Results 1 to 7 of 7

Thread: khawahish

  1. #1
    Join Date
    Jan 2011
    Location
    pakistan
    Posts
    9,091
    Mentioned
    95 Post(s)
    Tagged
    8378 Thread(s)
    Rep Power
    429520

    Default khawahish

    Baz uqat aik jaiz khawahish jaiz tareeqe se pori nhi ho pati khawahish ka pora na hona insaan ko beqaraar rakhta hai waisa hi beqaraar jaisa insaan kisi khar ki nok ko masalsal apne pair me mehsoos kar ke hota hai jo sarasar khasara hai aise me Allah chahta hai k insaan sabar kare wo sabar jo khawahish ko to zinda rakhta hai lakeen us beqaraari ko qaraar deta hai phr us sabar ki badolat wo khawahish ik masbat qowat ban jati hai aik aisi qowat jo insaan ko masbat rahon ki taraf le jati hai tum gor karo kya tumhare sath aisa hi mamla Allah ne nhi kia Hiba aik muslim larki hai jis se Allah ne tumhai andhi mohabat karayi phr tumhara garoor tumhara fakhar use hasil kar lene ka za'm kya hua Allah ne use kisi tarah tumhai nhi son'pa Allah har cheez pe qadir hai aur har cheez us ki amanat hai Us ne tumhai jo kuch son'pa aik aik kar k sab tum se wapis le lia ye sab us ki amanate thi wapis le li tum kuch na kar sake me ne kaha na Wo beniyaaz hai insaan chahe b to Use ajiz nhi kar sakta wo har haal me Allah ka muhtaj hai lakeen tum pe Allah ki tum pe Nigaah e Karam thi Us ne tum se azmaish k tor pe jo kuch wapis lia to us k iwaz jo tumhai dia wo itni anmol chez thi jis ki tumhai qadar nhi thi Us ne tumhai Deen e Islam ata kia taake tum us rah pe chal k is qabil ho jao k aik ache musalman ban jao aur aik qabil aur parsa insaan ban jao take tum Hiba k qabil ho jao kyunki Quran me hai k naik aur parsa aurat k liye naik aur parsa mard hai Wo wadon ka sacha hai abhi tumhare dil me imaan mikamal nhi hua jab aisa ho ga wo tumhai tumhari imanat lota dee ga filhal tumhai apne dil me Rab ka khayal lana hai is dil me Rab ko basana hai tum aisa karo wo tumhai tumhari khawahish lota de ga............

    (Teri chah me piya)


  2. #2
    Join Date
    May 2012
    Location
    !!!KiSii Kii DuAouN meii!!!:):)
    Posts
    10,485
    Mentioned
    83 Post(s)
    Tagged
    10415 Thread(s)
    Rep Power
    2184019

    Default Re: khawahish

    bht kamaaaal
    ---------------- -----------------

    sigpic16201 13 - khawahish


    -------------------------------------------------------------
    some people are worth
    melting for....!!!
    ..(olaf)..
    ------------------------------------------------------------------------


  3. #3
    *jamshed*'s Avatar
    *jamshed* is offline کچھ یادیں ،کچھ باتیں
    Join Date
    Oct 2010
    Location
    every heart
    Posts
    14,585
    Mentioned
    138 Post(s)
    Tagged
    8346 Thread(s)
    Rep Power
    21474865

    Default Re: khawahish

    superb

  4. #4
    Join Date
    Jun 2010
    Location
    Jatoi
    Posts
    59,925
    Mentioned
    201 Post(s)
    Tagged
    9827 Thread(s)
    Rep Power
    21474910

    Default Re: khawahish

    nyc





    تیری انگلیاں میرے جسم میںیونہی لمس بن کے گڑی رہیں
    کف کوزه گر میری مان لےمجھے چاک سے نہ اتارنا

  5. #5
    Join Date
    Sep 2010
    Location
    Mystic falls
    Age
    36
    Posts
    52,044
    Mentioned
    326 Post(s)
    Tagged
    10829 Thread(s)
    Rep Power
    21474903

    Default Re: khawahish

    zabardast hai

    eq2hdk - khawahish

  6. #6
    Join Date
    Jan 2012
    Location
    Lost...
    Posts
    17,151
    Mentioned
    135 Post(s)
    Tagged
    11596 Thread(s)
    Rep Power
    3865509

    Default Re: khawahish

    very nice
    Teri ankhon uworiginal - khawahish

  7. #7
    Join Date
    Apr 2010
    Location
    k, s, a
    Posts
    14,630
    Mentioned
    215 Post(s)
    Tagged
    10287 Thread(s)
    Rep Power
    1503272

    Default Re: khawahish

    beautifull sharing

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •