zaruri nahi
nice sharing
میرا خیال ہے جب کوئی مرد کسی عورت کو یہ کہتا ہے کہ وہ خوبصورت ہے تو وہ اسے بےوقوف بنا رہا ہے وہ دراصل یہ نہیں کہہ رہا ہوتا کہ تم خوبصورت ہو بلکہ یہ کہہ رہا ہوتا ہے کہ تم کو بڑی آسانی کے ساتھ بےوقوف بنایا جاسکتا ہے
اور جس لڑکی پر ان کا اثر ہو وہ ثابت کرتی ہے کہ مجھے نہ صرف بےوقوف بنایا جاسکتا ہے بلکہ میں پہلے سے ہی
بےوقوف ہوں۔
اقتباس: عمیرہ احمد کے ناول " دربارِ دل " سے
zaruri nahi
nice sharing
Hahahahaha Paaa G Inki Writing achi hotii ...
kabhi kabhi bas aisi baatei aajati jis say banda disagree hosakta !
Wese inka " Peer E Kamil SAWW " Novel Awesome Thaa Woh Read Karna
@Topic ..
I Also Disagreed with her .. because aurat , jo biwi ya mehboob ki sorat mein hoti woh apne pyaar say tareef sunna chaahti
kion woh jitna bhi sajhti sawarti apne pyar k liye kay unka love unki tareef karei ...
aor agar hubby unki tareef kartey tu yeh is liye nai k woh bewaqoof hain isliye kay woh deserve kartii !!
Agar asa hota tu beauty parlors par na jain
Sun Yaara Sunn Yaara
Tere IshQ Daa Cholaa Paaya
Peere kamil acha likha tha aik do aur bhi ache hain...buht sare jaga ye patreee se utar jatee hai..
Ab hum mard itnee bhi bewakoof nahi ke har larki ke khobsurtii ki tareef karnee lagg jaeein....
Jo khoosburat hogee ush hee ke tareef kareein gee...
Aur baat mohabat ya relationship ke nahi hai....Khobsortii Insaan ke kamzori hai haan ye hosakta hai ke kuch logg univeral khoobsurat hotee hain hain yani ke har koi unheein khobsurat maneein ga.....aur kuch log opinion to opinion khobsurat hote hain..Jise ke some time koi mere nazar mai beautiful hoo aur buht ke nazar mai naa hoo...
Ishe tarah kuch loog sanwleein loggon ko bhi pasand kartee hain aur buht se loog sirf gorre rang ke hee diwane hotee hain (Jaise ke tmhare jaisee mukk maffi)
bhot khob
bohat aallaa
تیری انگلیاں میرے جسم میںیونہی لمس بن کے گڑی رہیں
کف کوزه گر میری مان لےمجھے چاک سے نہ اتارنا
mujhay lag raha hai k aap logo isse galat side per liye kar ja rahay hain yeh iqtibas na biwi aur na kis realtion k liye yahan jin ki baat ho rahi hai wo hum sab jantay hain gair zaroori log aur gair zaroori tareef ki baat ho rahi hai jise se boht se log boht si larkion ko bewaquf banate hain aur yeh b aik realty hai
kisi b iqtibas k sirf wo meaning nahi hota jo nazar atta hai uss k pechay aik story aik background hota hai @lifeislove; @~Anjana~; @Vampire;
yeh sirf meri raiye hai
Last edited by attiaahsan; 11-09-2013 at 11:49 AM.