Page 4 of 6 FirstFirst ... 23456 LastLast
Results 31 to 40 of 58

Thread: Bachpan

  1. #31
    Join Date
    Apr 2010
    Location
    k, s, a
    Posts
    14,630
    Mentioned
    215 Post(s)
    Tagged
    10287 Thread(s)
    Rep Power
    1503272

    Default Re: Photobucket

    Quote Originally Posted by ~HaAni~ View Post


    haha lagta hai aap k bac: zada hi shararti hain jo apni mama ki himmat ko salam karne ka dil kar rhatt461qfmyiek3zjcr5za - Bachpan
    ik kaam karna jab pak ayein ge to sab se pehle yehi kaam karnasuno - Bachpan
    Yeh kaam tu main yahan se b karti rahti fone per

  2. #32
    Join Date
    Jan 2011
    Location
    pakistan
    Posts
    9,091
    Mentioned
    95 Post(s)
    Tagged
    8378 Thread(s)
    Rep Power
    429521

    Default Photobucket

    Quote Originally Posted by attiaahsan View Post

    Yeh kaam tu main yahan se b karti rahti fone per
    haha lagta hai waqai bht shararti hain chalein ab apni n un ki sharartein share karein
    wse wo kis pe gye hain aap bachpan me shararti thi kya????


  3. #33
    Join Date
    May 2013
    Location
    pakistan
    Posts
    5,719
    Mentioned
    128 Post(s)
    Tagged
    7184 Thread(s)
    Rep Power
    644262

    Default Re: Bachpan

    Quote Originally Posted by ~ALone~ View Post
    very nice thread....

    bachpan bohet shareefana guzra.... ghar se school,,,, school se ghar aur phir tution.....

    miss is liye kerta hoon k pehly magrib se pehly ghar pohnchna lazmi hota tha.... ab to rat k kae pehar guzar jaty hain roti k chakar mai.....


    sharart kia kerty tha jab sab cousin akhthy hoty thay mostly eid days mai....

    aik sharat yad hai ..... howa kuch yoon k hum ny kam kerny wali masi ko tang kerny k liye us k sigrate chupa liye.... lakin is k awiz mar zayada is liye pari k us masi ny aa ker shikayet ker di k hum logo ny sigrate peeny k liye chori kiya hai..........


    thats it....
    sho shweet per paen masi or cigrate ki kuch samajh nai ai
    badakhuwar2 zps199b7191 - Bachpan

  4. #34
    Join Date
    Apr 2010
    Location
    k, s, a
    Posts
    14,630
    Mentioned
    215 Post(s)
    Tagged
    10287 Thread(s)
    Rep Power
    1503272

    Default Re: Photobucket

    Quote Originally Posted by ~HaAni~ View Post


    haha lagta hai waqai bht shararti hain chalein ab apni n un ki sharartein share karein
    wse wo kis pe gye hain aap bachpan me shararti thi kya????
    bas je ab apne muon se kia kaho hum bhi kuch kam na the shararton main aur yeh bhi porre aflaton hain

  5. #35
    Join Date
    Sep 2011
    Location
    Karachi
    Posts
    3,930
    Mentioned
    1 Post(s)
    Tagged
    1530 Thread(s)
    Rep Power
    21474853

    Default Re: Bachpan

    Quote Originally Posted by shazia rana View Post

    sho shweet per paen masi or cigrate ki kuch samajh nai ai
    anti ji woh masi cigret peeti thie woh bhi paty wali..... usy sindhi mai bheeri kehty hain..... ab aae samjh ya phir se samjhao??????????
    1383466 1388375978065877 814058537 n zpsc25ba847 - Bachpan

  6. #36
    Join Date
    Jan 2011
    Location
    pakistan
    Posts
    9,091
    Mentioned
    95 Post(s)
    Tagged
    8378 Thread(s)
    Rep Power
    429521

    Default Photobucket

    Quote Originally Posted by attiaahsan View Post


    bas je ab apne muon se kia kaho hum bhi kuch kam na the shararton main aur yeh bhi porre aflaton hain
    haha is ka matlab wo aap pe hi gye hain n ab aap ko samjha rhe k apni mama ko tang karne ka anjaam dekh lein


  7. #37
    Join Date
    Apr 2010
    Location
    k, s, a
    Posts
    14,630
    Mentioned
    215 Post(s)
    Tagged
    10287 Thread(s)
    Rep Power
    1503272

    Default Re: Photobucket

    Quote Originally Posted by ~HaAni~ View Post


    haha is ka matlab wo aap pe hi gye hain n ab aap ko samjha rhe k apni mama ko tang karne ka anjaam dekh lein
    haan na
    isi liye tu kahti hoon Maa tujhy salam

  8. #38
    Join Date
    Jan 2011
    Location
    pakistan
    Posts
    9,091
    Mentioned
    95 Post(s)
    Tagged
    8378 Thread(s)
    Rep Power
    429521

    Default Photobucket

    Quote Originally Posted by attiaahsan View Post


    haan na
    isi liye tu kahti hoon Maa tujhy salam
    haha
    un ki pics share karain n un ke name kya hain?


  9. #39
    ~Anjana~'s Avatar
    ~Anjana~ is offline κнαмσσƨн ∂ιℓ
    Join Date
    Dec 2010
    Location
    Jinzhou, Liaoning, China, Madinah Saudi Arabia
    Posts
    12,430
    Mentioned
    91 Post(s)
    Tagged
    7849 Thread(s)
    Rep Power
    895529

    Default Re: Bachpan

    Wa Alaikum Asslam

    Ummm Bachpan buhut sharafat mai guzra mera ... mujhay yaad hai nani muni sharatein aor mera bachpan waisa nahi tha jasay shayad aksar bacho ka hoO . hamaisha choti choti khuwahishat ko dil mei daba k guzra bachpan :'(
    Sensitive , Samajhdar aor caring tha mein bachpan main buhut
    Mujay yaad hai aik baar mein ghar ki " Keys " andar hi rakh kar ghar k dono main darwazo ko bahar say kundi laga kar band kar diaa
    Aor Ghar walay bhi qaid mein bhi bahar band na koi bahar tha jo extra keys say darwaza khOlay
    phir Aik Uncle thay unho ne kuch kar karaa kay darwaza khoOla
    Buhut say aor yadgaar waqeeat hayn isi tarah kay

    Very Nyc Thread Dearo

    Sun Yaara Sunn Yaara
    Tere IshQ Daa Cholaa Paaya

  10. #40
    Join Date
    Jan 2011
    Location
    pakistan
    Posts
    9,091
    Mentioned
    95 Post(s)
    Tagged
    8378 Thread(s)
    Rep Power
    429521

    Default Photobucket

    Quote Originally Posted by ~Anjana~ View Post
    Wa Alaikum Asslam

    Ummm Bachpan buhut sharafat mai guzra mera ... mujhay yaad hai nani muni sharatein aor mera bachpan waisa nahi tha jasay shayad aksar bacho ka hoO . hamaisha choti choti khuwahishat ko dil mei daba k guzra bachpan :'(
    Sensitive , Samajhdar aor caring tha mein bachpan main buhut
    Mujay yaad hai aik baar mein ghar ki " Keys " andar hi rakh kar ghar k dono main darwazo ko bahar say kundi laga kar band kar diaa
    Aor Ghar walay bhi qaid mein bhi bahar band na koi bahar tha jo extra keys say darwaza khOlay
    phir Aik Uncle thay unho ne kuch kar karaa kay darwaza khoOla
    Buhut say aor yadgaar waqeeat hayn isi tarah kay

    Very Nyc Thread Dearo
    wow kafi shareef baChe the bayi
    dil me daba k kyun expressive nhi the kya
    wow bari achi qualities payi jati hain aap me
    haha ghar walon ko ghar me band kar dia bad k halat b to batao daant nhi pari
    thankoo friend


Page 4 of 6 FirstFirst ... 23456 LastLast

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •