lakin khamkah ka gussa accha nahi hota hay or her time ka gussa bhi accha nahi hota hay... maine control kerna shuru to ker diya hay gussay per kay jin baaton per gussa ho ker bol chuki hun ab wohi same baatien hon to main ab gussa nahi hoti bus chup rheti hun lakin mujhy gussa aa zaroor raha hota hay lakin bolti nahi hun bus phir main kay kia keru ab jub koi aser hi nahi hoga mazeed mahol hi kharab hona hay ab
mjhayy bb wahii lagg raii thiiii
achaaa mjhayy apnii iss khamii ka naii pata thaaa
shairr aorr geedarr examplzz haii samjhanyy kayy lieyy kehh sherr kii tarahh zindagii guzzarrii jaieyy phirr sarr chahayy deewarr sayyy takraya jaieyy yaa kisii hoorr sayy kujj naii hootaa
shabratii kaa mann na haii,jab zindagii hamarayy sathh khailtii haii tuu hamara bb hakk banta haii kehh hamm b zindagii kayy sathh khulll khaiddiannn
تیری انگلیاں میرے جسم میںیونہی لمس بن کے گڑی رہیں
کف کوزه گر میری مان لےمجھے چاک سے نہ اتارنا
Ik Muhabbat ko amar karna tha.....
to ye socha k ..... ab bichar jaye..!!!!