Asalam u Aliakum
is bar topic diya gaya tha''Khuwab'' is per poetry share karni thi...
sab ki sharing alaaaa thi
jis Member ki sharing ap ko sab se behtar lagge usse Vote dein
Rules..
last date 28th September hai..
Khud ko Vote cast nai kar sakte..
Winner 50% poll aur 50% Adminz (Naz..Sheem) decide karen gay.!!.
.
.
.
Cute PaRi
Taabir Jo Mil Jaye To Ek Khwab Bahut Tha………..
Jo Shakhs Gawa Baitha Hoon Nayaab Bahut Tha…….
Main Bhala Kese Bacha Leta Kashti-E-Dil Ko Sagar…….
Dariya-E-Muhabbat Me Sailaab Bahut Tha……..
Haan Use Bhool Jane Ka Afsos To Rhega Zindgi Bhar…….
Naseeb Pe Naa Jane Kyon Use Gumaan Bahut Tha……..
Main To Bs Yunhi Badnaam Hota Chala Gaya E Dost……..
Meri Zindgi Me Naa Jane Kyon Toofan Bahut Tha………!!
zindagi jee
Dur kahien ik khwaab nagar mein
khwaab humare baste thay
un khwaabon mein kuch khwab thay aisay
saath buna hum kerte thay
neend se bojhul aankhien ik din
khwaab ko bunte bundh howien
woh khwaab adhora chooth gaya
woh khwaab bhi ab to bhool gaya
woh khwaab adhora hai ab tak
woh baat adhori hai ab tak
kuch kehne k kuch sunane k
armaan adhore hein ab tak
Woh khwaab ju kal shab aaya tha
sandes apne sung laaya tha
kuch gum sum sa' kuch naadim sa
sung aik kahani laya tha
Main ne poocha "koun hai tu ?
kya us ne tujh ko bheaja hai ?
in neend se bojhul ankhoon pe
kya murhum rukhne aaya hai?
ab bol! bata aey khwaab tujhay
kiya poora wo ker paya hai ? "
woh Khwaab bhi aik pujari tha
chup hi raha kuch bhi na kaha
woh apne is khaali pan ko
undar hi undar maar gaya
ik talakh haqeeqat ko jaisey
dil ne mere phir jaan liya
Woh khwaabon ko bunney wala
ab khwaab udhaira kerta hai
khwabon ki qadar ab na jaaney
adhora pan woh na jaaney
woh khwaab thakan mein choor sa tha
woh khwaab bhi sub kuch haar gaya
us ik adhore khwaab ko to
Atish k hawaley kerdala
Hum bhi to sada se khaak hi thay
phir khaak mein hi mil jaeyingey
un khwabon ko un lumhoon ko
tanha jee ker mur jaeyingey
woh khwaab bhi ab to raakh howa
Dur kahein us khwaab nagur mein
ik khwaab ka aaj khoon howa ...
farida aslam
kuch pal iss khuwaab meiin...!!!
Hoon To Khafa Us SE,
Per Janay Phir B Kiyn…?
Na Chaah Kar Bhi Us Ko Chahna Acha Lagta Hai…
Haqeeqat Se Hoon Dhoor,
Ye Mujh Ko Hai Pata…
Per Jaan K Anjaan Rehna Acha Lagta Hai…
Qaayel Nahi Main Ronay Ki Phir B Kabhi Kabhi…
Tanhai Main Kuch Dair Rona Acha Lagta Hai…
Tu MERA Tha,
Tu MERA Hai,
Tu MERA Rahay Ga…
Kuch Pal Is Khawab Mein Khona Acha Lagta Hai….!!
attiaahsan
Yahan Apni Apni Bari Per
Sub Hansty Hain Sub Roty Hain
Dil To Sub Hi Ka Hota Hy
Aur Dukh Bhi Sub K Hoty Hain
Kuch Ashk Dilon Per Girtay Hain
Kuch Mati Main Mil Jaty Hain
Kuch Lafz Ada Ho Jatay Hain
Kuch Honton Main Sil Jatay Hain.
Mana K Adhoray Rahtay Hain
Per Khawab Tow Sub K Hotay Hain
Kuch Kho Ker B Pa Latay Hain
Kuch Pa Ker B Kho Jatay Hain
Yahan Apni Apni Bari Per
Sub Hansty Hain Sub Roty Hain
~Anjana~
Kabhi Jo Khwab Tha Wo Pa Liya Hai,
Magar Jo Kho Gayi Wo Cheez Kya Thi..
Main Bachpan Mein Khilone Torta Tha,
Mere Anjaam Ki Wo Ibtidaa Thi..
Mohabbat Maar Gayi Muj ko Bhi Gham Hai,
Mere Ache Dino Ki Aashna Thi..
Jise Main Chu Lon Wo Ho Jaye Sona,
Tujhe Dekha To Jaana Bad-Dua Thi..
Mariz-e-Khwab Ko To Ab Shafa Hai,
Magar duniya Bari Karvi Dawaa Thi..fiza
~HaAni~
Mohabat "Khawab" Hoti Hay
Bari "Betaab" Hoti Hay
Jo koi pooch Bethy To
Mohabbat "Raaz" Hoti Hay
Machalti see Umangon ka
Suhana Sath Hoti Hay
Jo koi Dhondna Chahy
To Ye "Nayab" Hoti Hay
Mohabat Phool Hai Shayad
Ghamon ki Dhool Hay Shayad
Chamakti Raat Hai Shayad
kisi ki Yad Hay Shayad
Mohabat Pur Sakoon Bhi Hay
Mgar Betab Hoti Hay
Agar Mil Na Skey Tu Phir
"Adoora Khwaab"
Hoti Hay
Zindagi
Wo Khwab Daikhain Jin Ki Koi Tabeer Na Thi
Un Dilo Say Ulfat Jaganay Chalay Jaha Muhabat Ki Koi Oqaat Na Thi
Kia Kaho K Say K Say Sapnay Dikhata Hay Yay Dil
Jab Toot Jaiay Koi Sapna Toh Khob Rulata Hay Yay Dil
Ek Hum Nay He Saza Paai Hay Zamanay May Muhabat K Baad
Kia Koi Chor Jaata Hay Kisi Ko Apna Bananay K Baad
Sachay Insan Bohat Mushkil Say Miltain Hay Farooqi
Kia Kahay Farooqi Khud Pareshan Hay Us K Janay K Baad
Mlf*
Khwab Adhooray Sahi
Door jo aaj hain
Yaad aatay toh hain
Khwab adhooray sahee
Khwab saharay toh hain
Aaj bhi meri rahain rokti hain
Yaadein teri daman khaenchtee hain
Bhool chukay hain jo humain
Yaad aate to hain
Sadyon ke faasle aaj hain darmiaan
Hojain magar jitni bhi doorian
Aap jahaan bhi rahain
Aap humary to Hhain
Khwab adhooray sahee
Khwab saharay to hain
Jaanay phir kab milain
Tere mere raastay
Aas tootay nahee
Yaad itna rahay
Raat dhalnee to hai
Aane ujalay to hain
sarfraz_qamar
‫خیال Ùˆ خواب Ûوئی Ûیں Ù…Ø+بتیں کیسی
Ù„ÛÙˆ میں ناچ رÛÛŒ Ûیں ÛŒÛ ÙˆØ+شتیں کیسی
Ù†Û Ø´Ø¨ Ú©Ùˆ چاند ÛÛŒ اچھا Ù†Û Ø¯Ù† Ú©Ùˆ Ù…Ûر اچھا
ÛŒÛ ÛÙ… Ù¾Û Ø¨ÛŒØª رÛÛŒ Ûیں قیامتیں کیسی
ÙˆÛ Ø³Ø§ØªÚ¾ تھا تو خدا بھی تھا Ù…Ûرباں کیا کیا
بچھڑ گیا تو Ûوئی Ûیں عداوتیں کیسی
عذاب جن کا تبسم ثواب جن Ú©ÛŒ نگاÛ
کھینچی Ûوئی Ûیں پس جاں ÛŒÛ ØµÙˆØ±ØªÛŒÚº کیسی
Ûوا Ú©Û’ دوش Ù¾Û Ø±Ú©Ú¾Û’ Ûوئے چراغ Ûیں ÛÙ…
جو بجھ گیے تو Ûوا سے شکایتیں کیسی
جو بے خبر کوئی گزرا تو ÛŒÛ ØµØ¯Ø§ دے دی
میں سنگ Ø±Ø§Û ÛÙˆÚº مجھ پر ÛŒÛ Ø¹Ù†Ø§ÛŒØªÛŒÚº کیسی
Ù†Ûیں Ú©Û Ø+سن ÛÛŒ نیرنگیوں میں طاق Ù†Ûیں
جنوں بھی کھیل رÛا ÛÛ’ سیاستیں کیسی
Ù†Û ØµØ§Ø+بان٠جنوں Ûیں Ù†Û Ø§ÛÙ„ Ú©Ø´Ù Ùˆ کمال
Ûمارے عÛد میں آئیں کثاÙتیں کیسی
جو ابر ÛÛ’ ÙˆÛ Ø§Ø¨ سنگ Ùˆ خشت لاتا ÛÛ’
Ùضا ÛŒÛ ÛÙˆ تو دلوں میں نزاکتیں کیسی
ÛŒÛ Ø¯ÙˆØ± بے Ûنراں ÛÛ’ بچا رکھو خود Ú©Ùˆ
ÛŒÛاں صداقتیں کیسی کرامتیں کیسی
jam786
ÛÙˆ جائے Ù†Û Ú¯Ù… آنکھ Ú©Û’ پانی میں کوئی خواب
بÛÛ Ø¬Ø§Ø¦Û’ Ù†Û Ø§Ø³ اشک Ùشانی میں کوئی خواب
سامان Ú©ÛŒ Ù†Ûیں Ùکر، مگر Ø°ÛÙ† میں رکھنا
Ú©Ú¾Ùˆ جائے Ù†Û Ø§Ø³ نقل مکانی میں کوئی خواب
Ù„Ú¯ جاتی ÛÛ’ الÙاظ سے بھی آگ، رÛÛ’ دھیان
جل جائے Ù†Û Ø§Ø³ Ø´Ø¹Ù„Û Ø¨ÛŒØ§Ù†ÛŒ میں کوئی خواب
تا عمر یونÛÛŒ منتظر٠دید رÛÙˆÚº میں
دے جاؤ Ù…Ø+بت Ú©ÛŒ نشانی میں کوئی خواب
ملتی Ù†Ûیں منزل کسی کردار Ú©Ùˆ اپنی
پاتا Ù†Ûیں تعبیر Ú©Ûانی میں کوئی خواب
دل میں ÛÛ’ Ú©Ûیں ابر، Ù†Û Ø¢Ù†Ú©Ú¾ÙˆÚº میں ÛÛ’ برسات
کیا پھولے Ù¾Ú¾Ù„Û’ عÛد٠گرانی میں کوئی خواب
تعبیر بڑھاپے میں بھی مل پائے Ù†Û Ø¬Ø³ Ú©ÛŒ
دیکھو Ù†Û ÙصیØ+Ø” ایسا جوانی میں کوئی خواب
YouthFul
اک نام Ú©ÛŒ اÙڑتی خوشبو میں اک خواب سÙر میں رÛتا ÛÛ’
اک بستی آنکھیں ملتی ÛÛ’ اک Ø´Ûر نظر میں رÛتا ÛÛ’
کیا اÛÙ„Ù Ûنر، کیا اÛل٠شر٠سب Ù¹Ú©Ú‘Û’ ردی کاغذکے
اس دور میں ÛÛ’ ÙˆÛ Ø´Ø®Øµ بڑا جو روز خبر میں رÛتا ÛÛ’
پانی میں روز بÛاتا ÛÛ’ اک شخص دئیے اÙمیدوں Ú©Û’
اور اگلے دن تک پھر ان Ú©Û’ ÛÙ…Ø±Ø§Û Ø¨Ú¾Ù†ÙˆØ± میں رÛتا ÛÛ’
اک خواب٠ÛÙنر Ú©ÛŒ Ø¢ÛÙ¹ سے کیا Ø¢Ú¯ Ù„ÛÙˆ میں جلتی ÛÛ’
کیا Ù„Ûر سی دل میں چلتی ÛÛ’! کیا Ù†Ø´Û Ø³Ø± میں رÛتا ÛÛ’
جو پیڑ Ù¾Û Ù„Ú©Ú¾ÛŒ جاتی ÛÛ’ جو گیلی ریت سے بنتا ÛÛ’
کون اÙس تØ+ریر کا وارث ÛÛ’ !کون ایسے گھر میں رÛتا ÛÛ’!
Ûر شام سÙلگتی آنکھوں Ú©Ùˆ دیوار میں Ú†ÙÙ† کر جاتی ÛÛ’
Ûر خواب، Ø´Ú©Ø³ØªÛ Ûونے تک زنجیر٠سØ+ر میں رÛتا ÛÛ’
ÛŒÛ Ø´Ûر کتھا بھی ÛÛ’ امجد اک Ù‚ØµÛ Ø³ÙˆØªÛ’ جاگتے کا
ÛÙ… دیکھیں جس کردار Ú©Ùˆ بھی جادو Ú©Û’ اثر میں رÛتا ÛÛ’
Paras
پاگل آنکھوں والی لڑکی
اتنے Ù…ÛÙ†Ú¯Û’ خواب Ù†Û Ø¯ÛŒÚ©Ú¾Ùˆ
تھک جائو گی
کانچ سے نازک خواب تمÛارے
ٹوٹ گئے تو پچھتائو گی
تم کیا جانو....!
خواب..... سÙر Ú©ÛŒ دھوپ Ú©Û’ تیشے
خواب..... ادھوری رات کا دوزخ
خواب..... خیالوں کا پچھتاوا
خوابوں کا Ø+اصل تنÛائی
Ù…ÛÙ†Ú¯Û’ خواب خریدنا ÛÙˆÚº تو
آنکھیں+بیچنا پڑتی Ûیں
رشتے بھولنا پڑتے Ûیں
اندیشوں Ú©ÛŒ ریت Ù†Û Ù¾Ú¾Ø§Ù†Ú©Ùˆ
خوابوں Ú©ÛŒ اوٹ سراب Ù†Û Ø¯ÛŒÚ©Ú¾Ùˆ
پیاس Ù†Û Ø¯ÛŒÚ©Ú¾Ùˆ
اتنے Ù…ÛÙ†Ú¯Û’ خواب Ù†Û Ø¯ÛŒÚ©Ú¾Ùˆ
تھک جائو گی.
sweet.kiran
5115468
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~