Page 6 of 8 FirstFirst ... 45678 LastLast
Results 51 to 60 of 77

Thread: Eid Day :)

  1. #51
    Hidden words's Avatar
    Hidden words is offline "-•(-• sтαү мιηε •-)•-"
    Join Date
    Nov 2011
    Location
    Kisi ki Ankhon Aur Dil Mein .......:P
    Posts
    56,916
    Mentioned
    322 Post(s)
    Tagged
    10949 Thread(s)
    Rep Power
    21474906

    Default Re: Eid Day :)

    Quote Originally Posted by sheem View Post


    Hmm hum b soch rhe jane ka kahin par kidar jaein yeh nahi decide huwa
    fir gaye thay kahin
    hamein to mana kar diya ghar walon ne k nai jana gari le k GK se bahir,awein e lag jaye gi kahin itna rush hota
    bhai aur cousins phir b nikal jatay hain bikes pe
    suno hworiginal - Eid Day :)
    575280tvjrzkx7ho zps19409030 - Eid Day :)ღ∞ ι ωιll αlωαуѕ ¢нσσѕє уσυ ∞ღ 575280tvjrzkx7ho zps19409030 - Eid Day :)

  2. #52
    Join Date
    Feb 2008
    Location
    Islamabad, UK
    Posts
    88,946
    Mentioned
    1077 Post(s)
    Tagged
    10778 Thread(s)
    Rep Power
    21474941

    Default Eid Day :)

    Quote Originally Posted by Hidden words View Post


    fir gaye thay kahin
    hamein to mana kar diya ghar walon ne k nai jana gari le k GK se bahir,awein e lag jaye gi kahin itna rush hota
    bhai aur cousins phir b nikal jatay hain bikes pe
    aho itni jaga gaye itna maza aya is eid pe tu mujhe .. bhot hi zaberdast eid thi

    kahuta gaye 2nd day .. aur aaj kallar syedan gaye thee rishtedar rehte itne salo baad un se mulakat hoi

  3. #53
    Join Date
    Feb 2008
    Location
    Islamabad, UK
    Posts
    88,946
    Mentioned
    1077 Post(s)
    Tagged
    10778 Thread(s)
    Rep Power
    21474941

    Default Eid Day :)

    Quote Originally Posted by attiaahsan View Post


    aaj yahan ek family k haan gaye the aur pher kuch ghooma phiera aur wapis
    aur saara din thori thori dier pakistan baat b hoti rahi iss liye din ka patta hi nahi challa
    ahaan sahi hai

    aho ini jaldi eid guzar b gaye .. aab 14 august ki tiyarian start hogai hain

  4. #54
    Join Date
    Feb 2008
    Location
    Islamabad, UK
    Posts
    88,946
    Mentioned
    1077 Post(s)
    Tagged
    10778 Thread(s)
    Rep Power
    21474941

    Default Photobucket

    Quote Originally Posted by Rabi View Post


    nahi mera to shaid thakaawat say hova tha fever theek ho gaya tha bagar med hay hi chand raat ko bhi kaam tha na kafi neend bhi nahi puri ho saki thee to bus eid wali subha fever ho gaya tha or ajj kay din nahi tha kaam bus safai and bertan kiyethay ajj hum khala kay gher phir chaca kay gher gaye thay

    Ammi samnbhalti hain na wo phir bus wo main cha ker bhi help nahi kera sakti hun na bus mujhy lagat hay mujhy vomit ho jaey gi han bus bagair goht wala koi kaam ho to wo main ker daiti hun bus
    ahaan sahi hai .. mai b bhot thak gai hon ufff teen din se mai suba uth rhe hon ini jaldi aur ratko late farig hoke sote .. aab kaal se duty start

  5. #55
    Join Date
    Feb 2008
    Location
    Islamabad, UK
    Posts
    88,946
    Mentioned
    1077 Post(s)
    Tagged
    10778 Thread(s)
    Rep Power
    21474941

    Default Photobucket

    Quote Originally Posted by shazia rana View Post

    choorrian or mehndi is eid ki khasiat hoti hai but i don't like both mujhe bas lambe lambe kante pehan-ne ka barra shoq hai lekin jb pehne tu men baandri jesi lag rai thi is liye utaar diye
    hahaha matlab bus isi aik chez ka farq hai ap aur bandari mai

  6. #56
    Join Date
    Feb 2008
    Location
    Islamabad, UK
    Posts
    88,946
    Mentioned
    1077 Post(s)
    Tagged
    10778 Thread(s)
    Rep Power
    21474941

    Default Re: Photobucket

    Quote Originally Posted by Nida_Ali_Nido View Post
    Wah ji wah busy schedule hota u k to mashALLAH se
    kanjos ny mujhy to di nahi eidi/salp1 ain bayin shain ker di


    Kal to men boht busy thi,sub kuch ker kera k aur sub ko tang kerny k bad aram se mene lait ker khawateen digest k muatala farmaya tha

    Mamu layyah men rehty.................
    aik khala isb men hotin,aik karachi men aik sheikhupora men
    aik bary mamu thy unki death ho gaye
    lhr men abu k relative hain kafi(ami teltin hen aksar but u know how it is)..
    aur milna milana ita zada nahi hy na kisi se ami bhi busy hi rehi hen ghar se kolg fir ghar aur hamari bhi esi hi rouitne
    hmm sahi hai par waise thora tu insan ko social hona hi chahe

  7. #57
    Hidden words's Avatar
    Hidden words is offline "-•(-• sтαү мιηε •-)•-"
    Join Date
    Nov 2011
    Location
    Kisi ki Ankhon Aur Dil Mein .......:P
    Posts
    56,916
    Mentioned
    322 Post(s)
    Tagged
    10949 Thread(s)
    Rep Power
    21474906

    Default Re: Eid Day :)

    Quote Originally Posted by sheem View Post


    aho itni jaga gaye itna maza aya is eid pe tu mujhe .. bhot hi zaberdast eid thi

    kahuta gaye 2nd day .. aur aaj kallar syedan gaye thee rishtedar rehte itne salo baad un se mulakat hoi
    wah jee Ma sha ALLAH ALLAH karay har eid aisi he piyari ho u ki Ameen
    meri to bas guzar gayi,kal rat bas khana khany gaye thay yahan he hotel hay village garden,bas aur kahin nai gayi
    suno hworiginal - Eid Day :)
    575280tvjrzkx7ho zps19409030 - Eid Day :)ღ∞ ι ωιll αlωαуѕ ¢нσσѕє уσυ ∞ღ 575280tvjrzkx7ho zps19409030 - Eid Day :)

  8. #58
    Join Date
    Jun 2010
    Location
    Jatoi
    Posts
    59,925
    Mentioned
    201 Post(s)
    Tagged
    9827 Thread(s)
    Rep Power
    21474910

    Default Re: Eid Day :)

    Quote Originally Posted by sheem View Post


    ahaan good matlab sara kuch metha aur chat patta mamo k ghar se kha k agaye jaya jata hai
    ahhooo,pehlayy nana abu zinda thayy,wahan sayy start hota thaa but unn ki death kayy badd mamu kayy gharr sayyy





    تیری انگلیاں میرے جسم میںیونہی لمس بن کے گڑی رہیں
    کف کوزه گر میری مان لےمجھے چاک سے نہ اتارنا

  9. #59
    Join Date
    Jul 2011
    Location
    Karachi Pakistan
    Posts
    13,592
    Mentioned
    62 Post(s)
    Tagged
    7109 Thread(s)
    Rep Power
    21474863

    Default Re: Eid Day :)

    Quote Originally Posted by shazia rana View Post

    sho shweet...waqi maang k lene men zada maza ata hai
    ahoo sahi kaha

  10. #60
    Join Date
    Jul 2011
    Location
    Karachi Pakistan
    Posts
    13,592
    Mentioned
    62 Post(s)
    Tagged
    7109 Thread(s)
    Rep Power
    21474863

    Default Re: Eid Day :)

    Quote Originally Posted by rupanzeel View Post
    hum log eid k first day dadi ami k ghar jate sab sab families un k ghar akethi hoti hain pura din hi udhar rehte sab cousins mil k khoob tang karte hain baro ko " smilieid="179" class="inlineimg" border="0">n raat ko taya abu k ghar jana hota nxt day sab hamare ghar ate n raat ko agar kisi se kahin outing pe ya apni nano mamu k ghar jana ho to wahan jate
    is bar thori changing k chances hain k namaz k bad sab ne hamare ghar ana n raat ko taya abu k ghar jana
    but chand raat ko me b bht thak jati sab ko mehndi laga laga k puri raat cousins n bhabhiyon ko lagani parti is bar mene socha k chaand raat ko ghar se gayeb ho jana thori der k liye
    hayy so nicee meri b jab tak dadi amii hayat the to sab akhate eid karte the but jab se wo as dunya se gain hain kisi ko time he nai bas formility k liye mil jate hain sab

Page 6 of 8 FirstFirst ... 45678 LastLast

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •