tou ab Rab ko yaad karnay kay liye nakaam mohabbat ka intizaar karain
karna nhi chahiye k Rab ko har waqt yaad rakhna chahiye but insaan itna matlabi k srf us waqt Rab ko yaad karta jab wo bht dukh ya mushkil me ho
ye common hai Khushi k tme shaid hai koi jo RAb ko yaad kare ..........
very well said Haani, humain humesha humaary RAB ka shukar ada karna chayeh kiyonki yeh zindagi ussi ki naimat hay hum insaan per aur humara koi haq nahin banta kay hum uss rab ki dii hoyee iss amanat yaani zindagi main khayaanat karain......
Originally Posted by ~HaAni~