yeh baat har story ka background hota hai usko b thora sa biyan karain agar aisa koi iqtibas ap share kar rahay ho to ta k sab ko clear ho yeh iqtibas kis sense main writer ne likha hai kiyun k har novel har banday ney nahi parha hota to usko b thora idea hosakay k yeh aisey likha hai to writer ne aisey kiyun likha hai yeh meri raye hai
maine to pehlay hi likha tha k "zaruri nahi" ab iski sense to yehi hai na k yeh baat yun ho b sakti hai par ziyada aisa nahi hota
bura na maniyega ap ne baat ki to maine b kuch likha hai jo dil main aa raha tha /up sirf aik raye hai nothing more