Page 4 of 8 FirstFirst ... 23456 ... LastLast
Results 31 to 40 of 77

Thread: Eid Day :)

  1. #31
    Join Date
    Jan 2011
    Location
    pakistan
    Posts
    9,091
    Mentioned
    95 Post(s)
    Tagged
    8378 Thread(s)
    Rep Power
    429520

    Default Re: Eid Day :)

    Quote Originally Posted by sheem View Post


    Kash Mujhe b koi mehndi lagane wali cousin mil jae hmm humari b chote hote aisi hi routine thi sare hum akathe htoe thee cousin bara maza ata tha sham ko ya ratko Pindi mai saddar mai phirte thee haww bus bhot acha time tha
    phr us ka b me wala haal hona tha n us ne bahane banane the
    wse abi b eid chote bache hi maze se manate hum sab ka to bus ye hota k athe ho jayein n bas gup shup ho gyi


  2. #32
    Hidden words's Avatar
    Hidden words is offline "-•(-• sтαү мιηε •-)•-"
    Join Date
    Nov 2011
    Location
    Kisi ki Ankhon Aur Dil Mein .......:P
    Posts
    56,916
    Mentioned
    322 Post(s)
    Tagged
    10949 Thread(s)
    Rep Power
    21474906

    Default Re: Eid Day :)

    Quote Originally Posted by sheem View Post

    acha good

    kahan ghomne ja rhe ho
    ISB he jana hay aur kya bachta hamarey liye
    u k kya plans eid k
    suno hworiginal - Eid Day :)
    575280tvjrzkx7ho zps19409030 - Eid Day :)ღ∞ ι ωιll αlωαуѕ ¢нσσѕє уσυ ∞ღ 575280tvjrzkx7ho zps19409030 - Eid Day :)

  3. #33
    Join Date
    Sep 2011
    Location
    Jadoo Nagri
    Posts
    19,712
    Mentioned
    198 Post(s)
    Tagged
    8340 Thread(s)
    Rep Power
    21474869

    Default Re: Eid Day :)

    Quote Originally Posted by sheem View Post

    haan yeh tu sahi kaha bus pehle din hi hoti hai kuch jab banda new kapre pehn'ta hai warna tu koi maza hi nahi hai udar par yeh b tu maze haina u logon k karna kuch nahi parta sara khana wagear gents karte hain par gandd b khoub dalte honge
    lekin jesay mere liye yeh masla k apni zuban k log nahi mia tto dil bhar k bore hoi kal b kam kuch nahi lekin chaye wegera bartan to jo yahan k hain woh to hamen hi dhonay partay baki bar bar safai kal bhi mehman raat ko 1:30 per gaye hasher kharab ho gaya thaa
    aur gentts jo hain na woh yyahan nahi hotte ek dost ki ttaraf hote hain un ka yard hain na wahan hi pakatayy ab woh wahan kia kartay hum ko nahi pata lekin farhan ka hasher ho jata yahan sab se chote hain to un ko barttan bhi dhona parta aur sara sametna bhi :

  4. #34
    Join Date
    Feb 2008
    Location
    Islamabad, UK
    Posts
    88,946
    Mentioned
    1077 Post(s)
    Tagged
    10778 Thread(s)
    Rep Power
    21474941

    Default Re: Eid Day :)

    Quote Originally Posted by Hidden words View Post


    ISB he jana hay aur kya bachta hamarey liye
    u k kya plans eid k
    Hmm hum b soch rhe jane ka kahin par kidar jaein yeh nahi decide huwa

  5. #35
    Join Date
    Feb 2008
    Location
    Islamabad, UK
    Posts
    88,946
    Mentioned
    1077 Post(s)
    Tagged
    10778 Thread(s)
    Rep Power
    21474941

    Default Re: Eid Day :)

    Quote Originally Posted by *Mlf* View Post

    lekin jesay mere liye yeh masla k apni zuban k log nahi mia tto dil bhar k bore hoi kal b kam kuch nahi lekin chaye wegera bartan to jo yahan k hain woh to hamen hi dhonay partay baki bar bar safai kal bhi mehman raat ko 1:30 per gaye hasher kharab ho gaya thaa
    aur gentts jo hain na woh yyahan nahi hotte ek dost ki ttaraf hote hain un ka yard hain na wahan hi pakatayy ab woh wahan kia kartay hum ko nahi pata lekin farhan ka hasher ho jata yahan sab se chote hain to un ko barttan bhi dhona parta aur sara sametna bhi :
    Ahaan aur aj ki kia routine hai u ki

  6. #36
    Join Date
    Sep 2011
    Location
    Jadoo Nagri
    Posts
    19,712
    Mentioned
    198 Post(s)
    Tagged
    8340 Thread(s)
    Rep Power
    21474869

    Default Re: Eid Day :)

    Quote Originally Posted by sheem View Post

    Ahaan aur aj ki kia routine hai u ki
    aaj kuch nahi ghar mai bethay hain office to khula hai na
    bht hoa to hamna ko kahin game center lay jaen gey

  7. #37
    Join Date
    Apr 2010
    Location
    k, s, a
    Posts
    14,630
    Mentioned
    215 Post(s)
    Tagged
    10287 Thread(s)
    Rep Power
    1503272

    Default Re: Eid Day :)

    Lo jee main v das do k kal ka kessa guzzra subah outh gaye fijar time kiun k yahan eid ki Namaz 5 :30 am per ho gayi thi sab subha subha tiyar howye main bee eid perhne gaye wahan se aye tu kitchen main ghuss gayi yaha family wallo ko yeh masla hai k jin ki families nahi hain yaha pe wo aa jate hain to sheer khurma banaya sath main anda peratha aur chaye banayi sab k liye
    Pher hum sab thori dier k liye so gaye raat ko b kafi late soye thy iss liye nashte k baad sab ko need aa rahi thi pher 2 , 3 bejhye lunch kia aur bechoo ne shoor macha dia k behir challe bechoo k sath play station wahan se food korner aur akhar main park tu ghuom pher kar raat ko 10 , 11 bejhy hum ghar wapis aye aur finally so gaye abhi othi hoon barra thak gaye per mazza b bara aya
    Bas aaj k akhwal pher likho gi kiun k aaj k b bare plan hain aap sab ko pher se EID MUBARAK ho
    Arye aik baat to rah gayi main ne Ahsan se porre 500 riyal Eidi li mujhy eidi niklwane main barra mazza ata hai

  8. #38
    Join Date
    Jun 2010
    Location
    Jatoi
    Posts
    59,925
    Mentioned
    201 Post(s)
    Tagged
    9827 Thread(s)
    Rep Power
    21474910

    Default Re: Eid Day :)

    Quote Originally Posted by sheem View Post

    haha haan sahi kaha par aab ka b tu batao na kiya karte ho eidi kis ko dete
    abb yehh hotaa haii kehh chandd raatt koo sarii raatt jagtay hainn subahh jabb amii uthattii haii eid namaz kayy lieyy too phirr itna time hii bachtaa haii kehh jaldii jaldii readyy hoo karr Eidd gaahh pohanchaa jaa sakayy

    Eid Gahh sayy wapsii parr Mamoon kaa gharr aataa haii sabb sayy pehlayy unn kayy gharr eid milnayy jatay hain uss kayy badd bakii rishtaa darronn aorr phirr uss kayy baadd dosttoon kaa numberr aattaa haii aorr iss main hii eidd guzzarr jatii haiiiiiiiiiiiiiiiiii..............
    eid sayy aglayy din yaannii dosrayy din outing kaa programm hotaa haii aorr basssssssssss





    تیری انگلیاں میرے جسم میںیونہی لمس بن کے گڑی رہیں
    کف کوزه گر میری مان لےمجھے چاک سے نہ اتارنا

  9. #39
    Join Date
    Jan 2009
    Location
    Zameen pay
    Posts
    12,555
    Mentioned
    11 Post(s)
    Tagged
    6388 Thread(s)
    Rep Power
    21474864

    Default Photobucket

    Quote Originally Posted by sheem View Post


    ufff tauba cook ki nokri karli hai matlab u ne eid wale din

    yeh haal tu bari eid pe hota hai u tu kitchen se hi nahi farig hoti
    han kuch easa hi samjh lo bus thak gayi hun ajj to maain fever bhi tha
    nahi bahe bari eid waly din to may bilkul free hoti hun kio kay us din kitchen main nahi jati main kio kay Gosht ko nahi hath lagati hun main or wo gosht gosht rakha ho to uljhan si hoti s kitchen jub gosht say farigh ho ker saaf hota na to kitchen man jati hun ager koi kaam ho werna nahi

  10. #40
    Join Date
    Jan 2009
    Location
    Zameen pay
    Posts
    12,555
    Mentioned
    11 Post(s)
    Tagged
    6388 Thread(s)
    Rep Power
    21474864

    Default Re: Eid Day :)

    Quote Originally Posted by sweet.kiran View Post


    hahhaha yar mai rat ko jagti b to hun na,mehdi laga laga k ungliyan soj jati hain kasam se

    and eid to bas eid hai na,,meri sahi wali eid chand rat ko hoti hai
    han ye to hay per i think so chand raat ko sub hi busy hoty kaam main kisi na kisi sorat or sub hi late night soty hain khair app to soti hi subha main hain

Page 4 of 8 FirstFirst ... 23456 ... LastLast

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •